Free Web Hosting Me WordPress Kaise Install Kare

Free Web Hosting Me WordPress Kaise Install Kare
Free Web Hosting Me WordPress Kaise Install Kare

Free Web Hosting Me WordPress Kaise Install Kare 2022,   Free Hosting पर WordPress कैसे Install करें? Ye post unke liye hai jo wordpress sikhna chahte hai us par  apna kam karna chahte hai to mai. Ye bilkul free hai aap free hosting le sakte hai. Ab aap soch rahe honge ki webhosting kya hota hai,

Web Hosting Kya Hai

Jab hum hum hosting kharid le te hai to oha par mujhe disk space milta hai jis par hum apni data ko rakh sakte hai. par kuch website aisi hai jo free me deti hai services but usme ek khaas baat hai agar aap free me le raha hai hai to ye kabhi bhi block kar sakti hai, But aisa nahi hota hai.
Ha ek bat hai jab aap hosting aap ko mil jati hai to wordpress install kar ke aap oha par ache se sikh sakte hain.

Free Web Hosting Me WordPress Kaise Install Kare

To phir sochte hai kaha se web hosting le to acha rahega. Kyoki jab hum apna domain name le lete hai to .Ye ek jaruri factor hota hai website, traffic data transfer . Isi liye hai hume ye tai karna hota hai ki kon si website web hosting ke liye acha service deti hai.
Ek or jaruri bat hai Cpanel Linux bais ka ek control panel hota hai. Jo graphical user interface ke jariye hosting account ko massage karne me hamari madad karta hai.
To ab aye jaate hai webhosting kaise free me sign up karte hai
Step1. Sabse pahle aapko officialhoster.com par jana hai . Uske bad uske website open ho jayegi usme sabse niche Signup Likha hoga us pe click kar de.
Free Web Hosting Me WordPress Kaise Install Kare
Free Web Hosting Me WordPress Kaise Install Kare
Step 2. me  ek new page open hoga usme apko apni detail bharni hai.
Free Web Hosting Me WordPress Kaise Install Kare
Free Web Hosting Me WordPress Kaise Install Kare
  1. Yeha par apna name likh
  2. Password dal.
  3. Phir email id apna jo sahi ho kyo ki conform karne ke liye apke email id pe mail jayegi.
  4. Aap ki site ka Language kya hai select kar le.
  5. Site Category me Personal hi rahne de.
  6. Phir Security  Code likha hai oh chepcha likh kar Register kare.

Jab aap form fill kar loge to Register par click karne ke baad kuch is tarah ka scren par show ho hoga

Free Web Hosting Me WordPress Kaise Install Kare
Free Web Hosting Me WordPress Kaise Install Kare

Step.3

Yeh kah raha hai apke email par link gaya hai use 10 mint ke andar open kar le. Agar nahi gya hai to aap green button par click kar ke re-send kar de.
Jab aap emile open karenge to or us link par click karenge to ek new window open hoga
Jo is prakar se dikhega.

allhindimehelp

10 Best Free WordPress Themes Ki List 2021

  1. Control panel username hai aap isi se logging honge
  2. password jo aap resiste karte time diya hoga wohi pass likhna hai
  3. Ja aap control panel url par click karenge to login page open hoga. Jo step no.
  4. MySQL username same hi hai
  5. Password me seme hai

To friend ye sab detail kahi likh kar rakh le kyo ki bahut inpartnt hai agar aap bhul jate hai to.

Step4.

Ab aapko Control Panel url par click kar dena hai . ye last process hai to aapke samne ek new page open hoga ..
Usme apko user id password lal kar log in hona hai,
ALLHINDIMEHELP-IMAGE
Aap dekh sakte hain humne  apna username likha or password likhe or log in kar diye to ek page open huaa hai .
Usme hum sab softcloud install karenge.
 
Step 5.
Jab log in kar lenge to ne page open hoga jisme bahot saara option hoga lekin kon sa used karna hai is pic me bataya hu..
allhindimehelp-image

 

 
Yeha pe aapko sabse niche software/services ka option hoga.
1. Softaculous Par click karna hai. to ek page open hoga usme se apko WordPress par click kar ke install kar dena hai bs .
Ap aapka wordpress successfully install ho gya hai. Ab jab chahe login  ho sakte apne article post likh sakte hai.uske liye apko wordpress me log in hona hoga aaye jante hai oh kaise kiya jata hai.
1. To sabse pahle Jo Administrative URL use copy kar ke apne browser me post kar de to .
wp/admin login aayega aap aap ka jo username or id tha oh likh kar login kar le ..
Finally apka complicate ho gya hai .
Free Web Hosting Me WordPress Kaise Install Kare
Free Web Hosting Me WordPress Kaise Install Kare
Jaisa ki aap dekh sakte hai Username or password mag raha hai Log in Hone ke liye. Aap jo wordpress install karte time password diya hai oh likh or username phir log in kare.
To friends btaye aaj ka topic kaisa raha free me web hosting pane ka or wordpress install kar ke us paar sikhne ka apne sujhav jarur de
thank..
Agar apko koi problem aati hai to aap mujhe comment me btaye puri help kiya jayega..

50 COMMENTS

  1. Free hosting lene ke baad kya risk rhta h.
    Koi block vlock to nhi hoga na..
    Yaa jyada visiters aa jayege to block ho jayegi kya.
    Mene suna h free hosting dene wale me jyada visiters aa jaye to block kr dete h..
    Agr paise wala hosting le to nhi hoga

  2. Hlw ßro….
    I m Arya
    ßhai jab main WordPress pe
    Word press instal karne jata hu to capnel ka option ata hai
    Usme main apni user I'd or password dalta hu to
    Us likh aata hai
    IP Adress has changed plz login again aisa kyo
    Plz help me

  3. Bhai jab I'd password dalta hu to ye likh ke ata hai

    HTTP error 404

    The requested page was not found.

    Possible reasons why you are seeing this page:

    A bookmarked URL may have changed since you last visited.
    The URL was entered incorrectly.
    The URL was entered with inaccurate capitalization (URLs are case sensitive).
    Please re-check the URL you are trying to reach. (Go Back)

    Copyright© 2015 cPanel, Inc.

  4. ßhai jisko file send karta hu
    Or vo jab file ko open karta hai
    To ye likh atha hai
    Web Page Not Available
    Sthai rup se ban ho sakta hai
    Yah ek naye Web pate par sthantarit ho sakta hai

  5. bhaii agar mai apna blog wordpress me transfer krtea hun,,to kya mujhe sbkuch free se setting karna padega, jaise goggle webmaster me verify, alexa me, ur har post me google adsense ka link dalna,,ur har post ka url v change ho jayega kya,,,,,ur ek bat hai,,wordpress me seo achha hai ya blogger me

  6. Bhai free kuch kaam phir se karna padega. LEkin agar aap is web hosting se transfer kar rahe ho ..t acha nahi kyo ki free me sikhne ke liye acha hai.
    Agar apne blog ki wordpress me kana chahte ho to webhosting kharid kar hi kare

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here