Fiverr Par Apna New Account Kaise Banaye 2021 [Fiverr क्या है?].Fiverr hum kaise paise kama sakte hai. Aur aap sochte honge Fiverr kya hai ?
Chaliye Mai Bata raha hu Aap post ko ache se padhe apko samajh aa jayegi..
Mai simple bhasa me kahun to ek online bazar hai jaha par sevaye bechi or kharidi jati hai. Lekin fivere ke khas bate ye hai yeha sirf 5$ ka sab kuch hota hai. Internet par hazaro logo ko kuch chahiye kisi ko. Facebook like, Koi video banwana chahta hai, to ko photos. Koi mobile apps banwana chahta hai or ko website design.
Ye sab Fiverr par jakar dhundte hai koi inka kam kar de. Agar aapko Kuch karna aata hoga to fiverr par paise kama sakte hai kisi ka kam karke.
Fiverr Par Apna New Account Kaise Banaye
Sabse pahle to aapko fiverr ki official website par jana hota hai. Official website par jane ke liye
click kare.
Ab apke samne fiverr ki website open ho jayegi. apko Join par click karna hoga.
/ins>
Ab apke samne Join Fiverr ka option aa jayege. Aap chahe to apne email se join kar sakte hai. jab aap email dal ke Continue par click kare to aap ke email par ek confirm message jata hai us link ko open kar de aap ki account ban jati hai
Ya phir Facebook se Connect kar sakte hai ya Google Plus se. Jab aap join kar lete hai to message aayega.
Account successfully activate ka message aaya hai iska mtlb apka account ban gaya hai. agar aap chahe to apna profile update kar sakte hai.
Fiverr Me Account Setting Kaise Kare
Jab account ban jayega to apka profile right side me so hoga usme se aapko account setting par click karna hai to aap ki sabne ek box open hoga oha par apni detail fill karna hai hai.
- Yeha par aap apna naam likhe.
- aap ki email id hai aap chahe to change kar sakte hai.
- Apne name de pement milne me aasan ho.
- Apna full address likhe jahan par rahte jise apoko monthly bes par pement mil sake.
- Aap jis Country chun le jaha se hai.
- Save Changes Kar de.
Ye sab fill karne ke bad aapko Public profile setting karna hota hai.
Fiver me Public Profile Setting Kaise Kiya Jata Hai Jane
Profile Photo Upload Kare Original. Ye bas mai demo dikhaya hu.
Something About You Isme aap Apne bare Me English Me 150 se 300 Characters me likhe.
Online Status Aap apna Gigs Kitna Der Ta Online Rakhna Chahte Hai Set Kare.
I can Communication Phir aap apna Language Select Kare Ye Bahut Sari Bhasa Diya Hai
Phir Save Changes Par Click kar de.
Fiverr क्या है Fiverr से पैसे कैसे कमाए
Ab bat aati hai paise kaise kamaye to chaliye mai bata raha hu.Gigs Bana Kar
Fiver par paise kamane ke liye kis type ka kam milta hai .
Example. Logo, Mobile apps. Video, Audio, Website bana ke. Bahut sari suvidha hai paise kamane ke liye aapko jo aata hai aap us par kam kar sakte hai.
Aap dekh sakte hai bahut sari services hai inme se jo apko aati hai aap apna Gig Bana kar Selling kar sakte hai.
Gig Kaise Selling karte hai
Sabse parle aap apne account par click kare usme Start Selling Likha hoga us pe click kar de.
Phir apne samne jo page open hoga usme Create A Gig Likha Hoga. Uspar Click kare..
Or Finely aapke paas jo gig banaya hai oha se selling kare.
- Isme aapko gig title dena hai.
- Jispar aap gig banaye hai honge uske category select kare.
- Apko samjh me nahi aa rahi hai to aap ye official video dekh sakte hai. Yeha par Photo lagaye.
- Gig Gallery me apna koi photo lagaye jo formate diya hai use.
- Description me bta sakte hai aap ki trah ka gig banate hai or kis tarah se aap logo ko offer kar sakte hai.
- Tags laga sakte hai.
- Duration set laga sakte gig kitne din me gig bana sakte hai.
- Save kar de.
Iska Payment Paypal se bhi milta hai aapke pass account nahi hai to bana le.
