32 COMMENTS

  1. Dear,

    I am sandeep kumar

    Bhai me apni ek website banana chata hu
    Or me pichle ek ghante se aapki site ki sari post padh chuka hu bhut kuch jana h magar sir abhi bhi comfortable nahi hu please mere questions ke answar de

    1. Web banane ki liye sabse phle kya karna h step by step smjha de esi comment me or apna
    Jaise
    Itna to mujhe pata h ke google blogger me jakar account banana but eseke badd kya karna h kaise domin ko site psr lagagye kaiae apni site lo google or yahoo search me dikhaye

    Or kaise site ko

    www ke bina jaise

    only allhindimehelp.com likhe or site khul jaye batye bhai

    Thanku

  2. Bhai aap blogger pe free me blog banao , Jab ban jaye to usme 20,25 accha post karo to apki blog search engine me aa jayegi.. , uske baad Ek Domain le lo 199 me one year ke liye milega godaddy.com se..doamin ki jankari ke liye uske toll free no. pe baat kar sakte ho hindi…oh sab set karate hai..

  3. Bhai kya apne do bar AdSense account bnaya hai, or ek hi jaise same information fill kiya hai to problem aategi..
    Apne pahle apni purani id se to adsense ke liye apply kiya hoga..

  4. Bhai same detail kabhi nahi fill kare… iske bare me to nahi pata hai. Kyo ki mere sath bhi aisa hua tha to main new id se adsense ko aply kiya or ghar me kisi ke name par aply kiya hai adsense ko

  5. Adsence ke liye…youtube aur blogger par apply hi nahi ho pa raha he….email verify hone ke bad website verify nahi ho psti…phir process aage nahi badta he…please bataye..adsence ke liye kese apply kare ki….kam kam apply to ho…thanx

  6. Adsence ke liye…youtube aur blogger par apply hi nahi ho pa raha he….email verify hone ke bad website verify nahi ho psti…phir process aage nahi badta he…please bataye..adsence ke liye kese apply kare ki….kam kam apply to ho…thanx

  7. Agr aap youtube se adsense apply kiyE ho or approve ho gya hai. To phir aap . Adsense account me jakar site management par click kar ke apne website ka url add kar diye agr apki site ka content unique hoga to apke site lar ads 3 se 4 din me show hoga..or uska notification apko mil jayega adsense se

  8. Bhai aap sabse pahle youtube par video upload kijiye or apna youtube channels verify kariye phir apke video par 100 se adhik views mil jayege to aap google adsense se connect kijiye, Adhik jankari ke liye aap iske bare me ek video bnaya hu.aap mere youtube channels par video dekhiye kafi help milega,Youtube par adsense account kaise bnaye.. Video dekhiye

  9. 1.sir me ek bat nhi samjh paya wo ye ki hum apne kon se ads nhi dekh sakte hai .
    2.apni upload ki hui video to dekh sakte hai na
    3.sir ji hum apne ek adsence ko kitnee jagah use kar sakte hai .
    4.facebook me v apna adsence acc hi lagayenge

  10. আমি youtube থেকে একটি adsense account aprove করেছি। এখন এই adsense এর এড কি ব্লগ এ ব্যবহার করতে পারব

  11. मैंने Google एड्रेस के लिए अप्लाई किया था लेकिन अभी तक मुझे कोई जवाब नहीं मिला है तो मैं क्या करूं

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here