How Viewer hum is post me aapko ye batayenge ki apne android phone me screen pattern lock kaise lagaye jate hai. Sabse pahle to sawal ye hai ki apne mobile ko hum kyo lock kare iski hume kya jarurat hai. Jaise ki aap ko pata hoga bina lock ke har koi use kar sakta hai. Agar aap chahte hai apka phone koi dusara na use kare to ye post otione used kar sakte hai. Ye koi jaruri nahi hai ki har time aapke paas apka phone ho. ho sakta hai aapne apna phone ghar me rakh diya ho or aap chahte hai apke phone ko koi or used na kare to aap pattern lock apne android phone me laga sakte hai Bahut hi simple or asan hai chaliye jante hai apne phone me lock kaise lagaye jate hai.
Maine bahut pahle hi bataye tha a[ne purane phone ko thora fast kaise banate hai agar nahi pata hai to padh le.
Android Mobile Me Screen Lock Kaise Lagaye
Apne Phone Me Pattern Lock Screen Kaise Lagate Hai Puri Jankari
- Security par click kare ( Ab apne samne bahut se optione hoga lock lagane ke liye jisme aapko pattern lock kar cicl karna hai)
- Screen lock (isme aap se poochega pattern drow karne ke liye)
Phone M e Pattern lock drow kaise karte hai
- Pattern recorded . Ab apko apne hisab jo jis trah apne mobile me lock lagana chahte hai use drow kare or Continue kare . ( Is picture me aap dekh sakte hai kaise drow kiya gya hai )
- Your new unlock pattern . Ab jis tarah se apne pahle drow kiya hai thik usi parkar se phir se pattern drow kare or Confirm kare de.