Auto blogging kya hai aur autoblogging karna chahiye ya nahi ?Auto blogging ka mtlb kya hota hai aur autoblogging ki suruaat kaise kare is post me apko acche se batane wale hai. Social media par autoblogging ko lekar bahut sare charche ho rahe hai ki autoblogging par work karna thik. Kya auto blogging se paise kama sakte hai agar work karne par website google me rank karega visitor aayenge ya nahi aise auto blogging se relate question user mujhe puchte rahte hai.
- Facebook Paise Kaise Banaye Puri Jankari
- Google Adsense se Paise Kaise Kamaye
- Mobile Se Paise Kamane Ke Best Tarika Kya Hai
Agar aap autoblogging ke bare me acche se jankari chahiye aur auto blogging kaise kiya jata hai to is post ko acche se padhe.
Auto Blogging क्या है ?
Auto blogging kya hota hai. Auto blogging ka matalab apke blog/website par automatic post update hota raha hai. Automatic blog par post karne ke liye sirf apne site par ek setup karne ke baad third party plugins ke madad se apke blog por content update hone lagta hai. Auto blogging karne ke liye IFTTT website par jakar email id se loggin karke ek bar setup kare uske baad RSS feed ke jariye apke blog par post hona chalu hota hai?
- Current Mobile Location Kaise Pata Kare
- Kisi Bhi Phone Ki Call Details Kaise Nikale
- Online Android Apps Kaise Banaye
Auto Blogging कैसे करें पूरी जानकारी ?
Blogging ke bare me apko pata hoga aur aap post likhte honge lekin auto blogging me post likhne ki jarurat nahi padti hai. Ye automatically post hota raha hai?
Step 1.
Auto blogging karne ke liye sabse pahle IFTTT Website jane ke baad email id add karke Get started button par click karne par password set karne ko bolega koi bhi pass lagaye aur sign up kar le.
My applets par click kare.
Step 2.
Jaise hi my applets par click karte to ek aur page open hoga.
New Applete par click kare.
- If + this then that + income par click kare
- Choose a service ( apki site blogger par hai to select kare)
- Topic choose karne ke baad Connect Button par click kare.
- Choose trigger (New unread story) select kare.
Step 3.
Ab apke sabne blogger par jitne bhi website banaye honge show karega. Jise auto blogging karna hai use select kare.
- Choose action service ka option milega jisme apko blogger select karna hai.
Step 4.
- Create a post par click kare.
- Labels (Category) apne hisab se jis topic par auto post update karna chahte hai custom likh sakte ho.
Ab Create Action Button par click kare.
Finish button par click kare. Now finally successfully apne auto blogging karna sikh gaye hai.
Auto Blogging करने के फ़ायदे क्या क्या हैं ?
- Auto blogging karne se apko post likhna nahi padega.
- Samay ka bachat.
- Daily new post update hota rahega.
- Traffic increase hoga agar aap khud post ka SEO krte tb.
- Autoblogging karke paise bhi kama sakte hai.
Auto Blogging करने से क्या नुकसान है ?
- Auto blogging me google adsense ad istemal karne par adsense account suspended ho sakta hai.
- Google ke through apki blog penalize kar diya jayega.
- Blog visitor ke najar me koi value nahi hoga.
- Auto blogging kuch time ke liye kar payenge.
- Auto blogging karne par apni website google me kabhi rank nahi hogi.
Autoblogging kya hai aur kaise kaam karna chahiye apko acche se is post me btaya hu. Umeed karta hu auto blogging ke bare me samajh gaye honge auto blogging se related abhi koi question hai to niche comment karke puche jaldi se jaldi reply kiya jayega.
धन्यवाद सर आपके इस पोस्ट से हमें बहुत कुछ सीखने को मिला आप इसी तरह हमारे लिए और भी पोस्ट लिखते रहिए
Thank bhai aise hi bane rahiye kuch new sikhne ko milega
nice post amit sir
Thank you
Hi Apni blog per traffic increase kaise kare
Website par traffic badhane ka tarika bataya hu follow kariye
thanks sir me isse try krunga
AISE HI BANE RAHIYE
Thankyou sir aapne bahut hi badhiya se bataya hai post aur video me bhi auto blogging ke bare me.
Sir mujhe blogging me 6 month ho gye hai phir bhi 300 se zyada traffic nahi aa rha hai pls help me.
Tranding topic ke upper work kariye
Aapne Achhi information di hai auto blogging k bare me shukriya.
thank bhai aise hi bane rahiye
Very Good Info
Thank bhai
Nice bro keep it up
Bhut achi jankaari dii aapne auto blogging par..Shayd isse try krege abb aane wale samy me..
Dhanyawad!!
Thank bhai aise hi bane rahiye
Sir WordPress mein readability lights kaise green kare
Apne blog me paragraph wise post likhiye
good bhai nice helpful
good bhai nice helpful
nice information thanks sir
mera nam aadesh hai sir. Main blogs likhna chata hu…. But ab 3 post likhi hai… Or usmain kya kami hai kya features add karu bataiye…. Main aage bhi blogs likhna cahta hu
Meri site ka nam hai
shortstories4we.blogspot.com
Sabse pahle domain name lagaye aur site acha website design karke blog par kam karte rahiye kamyab ho jayenge
Nice post amit sir
Nice amith bhai
Hello sir aapke website main ek gaust post milega.
yes
good post