Blog Traffic Kaise Badhaye Step by Step Full Guide

How to Increase Blog Traffic 2018

Website par traffic badhane ke 10 behtrin trike ke bare me btane wale hai,,Website par traffic kaise banaye 10 popular tarike bataya hu jisko follow karne par apki website google ke first page par rank karega, 
Newbies user bloggings karte time bahut sari bate ko dhayan nahi rakh batate SEO (Search Engine Optimization) Keyword Analysis, On-Page OR Off-Page SEO, Website themes and Templates etc, Ye sari Baat dhayan me nahi rakhte jiske wajah se website ranking karne me problem badh jati hain,
Agar apke blog par traffic nahi aa raha aur paresan hai to aaj kuch important tricks batane wala hu acche se padhayi,

☺Agar Apke Question Ye Hai ?

→Website par traffic kaise jaldi laye?
→Google me apni website ko top par kaise laye?
→Blog par visitor increase kaise kare?
→Website par organic visitors kaise badhaye?

→Apni website ki traffic kaise badhaye? 
→Site ko rank kaise kare


Website Par Traffic Badhane 10 Papular Ideas 2018

10 Basic tarika agar apke pass 5 mints ka time hai to post ko acche se padhiye, Blog/Website par traffic visitor increase aur apki monthly income badh jayega 100% yekin dikhata hu,

1, YouTube : – YouTube sabse accha trika hai, website par traffic increase karne ke liye, Agar blog par kaam kar rahe to youtube channel jarur create kare,  Aur apni article ko youtube par share karne se backlink milega aur site par visitor badh jayenge, YouTube Channel Kaise Banaye Puri Jankari Diya Hai Ise Padhe,

2, Quora :- Quora se blog par quality traffic kaise badhaye full information diya hu, Basically quara ek knowled shareings website hai, Jaha par question and answer kar sake haiQuora  website par apke follower adhik hain to quora website 30% se 40% traffic badha sakte hai,
Quora Kya Hai Auccount Kaise Banaye Video Mai Bataya hu,

3, Facebook : –Facebook se website par traffic increase kaise kare bahut pahle hi bataya hu, Blog par high quality traffic social media se chahiye to facebook sabse best, Kyoki online sabse adhik user facebook par hi rahte ha, Facebook par website se relate Facebook Page create kareSite par new article likhne ke baad fb page group me jarur share, Iske Sath Google Plus, Instagram, Twitter, yeha bhi share karna bahut important hai,

4,  Create Question and Answer Page :- Question and Answer page website par create karne se bahut faida milta hai, Visitor sawaal aur jawab website kar sakte aur unke comment kiye gaye keyword se hamari website rank hogi, 
Site par sawaal aur jawab page create karne se visitor comment karte hai to isse extra traffic milega aur commenting ke hourgh apki website rank hogi, 

5, Daily Update Your Blog : – Google latest fresh unique content ko jyada pasand karta hai isliye main kahunga apne blog ko daily update rakhe, Aur unique latest without copyright article update karne se aap ki website Google Ranking Mein Kafi help, Jise search result top par website ho jayega,

6, Use Fast Loading Template :-  Newbies user aksar koi bhi template website me upload karte rahe hai but aise nahi karna hoga,
Fast loading blogger templates,  Responsive, SEO Optimized, User Friendly, Latest Theme update ye sab dekh kare istemaal kare apne website me Traffic website par 100% badh jayega,

7, Add Google Webmaster Tool : – Google Search Console :- Website/blog ko google search console me verify kaise kare already bataya hai, Google Webmaster Tool me Blog Ko Add Karna Important


8, Find Good Domain Name : – Unique domain name find karke website bnaye aisa karne se website par traffic ranking ke liye best hai, New user koi bhi domain name buy karke website create karte hai but aap good domain name register kare, Domain name kaise kharide bataye hai padhe,

9, Write High Quality Content : – Blog par visitor increase karne ke liye hight quality content likhna hoga, Kisi bhi post likhne se pahle google me search kare konsi website top par aa rahi hai us website ko open karein wahi se idea lekar usi topic par top keyword fined karke 1000 word se jyada likhe,


10, Write a Good Blog Post Title :- Jo new blog create karte hai unhe post title ke bare main bahut kam pata hota title kitne word ka hona chahiye blog post title long ya short me likhe kuch bhi maloom nahi hota hai,

12 COMMENTS

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here