Happy Valentines Day 2018 – क्यों मनाते हैं ?

15
14  February yeh din matlab pyaar ka izhaar karne ka din hota hai . Ek hisaab se dekha jaye to yah February ka pura mhina hi pyaar ka hota hai .
           
14 February ka din ka sabko bahut hi besabri se intezar rehta hai ,khas-kar ke College going girls or boys ke liye .Yah din college ke students apne pyar ka izhaar Ek rose flower dekar  karte hai , itna hi nahi ki  wah  ruthe hue pyar ko  bhi manate hai .

Sabke apne – apne tarike hote hai pyar ko pane ke , manane ke .

Itna hi nhi  Koi agar apne parents ko bhi kuch gift dekar surprise bhi karte hai . Ek hisaabse kha jaye to sab ek-dusrese ke samne apni-apni bhavnao rakhte hai.
 

History of Valentine’s Day | Valentine’s Day Kyo Manaya Jata Hai..?

14 February ko hi kyon mante hai valentine’s day ?  iske piche bhi ek kahani hai .  Chaliye jante hai iske piche ki kahani-
 
Rome me ek sant the unka naam tha saint valentine . Wah bhot hi dayalu the ! 
Lekin waha ka raja bhot hi krur tha uska naam tha CLAUDIUS ( क्लाॅडियस ).
 
Raja Claudius ,wha ki mahilaon ka bilkul bhi samman nahi karta tha , or usi rome me sant valentine raja ke opposite the. Raja Claudius wha ke kisi bhi purush ko vivah karne nhi dete the . Raja vivah ke khilaf the . Lekin sant valentine  Charch me sabki shaadi karwate the .Jo ,raja ko bilkul bhi pasand nahi tha .  par raja bilkul iske viprit tha.
 
       Jab raja ko pata chala ki Sant Valentine wha ke logo me vivah ke liye sab ko prerit karte hai to usne saint valentine ko bandi bana liya or use jail me dal diya . Or us jail  me use ek jailer  ki beti  jo vah aankhon se dekh nahi sakti thi,   to us jailer ne Apni beti ko Sant Valentine ke paas le aaya kyon ki jailer janta tha ki Sant Valentine ke paas ek Divya Shakti hai , jo us divya shakti se meri beti ki aankhen thik ho sakti hai , to Sant valentine ne us jailer ki beti ki aankhen apne Divya shakti se thik kar di,
 
Tab se wah jailer ki beti roz Valentine se milne aati thi .  or us ladki ko Valentine se pyaar ho gaya tha or valentine ko  bhi.
     
Or ek din raja ne jab Sant Valentine ko fansi ki saza sunayi to Sant Valentine ne ek latter  jailer ke beti ko bheja usme sirf itna hi likha tha ” Tumhara Valentine.”
 
Or wah  din tha 14 – FEBRUARY.
Or isi din aane 14 February ko Sant Valentin ko faansi hui to uski yaad me hi jabse Valentine’s Day manate hai.

15 COMMENTS

  1. अमित भाई ये बात पूछनी थी की क्या कभी कभी ऐसा होता है की किसी ब्लॉगर टेम्पलेट में एडसेंस का एकाउंट अप्रूव नहीं होता

  2. अमित भाई क्या सभी ब्लॉगर टेम्पलेट में एडसेंस अप्रूव हो जाता है या कभी प्रॉब्लम करता है रिप्लाई करना भाई

  3. नमस्कार भाई मुझे आपकी एक हेल्प चाहिए तो प्लीज मुझे कॉल कर लीजिए मेरा मोबाइल नंबर 97 92 94 95 96 है मुझे एक वेबसाइट आपकी तरह ब्लॉगिंग वेबसाइट रजिस्टर करनी है तो उसके रिकॉर्डिंग मुझे आपकी मदद की आवश्यकता है मेरे पास पहले से रजिस्टर्ड एक domain तो है पर मैं उसे डिजाइन नहीं कर पा रहा हूं प्लीज मुझे गाइड करें आप की महान दया होगी प्लीज कॉल जरूर करिएगा sir please help Karega

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here