Also Help-
Agar aapko samjh nahi aaye to aap humse pooch sakte hai. Agar apko internet se sambandhi ko sawal hai to mujhe bataye mai apki puri help karunga.
is tricks se hum kitne paise kama sakte hai. my means monthly kitni income ho sakti hai.
Ye apke upar depend karta hai aap. 5$ ka kam hota hai jisme 4$ milte hai ek Gig ke.
Hlo sir meri site par jo post ka main titel hota hai wo show nhi ho rha home page par meri site v chek katein helphindise.blogspot.com
Main kese template edit kar ke usse sahi kar saku plzz btayiye amit ji
Wait karo kuch din me show hoga..
Ho nhi rha plZ CHEK KIJIYE 10 DIN HO GYE PLZZ KOI TRIKA BTAO SIR
kya problem show kar raha hai
Blog mein jo posts hoti hai unka jo main head titel hai wo show nhi ho rha mera blog dekho helphindise.blogspot.com
Btao plzz kuj jo main template edit kar ke sahi cod daal sku
Bhai mane apke blog dekha hai Usme home page par titel nahi show kar raha hai, Aap dusara template use karo.
Nhi templale use karna hai to wohi kya use edit kar ke thik kiya ja sakta hai sir wo bta dijiye
To Phir bhai aap us template ko phir se uplode karo, dekho template me problem to nahi huaa hai.
This comment has been removed by the author.
Amit ji- kya hum client choose kr k bhi kaam kr skte hai ya fir sirf client hme choose kr k kaam degi fiverr pr? reply
Client hum choose karte ,Agar aki profile acha or acha kam karte hai to fiverr se acha paisa kama sakte hai.
Mera ek dost jo graphic design karta oh fiverr se acha fast earning karta hai.
Thanks for quick response…bahot achhi
Thank aap aise hi bane rahi or internet sambandhi jankari latest update paye..
Sir mere samne gig gallery nhi aa rhi hai fiverr account me plz help me
Bhai profile aap ache se complete bnao…
hello i like you
amit sir me fivarr pe logo disign karke paisr kamana chahta hun logo ke bare me aap puri jankari dijiye kaise logo banakar order de sakte hai
Bhai sabse badi baat hai aapko design aati hai ya nahi agar apko photoshop ke bare me achhi jankari hogi to waha par bech sakte ho
sir mobile se fiverr per kese kam kere plZ help
Mobile par nahi ho payega apko work karne ke liye PC ki jarurt padegi
hello amitji
Fiverr ki site se paise kamana kitna trusted hai
Is Par vishwas karke Kya Hum Apna Jivan Acche se
Chala Sakte Hai,
plz amitji reply me
100% Fiverr par trusted website hai aap work kro
Hi nice article sir its really help my work…thanks
दी गई यह जानकारी हमें बहुत ही पसंद आई और आपने इसको बहुत ही अच्छे ढंग से समझाया है।
Very nice sir g…http://internetdiseases.com/2017/09/26/top-3-youtube-technical-channel-india-2017/
Sir i want to grow my traffic what i have to do my website is https://allgurujitips.com/
Jo bhi karna ho soch samajh kar karo.
Kahi Aisa na ho ke fiverr
Bukhar de ke chala jaye
Fivver professional ke liye hai beginner ko koi puchta bhi nahi
Oh my god jume din bhai aapne answer puchha muje apni aankho par vishwash nahi aata
Bhai aapto India ke no.1 bloggers ho
Bhai time ki baat hai mai blogging me man nahi lagaya aur usne lagay isi liye wah aage hai, Bahut aisa post hai jisme comment kiye hai
क्या इससे पैसे कमाना आसान है या मुश्किल है।
Guys if you need more information about science and tech you can visit my blog
techtharv2.blogspot.com
you can find many amazing facts and you will get amazing knowledge
just one click and get your information
Nice post.
http://www.lastanmen.in
Nice article bhai bhai bahut jada help mila iss article se dhanyawad humare sath share karne ke liye. Check This Also:- Google honors Dadasaheb Phalke on his 148 Birthday
[…] Fiverr क्या है और इसे पैसे कैसे कमाए जानिए, […]
Nice information sir
Kya amit sir main is blog par guest post kar sakti hon.
Mast post
Good information sir ji
Thank you for your knowledge and best regards