Hello blogger kya aaj ka humara topic hai google drive kya hai aur isko kaise use kare. Dosto aaj sab google drive ka naam suna hoga agar aap smartphone use karte ho ye app pahle se hi install huaa hota par isko is liye use kare kisi ko malum nahi hota hai jiske karn app uninstall kar deta hai, Lekin aaj mai google drive behtrin service ke bare me btane wala hu jis par aap apna data secret rakh sakte hain. Agar mai baat karu free store file ka to ye sabse best option hai kyo ki aap is bahut sare fle ko personally upload karne ka option diya
Top Post Padhe
What’s is Google Drive – गूगल ड्राइव क्या हैं
Google drive cloud stores service hai google ki jis par hum free me 15GB tak data uploading kar sakte hai.Yaha par apne file rakhne ke liye space milta jo document audio pdf excel word etc bhi formt me upload kar. Google ek cloud stores service hai jo provided karaya jata hai google ki though lekin jo humare computer me drive hota hai use offline data store karte hai or jo google drive par online data save karte hai.
Also Read
- Bina Apna MB Kharch Kiye Huye Kaise Net Use Kare
- Mobile me Video Editing Karne Ke Top 5 Apps
- Computer Performance Speed Ko Kaise Badhaye
- 1 Phone me 2 Whatsapp Kaise Chalaye
Google Drive Use Kaise Kare Or Future Kya Kya Hai
- Ab sabse pahle apne browser me email id se log in kar le
- Sabse upar menu bare me likha hoga Go To Google Drive Click Kare
- Side bar me sabse upar New upar click karne par tab menu open ho jayega
- Ab jo aapko upload karna aap chahe to name wise folder bana kar uplode kar sakte hai
- Aap chahe to ek sath folder upload kar sakte hai
- Aap apne sabse in share option ko use kar ke dekh sakte ho.
- Agar simply upload karne ke liye file ko mouse se drec kare or google drive me chhod de to uploading start ho jayegi.
- Yeh par dekh sakte destop se kek image liya or drive me ya kar chhod diya to automatic upload hona start ho jayega.
- Kisi file ko share karne ke liye share with friends par click . Uske baad sabse upar menu bar me Get Link ka option milega us par click karne par ek link milta jo jisko share karna usko link copy kare or send kar de.
Thanks for sharing sir ji…
Thank bhai aise hi latest tips ke bare me janane ke liye blog visit karte rahe.
sir meri ek website he
jiska naam he
http://www.infokaise.tk
aap jaroor isko review kare aur bataye kaise he
http://www.infokaise.tk
drive pr save ki gyi file viral ho skti hai kya