Hello blogger umeed hai ki apni apni blog bana liya hoga or usme kuch apna article bhi likhe honge lekin visitor bahut kam aate honge . To aaj hum is topic pe bat kar rahe hai ji apne blog ki traffic ko bada sakte hai.
Aaj Blogger Search Engine Optimization ke (SEO) ke bare me kuch tips dunga jisse aap apne blog me traffi ko bada sakte hain.
Kyo ki agar blog pe jab adhik visitor aane laga to Google adsense account jaldi aprovel ho jata hai.
SEO Tips |
Friends mere blog par post 20 kiya hu abhi tak but maine SEO Setting nahi kiya tha to blog par bahut kam visitor aate hai the. Lekin jab maine SEO ki setting ki uske bad se mere blog par visitor aane lage. Pahle mai apne blog ka pura url type kar ke search karta tha lekin mai jab SEO apne blog par kar liya to bas blog ka title search karte hai to aa jata hai. Iska matlab ye hai ki aap apne blog ki setting jarur kare uske liye mai is post me bata raha hu aap follow kar sakte hain.
Must Read
Google Adsense Account kaise Aprovel Karate hai
Step.1
Blog Description Kaise Likhe Jate hai
Step.2
ab aap apne blog kiki Google Console me add kare. agar nahi pata hai kaise add kiya jata hai to aap yaha par click kar ke uski puri jankari le sakte hai. Read Google Console.
Step.3
Blogger Meta Tags Description
- Sabse pahle aap setting par click kare to niche Search preferences ka option hai uspar jab click.
- Phir aapko enable search description YES karna jo box open ho jayega jisme likha hai.
- ab Save changes par click kar de.
Step.4 Phir blog ka sitemap banate hai jo bahut hi jaruri hai aap apne blog ke sitemap kaise banate hai uski puri jankari ke liye yeha se padh sakte hai.
Niçe tech i will apply on my blog now visit successintheworld.blogspot.com
Thank Apki blog bahut acha hai .
Bahut Acchi Tips hai Seo ke Liye Maine Bhi Apply Ki hai Mere Blog Pe HindiMeEarn
Thank bhai please share
Thanx bhai blackbull945.blogspot.com mera blog h ap isko check krke batao ki m paise kese kamau adsensd k duara
Mr.Sandeep Apne blog par abhi post kariye acha se acha
HLO BHAI AAPKE TEMPLATE KA NAM BATAO PLEASE
Bhai jo mai use kar raha hu.. aap ise ache template download kar sakte hai humne post kiya hai aap padh lo ..
bhai sir aap apne template ka nam ya link bata do
Goyaabi website m mast mast theme mil jayega …
You theme Amit G ne khud se banaya hai ….to is theme ko leke bhi hai esa design nhi milega
Harun bhai Aap thik kah rahe h..us website se acha themes mil jayega…
This is great. I like your post on seo and ppc topic. This is really awesome. Thanks for sharing such a great informative post with us. ppc services in India
Best Advertising agency company in dwarka
Very nice work.
hello bro my self pradeep iam new to blogging maine 1 blog banaya hai aap ise dekhke muje batayiye ki our kya changes karna padega muje our traffic kaise laane hai wo bhi batayiye
bahut hi accha bataye ho bhai thanks
bhai blog me kitana pixal ke image upload karte hain
[…] WordPress blog me home page meta tag description kaise add kare bina plugins ke puri jankari. Meta tag generator tool se meta tag description wordpress blog website manually me kaise lagaye jata full information diya hu. Meta tag kya hai aur wordpress site me meta tags description kaise lagaye jate hai SEO friendly website banane ke liye. Google search engine aur SEO / Search Engine Optimization ke hisab se ranking ke liye meta description blog ka likhna bahut hi imartant hota hai. Google ko pata chalta hai website ke focus keyword ke bare. Humne apko pahle hi btaya hai bloggar par website banana hai to apne blog me liye Meta Tag Description Kaise Add Kare. […]
thank you sir for this post very helpfull
[…] dhayan nahi dete aur bahut se user ignore karte hai, Blog post ko rank karne ke liye keyword meta description likhna bahut impartant […]
Blogger ko wordpress me kaise convert kare
how to migrate blogger to wordpress allhindimehelp search on google phir video milega mera kr lena
Nice Mn
Nice., It’s helpful to many new comers
Keep on going
Thank you
Helpfull your article bhai
नए bloggers के लिए आप की साइट वाकई में बोहत ही सुविधाजनक हैं।
nice content bro.its really help full
nice content