Web Hosting Kya Hai ? Blog Ke Liye Hosting Kaha Se Kharide

46
Web Hosting Kya Hai Details Me
Web Hosting

“Web hosting kya hai blog ke liye best hosting kaha se kharide” Newly user mujhe sawal jawab karte rahte hai, Web hosting hota kya hai aur website banane ke liye hosting ki mujhe kyo jarurt padhta hai, Without web hosting website create nahi kar skte hai. website create karne ke liye hosting buy krne me kitna paisa lagta aur free web hosting service providers wordpress hosting kharid kar blog nahi bana sakte hai, Hosting ko lekar bahut user confuse hote aur mujhe call karke puchte rahte hai to sabhi sawalo ke jawab apko is post me batane wale hai acche se padhiye,

Best Free Video Calling Apps 2020

Web Hosting Kya Hai? What is Web Hosting in Hindi

Web hosting kya hai ? Internet par blog/website create karne ke liye space ki jarurat padti hai jisko web hosting kahte hai, Hume online web hosting buy karne par hume internet par space milti hai jaha par apni file video data image upload karte hai,  Yeh humre data ko special computer par store karke rakhta hai jisko web server bhi kahte hai, Ye computer only time 20×7  internet se connecte rahte hai aur web hosting ki seva hume bahut sare company deti jaise. Hostgator. Bluehost. Godaddy aur bhi hosting providing company hai, 

Simple bhasa me kahu to hume koi shop kholne ke liye jagah ki jarurat padegi. Usi trah internet par apne blog ko rakhne ke liye jagah chahiye, Jisko hum web hosting kahte hai. Hosting ke andar hum koi bhi file rakh sakte hai jo internet par 24 hours activet rahta hai. Jise hamari bloga humesa online rahenge is space ko web hosting company bolte hai.

Hosting lene ke baad website create karne ke liye hume domain name ki jarurat padegi. Jaise apne ko shop open karne par naam to rakhte honge na thik waise hi. Domain name aur hosting ek sath connect karne ke liye DNS (Domain Name Server)setup kya jata hai.

Blog/Website Ke Liye Web Hosting Kaha Se Kharide ?

‘Website ke liye best hosting kaha se buy kare mai konsa hosting use karta hai’ Iske liye google search kiye top web hosting company in india company list open ho jata hoga. But aap ek new user hone ki wajah se apko pata nahi chalta hoga blog ke liye hosting kaha se kharide jo good cheap hosting services prived kare.

Kisi bhi site se hum hosting buy karte hai wahi par hamari website host hai aur site ka sever wahi par rahta hai. In sever par apne kam ke hisab se space buy kar sakte hai jo MB.AUR GB me jani jati hai. Unlimited broadband and unlimited data store wala hi buy kare.

  • WordPress ke liye hosting wahi se kharide jo company 20×7 support kare.
  • Customer care wale aap ki language me baat kar sake.
  • Koi bhi problem aane par direct web hosting company customers care se baat ho jaye.
  • better hosting service provider se le.
  • hosting company speed acchi deti ho, Apki website fast loading legi.

Actually hum website design karte hai 2 se 3 daily user ka hosting domain name buy kana rahta hu jyada exprince ho gya. Best hosting companies ka naam share kar raha hu jo bahut badhiya hai. Behtar services milegi aur apne budget ke hisab se hosting kharid sakte hai.

  1. Hostgator 
  2. Godaddy 
  3. Bluehost
  4. Namecheap

Ggar aap ye soch rahe hai mai konsi hosting use kar raha hu mere hisab se kam paise me acchi hosting kaha se leni chahiye jo anytime support hindi language me mile.

Hum Kaha se Hosting Liye Hai:- Hostgator.in se hume apni hosting Hostgator se 24×7 phone, chat or email Support diya jata hai hosting plans hosting plans. Agar hosting buy kar liye aur pasand nahi aaya to 45-day apke paise refund ke liye reguest kar sakte guarantee hai mil jayega,

Hostgator – Birthday Sale | 55% Off Web Hosting Plans

Hostgator India hosting plan main aapko 55% discount(FLAT 55% OFF) milega cricketer birthday par ye offres mil raha hai. 25 October 2018 ko expiry ho jayega. Buy Kare

HostGator COUPON: SNAPPY16

Hostgator WordPress Hosting
WordPress Hosting Hostgator

Mera HATCHLING Plan hai jisme Unlimited Disk Space. Unlimited Transfer. Unlimited Email Account etc feature diya gya. HostGator India se hum 1 year se connect ho koi dikkat nahi huaa.

WordPress Par Website Kaise Banaye ?

Apko pata chal gya web hosting kya hai. Domain or web hosting kharid kar website kaise banaye hum detail me apne youtube channel par video main btaya hu. Ab hosting or domain name server ko ek sath connect karke wordpress install karke themes customize kare. WordPress par website kaise bnaye puri jankari?

Aap Comment Karke Jarur Bataye Aap Ke Hisab Se Best Hosting Company Konsi Hai. Aapne Apni Website Ke Liye Hosting Kaha Se Buy Kiye Hai?

46 COMMENTS

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here