Google Adsense Holiday Season Kya Hai | Kamaye Badhaye

Google Adsense Holiday Season Kya Hai
Get ready for the holiday season in hindi

Google adsense holiday season kya hai aur adsense earning increase kaise kare. Agar blogging karte hai aur google adsense ad apne website se link kiye to november 2018 se adsense holiday season start hone wala hai. adsense holiday season me extra revenue generated karne ke liye kya karna chahiye sab kuch btane wale hai. Google adsense partner program ke sath jude hai is post ko acche se padhiye,

Google Adsense Holiday Season Kya Hai

October 25, 2018 Get ready for the holiday season apne Official blog par post share kiya infographic ke madhyam se bataya hai

? Open :- https://adsense.googleblog.com

Fativale aapne par daba kar paise kharch karti hai company advertisement ke piche jise agar aap adsense publisher ko bhi faida milega apne blog par adsense ads dikha kar acha paise kamane wale hai.

Holiday season. Diwali in India. Singles’ Day in Asia Thanksgiving. Black Friday. Cyber Monday. Christmas. NEW YEAR Matlab November 2018 apko 6 se 7 festival aapne wale hai jisme aap accha kamai kar sakte hai.

Adsense Holiday Season Se Adhik Paise Kaise Kamaye

  • Website par adhik user mobile se visite karte hai iske liye Website mobile friendly Kyoki 64% +of user smartphone se aate hai. iske liye accelerated mobile pages ( AMP) WordPress ke liye plugng use kare.
  • Fast loading theme or template hi lagaye. Iske Bare Me Best Free Blogger Template aur WordPress Theme Bataye Hai.
  • Responsive ads ya Auto ads apne site me lagaye.
  • Holiday aapne se pahle ise relate content likhe search me aayega aur related ads show hoga.
  • Try Videos apka youtube channel hai to video banaye festival par waha se visitor laye.
  • HAPPY HOLIDAYS!

✌️ Agar hum apne blog par festival se related content publish karnege to organic traffic adhik milega jise adsense Page PRM increase apne par google adsense CPC bhi badh jayega aur jyada faida hone wala hai,

38 COMMENTS

  1. Sir search console ka old version h na usme dash board par 20 indexed dikha rha h aur index status me 11 indexed dikha rha h aur new version me 8 index dikha rha h ….
    Kya Matlab h iska humko Kya karna chahie?
    Kya ye AdSense me apply karne ka sahi samae h?

  2. Sir hum jante h ki aap jaldi ek video search console par daloge but mera ek confusion jarur dur Kar digie
    Ki mere blog ka 8 post index dikhata h search console ke new version me but old version ke dash board par 20 indexed dikhata h aur jab Google par search karte h to 8 se to Jada hi aata h …. To abhi agar hum AdSense ke lie apply Karen to Kya koi problem hoga is Ulta sidha index information ke wajah se

  3. Great post amit sir thanks for this.Sir ek question mera bhi hai
    1.maine apna website open kiya hai ek email id se to kya mai dusre email id se bane adsense se apply kar sakta hu
    2. maine 23 post likha hai aur .com domain bhi lagaya hai website puri tarah se design ho gaya hai sitemap bhi submit hai but index nahi hua hai to kya mai adsense approval ke liye Apply kar sakta hu

    • Yes aap adsense account create karte time puche ga email id to wah email id add kariye jise banani hai
      Yes aap google adsense ke liye apply kariye mil jayega

  4. Bhaiya please reply to de digie pata h hum 22 post likhe h aur bhaout aacha se customize bhi kie h
    Bas search console me Ulta sidha information de rha h pehle ek comment kie
    Mera bhi AdSense mil jae is lie thoda Bata digie..

  5. Sir, Ek request hai aapse mere website par traffic bahut kam aata hai mera content pura quality ka hai please mere site par bhi ek backlink de do mera site par adsense ka apporval bhi mil gaya hai ek hi baar mei ye mera official website hai mujhe ummed hai aap bana donge dhanywad

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here