Namskar Dosto Aaj ka humra topic hai Google Analytics ke bare me ye kya hota hai or uspar apna new account kaise banate hai. Apne Blog or Website me kaise add karte hai. Iska hume jarurat kyo parta hai. Dosto ye sab aaj mai btane wala hu iske bare me jo bahut hi inpartent hai Blog Ya Website ke liye.
Mai pahle hi bata diya hu ki sabse pahle Google Search Consol me apne blog ko add karte hai.Dosto Google Analytics par jab aap account ban jata hai to se aap dekh sakte hai apki site par kaha se visitor aa rahe hai or kis page ko dekh rahe hai. kis devices se apki site open bahut sari jankari pass sakte bahut hi achan hai aaye start karte hai.
Google Ki service hai analytice ye bilkul free hai aap ye se har parkar ki jankari pa sakte hai apne visitor ke bare me.
Aap Google Analytics Me Kya Dekh Sakte HaiUnme se kuch bata raha hu.
Iske bad bahut asi jankari hai jo analytics me dekh sakte hai.
Ose to friend hum chahe to blogger me bhi Stats dekh sakte hai lekin Puri detail me jana chahte hai apne business ke bare me to yeh tool bahut acha hai hum yeha se har tarah ka report pa sakte hai aisa se.
Ab bat aati hai account kaise banaya jaye to chaliye start karte hai hai.
Analytics Me Account Bana Kar Blog Se Kaise Jode |
- Kiske liye account bana rahe hai uska name de kuch bhi name de sakte hai koi itna bra isu nahi hai.
- Apne website ka name de ye sahi hona chahiye.
- Website ka url de http:/ select kar le
- Industry Category me apko website ji topic par salect kar le agar usme nahi hai to other par click kar de.
- Reporting time zone me aap jaha se hai oh select kare.
- ab niche check
- Get Tracking ID par click kare
- Sabse pahle apna country select kar le.
- Ab google analytics terms padh le
- I Accept kare.
Ab jo page open hoga usme Tracking ID milega jo use apne blog me ad karna hai.
To friends ab apka id add ho chuka hai kuch time bad aap oha par apne website ha har report check kar sakte bahut hi aasan hai dekhna.
Phir bhi ko problem aati hai to mujhe bataye apki help ki jayegi.
Humari ye koshish hai ki apko Internet me besic se lekar advance tak jankari share karu or aap sikh sake .
Nice post
Thank You
Nice Post.
Bhai mera google Analytics ka report dikha nhi rha hai
Google analytics par account ka banaye hai 24 hours baad update ho jayega
Sir maine domain liya hai
But blog say add karna hai aapne kaha tha side banwane ke liya contact karein it is possible
Charge -?
Bhai call 9125091867
Thank you for this information
Amit bhai acchi jankari diya aapne thanks…amit bhai blog me theme me header lagana chahta hu khud ka jo uper hota hai jisay scroll krne pr bhi dikhta rahta hai…Feature me kabhi video banayega
WordPress themes me kisi kisi me option hota hai. jaise newspaper themes me diya hai
Bahut acchi post
Thank you
Sir kya aap meri website pr addsense approval krva skte ho apki jo bhi fees hogi kai pay krunga. Please reply
Koi charge nhi hai bhai jo btaya hu follow kariye
thanks bhai bahut dikkat aa rahi thi
thank
Thanks for this post i need really this post thnxx sir.
[…] है. Then आपने google analytics के बारे मे सुना होगा. Google analytic google कर एक free product है. जिसका use कर के हम आसानी से […]
Very nice sir thanks for good advice.