Facebook Profile Ko Page Me Kaise Convert Kare

11
Facebook Profile Ko Page Me Kaise Convert Kare
Facebook Profile Ko Page Me Kaise Convert Kare
Hello Blogger. Aaj hum bat karenge Facebook ke bare me jab humare account me 5000 friends add ho jate hai to uske bad kisi or ka friends request add nahi kar pate hai. Agar koi request kare to phir kaise add kiya jaye. Uske liye hume apne Profile ko Page me Convert karna hota hai.
Facebook profile ko page me convert karne ke liye kam se kam 500 friends hoja jaruri hota hai..
Page banane ka ye ek faida hai ki apke pass koi friends request nahi aayegi jisko add karna hoga oh aap ko like karke kar lega..
All Hindi Me Help

Aaye jante hai kaise page banate hai apne profile ko.
Sabse pahle jana padega Go To Profile Page Migration
Phir apke samne ek window open hoga jo is tarah ka dikhega.

Facebook Profile Ko Page Me Kaise Convert Karte Hai Puri Jankari

 

All Hindi Me Help - image

Friends aap dekh sakte hai ye bahut sara option aa gaye inme se koi ek saleact karna hai. Jo apki jarurat ho maine Brand or Product par kiya hu.
Phir isme aapko apna category select karna hota hai jaise mai kya hu. or Get Started par click kar de to ek new page open ho jayega.

Also Read 
 Adsense Account Approval Best Idea

all hindi me help.

Ap aapko apna facebook password likha hai or Confirm par click karna hai. phir ek new page open hoga .

all hindi me help-image

About option hai pahle to apne apne page ke bare me kuch likhe jo khali jagah hai phir apne website ka name likhe agar apki koi to.
Phir fb/ke bad apna jo likhna chahte oh likh kar Agle set me jaye or profile picture upload kare ya phir skip bhi kar sakte hai.
Add to Favorites me add kare simple hai.
Ab aab Preferred Page Audience me ye rakh sakte hai  apke profile ko kis age ke log like kare.

Ab facebook profile page me convert ho jayega . Aagar koi facebook sambandhit problem ho to aap mujhe comment kar apki help jarur ki jayegi.

11 COMMENTS

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here