Hello Visitor aaj mai apko bahut hi important baat batane wala hu. Google plus se apne blog ki traffic kaise badhaye jate hai. main aisa khud kiya hu or traffic aa raha hai mere blog par to socha mai apke sath share karu ise apko bahut faida milega. Kyoki bahut se blogger post likh kar use share nahi karte hai ignor kar dete hai.
Aise to maine pahle hi bataye hai jab bhi koi new post likh kar publish karte hai to use social media par kaise share karte hai agar nahi pata hai to padhe.
Post Link Ke Sath Image Bhi Share Kare Google Plus Par
Dost kahne ka matlb ye hai ki hum jab bhi koi apne blog par new post likhte hai or article pura hone par publish kar dete hai to google plus par share ka option aata hai.
Hum kya karna hai or kis trah se post ko share karna hai aaye jante hai.
Hum new blogger ke yahi galti kar baithe hai ki jab post likhte hai to bas share karte hai. hum sab ye dhyan me nahi rakhte hai ki hamare kon se circle ko hamare post ache lagte hai.
Friend me kahne ka mtl ye hai ki aap jab bhi post share kare google plus par to ek target bana le.Ek new Circle bana kar use share kare apke us circle me jitne friend honge aap ki post ka notification unko mil jayega or oh aap ki post ke jariye aap ki site par aa jayenge.
Post share karte samaye humne apne circle ko dhyan me rakhna hai. Post ko google plus par share karte time ek also send email from you tocircle par tick mark karna bahut jaruri hota hai.
Sabse important bat ye hai ki hume google plus par communication karna bahut zaroori hai. mere manana hai aap google plus par comment karte hai to koi aap ki profile me aa kare apke blog url dekh kar oha se apke blog par chala aata hai.
Umeed karte hai ye tutorial apko acha laga hoga agar apache se follow karte hai to apki blog traffic me izafa jarur hoga ye mere anubhav thai mai khud aisa kiya hu or mujhe iska faida mila hai to aap ke sath share kiya hu ye tips.
Agar apko ye post acha laga ho to mujhe bataye or niche diye gaye social link se share kare. Thank You
16 COMMENTS
Nice info bhai. Ek sawal tha maine apne site ko domain se joda hai http://www.ijankari.com ban gayi ab lekin uske baad jo setting karni hai vo pata nhi mujhe jaise costom robot.txt file badlna padega. Jiseki qai or settin hai in sabke baare me bataye kyuki aapne apne site ko domain lagaya va hai isliye mujhe aap puri details de aapka karam hoga.
Mera khena hai ki maine phele robot.txt file ijankari.blogspot.com ki add ki thi jis me blog ka sitemap add kiya tha to ab main kya ijankari.com ka sitemap add karu kya robot.txt file me.
Q.2. Ye hai ki our kya kya change karni padegi for example alexa. Google anliste. Inke code fir se gernet karna padega kya ye bataye.
Q.3. Ye hai ki google search console me se purana jo blog ko add kiya hua hai usko delete karu kya?
Such A Great Blog Am So Impress to see your this blog thanks to sharing us really your this blog is so useful to us am so happy to read this blog god bless you and keep it up for sharing a fantastic new's us norton antivirus phone number
hlo amit , mene abhi kuch dino phly blog bnaya hai mere blog food k upr hai kya meain dusri food blog ka content or ussi blog ka link apney blog main lga sakta hun kya
[…] Site par traffic kaise laye aur hindi blog ki traffic kaise badhaye upar 6 tips btaya hu apko follow krna hoga ise website par organic traffic increase kar paoge. Blog post publish karne ke baad apko social media like Facebook. Google Plus. YouTube jaise platform par article share kare. google plus se traffic kaise laye jane, […]
Hello Sir Meri website Pa travel related content ha Meri website pa google discover sa traffic aa raha tha but 1 month sa stop ho gaya ha Meri google search sa traffic bohat Kam ha Sirf 11% ha google adsense sa koey b earnings nhe ho rahaye how to fix this issue discover ki traffic Kis tarhan wapis aaye gee please help agar ap ko pata ha to bata dain.
Nice info bhai.
Ek sawal tha maine apne site ko domain se joda hai http://www.ijankari.com ban gayi ab lekin uske baad jo setting karni hai vo pata nhi mujhe jaise costom robot.txt file badlna padega. Jiseki qai or settin hai in sabke baare me bataye kyuki aapne apne site ko domain lagaya va hai isliye mujhe aap puri details de aapka karam hoga.
Blogger par jao..Settings >> Search Preferences >> Custom robots.txt me jaye fir Edit par click kare
Add kar lo
Mera khena hai ki maine phele robot.txt file ijankari.blogspot.com ki add ki thi jis me blog ka sitemap add kiya tha to ab main kya ijankari.com ka sitemap add karu kya robot.txt file me.
Q.2. Ye hai ki our kya kya change karni padegi for example alexa. Google anliste. Inke code fir se gernet karna padega kya ye bataye.
Q.3. Ye hai ki google search console me se purana jo blog ko add kiya hua hai usko delete karu kya?
Robit.txt me..ijankari.com add kariye ab.
Alexa phir se
Google console nahi karenge to koi bat nahi..
Such A Great Blog Am So Impress to see your this blog thanks to sharing us really your this blog is so useful to us am so happy to read this blog god bless you and keep it up for sharing a fantastic new's us norton antivirus phone number
Thank You So Much Sandy..
Aise hi mere sath bane rahiye or sikhte rahe..
sir please send me your gamil id i need to talk your its urjunt
Contact Form me msg kariye bro mai apko mail karta hu..
hlo amit , mene abhi kuch dino phly blog bnaya hai mere blog food k upr hai kya meain dusri food blog ka content or ussi blog ka link apney blog main lga sakta hun kya
Aap us site kam content same nahi rakh sakte hai.. Aap usme kuch cheng kare.. Or btaye asal me ye article mai is site se liya hu…us site kam URL likhe
bahut badiya jankari hai sir thanks
TricksInHindi4u
Thank aise hi bane rahiye
Bluehost is ultimately the best hosting company with plans for any hosting needs.
[…] Site par traffic kaise laye aur hindi blog ki traffic kaise badhaye upar 6 tips btaya hu apko follow krna hoga ise website par organic traffic increase kar paoge. Blog post publish karne ke baad apko social media like Facebook. Google Plus. YouTube jaise platform par article share kare. google plus se traffic kaise laye jane, […]
Hi, Sir
Very Good Article
Thank You For sharing. Keep Up The Good Work