Chitika Kya Hai Or Chitika Se Paise Kaise Kamaye

58
How To Upload Custom Blogger Favicon Image
Chitika Kya Hai Or Chitika Se Paise Kaise Kamaye Puri Jankari 2018

Namskar dosto aaj main btane ja raha hu ki Aap Ko Man Me Ye Sawal Hota Hoga Ki Internet Se Paise Kaise Kamaye. To Aaj Hum Uske Bare Me Bat Kar Rahe Hai Bas Aapke Sahi Se Istemal Kare Apne blog ya website par chitika ads kaise lagte hai, Or Sign Up Kaise Karte Hain.  To Sabse pahle uske bare me kuch jaan lete hain.

 

Chitika ek Advertising Site hai or hum jab apne blog ya website par ads lagate h toor visiter ko show hota hai uske paise deti hai.

Note. Paise Kamane ke mamle me Adsense Sabse Acha Hai Lekin Agar Aap Ko Adsense Account Approval Nahi Huaa H to Chitika ke Ads Lagaye Or Ise Paise Kama Sakte hai

allhindimehelp.com

Youtube se  paise kaise kamaye

Chitika Ads Kab Acha Rahega Blog me Lagana

Friends yeha par mai btana chahta hu ki apki blog pe kam, se kam 30, 40 post hoadhik rahegi to or acha rahega  thora traffic aa jayega to earning fast hogi  aisa nahi ki jade der apko wait nahi karni padegi.
Jitna post rahega us type apke blog pe ads dikhate h or bussion ko promote karte hain to aaye Start karte hai.
 

Chitika Ads Par Anapa new Account Kaise Banaye

Step 1. Sabse Pahle aap www.chitika.com ke official website par jaye. Or Right side me Publisher likha hoga Sign up likha hoga click kar de.
 
allhindimehelp-image
Yeha par sabse pahle aapko email dena hai.
Phir Go button par click kar de.
 
Step 2. 1 Jab aap Go button par click karenge to jo email diye hai uspar conform karne ke liye ek message jayega us link par click kar de.
 
Step 3.  Ab aapke saamne ek new page open hoga usme apni sahi sahi jankari bhar de jo maine picture me bataya hai aap follow kar sakte hain.
 

 

allhindimehelp.com image
 
 
Aap ye post pad rahe hai or abhi tak blog nahi banaye to sabse pahle apna blog bna le.
 
  1. Yeha par apna first name likhe.
  2. Phir last name jo apka hai.
  3. Yeha par apna user name chune jo pahle se kisi ne nahi banaya ho. ex. allhindimehelp maine aisa likha hai acha rahega aap bhi apne blog ka name rah de to.
  4. Phir apni website ka naam likhe agar Damin name nahi liye hai to koi itna bra issu nahi hai aap Blogspot bhi used kar sakte hai.
  5. Yeha par apna koi password likh de jo 8 ank ka ho or yaad rahe. Password kuch is type ka rahega Ex. (1234!#$%* ).
  6. Phir yeha par bhi same password likh de.

 

Aapko kuch der tak wait karna hoga jab apka account approved ho jayega to aap ke email par ek mail jayegi phir aap chitika ke side par aap login kar ke apne blog par add laga sakte hain.
 
 
Agar apko kahi se koi dikat aati hai to aap comment kar ke puch sakte hain.

 

58 COMMENTS

  1. Amit bhai aap ka article bhut acha laga mujhe aapki kuch madat chahiye wo ye ki main apne blog par aap ka template add kar chata hu kya aap mujhe aapka tamplete send karskte ho kya meri email id hai :- [email protected]
    Main apne blog ijankari.blogspot.com par lagana pasand karunga.

  2. Bhai Kuch din tak time lagta hai, Agar blog pe content ache hai or traffic 300+ hai ek din me to 3se4 din me approved ho jayega.
    Mera 3 din me huaa tha..
    Agar apne apne blog par or koi ads lagaya hai to use removed kar de to jaldi mil jayega adsense account…

  3. Good Bhai Jaan :- inshallah Bohat jaldi aap ko acha visitor milega. Aap aise hi bane rahiye or maine abhi jo post kiya hu use ache se padh le to sari jankari mil jayegi usne new blogger ko kya karna chahiye..

  4. Bhai ye error a raha hai..
    Error parsing XML, line 15, column 71: Attribute name "async" associated with an element type "script" must be followed by the ' = ' character.

    maine infolinks ke hi ads lagane the bhai lekin unho ne rejuct kar diya

  5. heelo bhai amit mai new bloger hu aur maine apne blog me 3 pos kari hai aur chitika ki add dali but bahi wo show nahi ho rahi maine bohot kosis kari but add show nahi ho rahi aap help kar sakte ho

  6. Hello, author

    maine aapka article padha mujhe useful information mila. maine chitika ke bare suna tha but try nahi kiya. mera ek sawal hai ki ki agar mare blog par chitika ka ad display hota hai ti google adsense ka ad diplay hoga ki nahi.

    Thanks

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here