Website Owner Ye Galti Kabhi Na Kare

25
Website Owner Ye Sabse Badhe Galti Kabhi Na Kare 2018
Website Owner Ye Sabse Badhe Galti Kabhi Na Kare 2018

Namaskar dosto Mera naam Amit hai . Jaisa ki aapne mera bahut sath de rahe hai uske liye aapko bahut bahut dhanyawad.
Jaisa ki har new blogger se galti ho jati hai. par aaj is post kar jo galti karenge to koi faida nahi ho payega. apke blog ki traffic loss hoti jayegi.
Aaj hum blog ki Traffic ghatane ka sabse bada karne batane ja raha hu agar is post ko ache se padhenge to ummed karta hu aap ke balog ki traffic nahi ghatage

Hum sab jante hai blogger pe kam karna bahut hi aasan hai par kuch aisi hum sab mistakes kar dete hai. jab hum koi new article post karte hai apne blog par SEO friendly bana kar par kuch galtiya ho jati hai  jiski wajah se apne blog ki traffic ghante lagta hai. jiske ojah se search engine or visitor ignore kar deta hai or hamara post search result me kam aane lagta hai jiski wajah se visitor bhi kam ho jate hai.
Aaj hum sahi tips dene wale hai aap ise follow karte hai to mera dawa hai apke blog par traffic jarur aana start ho jayega.

Contents

Blog Ka Traffic Ghatane Ka Sabse Bada Karna Kya Hai Jane

1. Blog Ka Title OR URL Bar Bar Cheng Krna

Har koi jab new post create karta hai or us par kuch din kam karta hai upar new post karta phir uske man me ye khayal aata hai ki mere blog par traffic kam aa rahi hai sayed blog url title sahi nahi hai ise cheng kar de to. Aisa karne se aap ke blog ki traffic ghatne lagta hai. Mera aisa kehne ka matlab hai aap jo ek bar likh diye use bar bar chenge na kare .

2. Sitemaps Missing

Bahut new blogger user aise bhi hai jo acche se sitemaps add nahi karte hai. Agar google search consol me add bhi karte hai to blog ke sitemaps ko search consol me add nahi karte hai. sitemaps blog ko search engine me lane me kafi madad karta hai. isme hamari sari post image url sab index karta rahta hai agar sitemaps ache se add kiya ho to search me lata hai.

 

3. Template Customizing

Jayadatar hum sab agar blog par kam karte hai to free hi template use karte hai. Agar hum jis ka bhi template use karte hai uski coding me kahi na kahi uski site ka url hota hai. or humare visiter blog par aate hai phir link par click karte hai to uske site par chale jate hai jiski ojah se humre visitor kam hote jate hai.
Acha ye rahega jab bhi aap koi template free wali upload kare to use ache se customize kar le or check kar kisi or ka lin to nahi hai apke blog me.

3. Template Changing

Humane bahut se new blogger ko dekha hai jitna post nahi karte hai use jada template cheng karte rahte hai. Aur kisi blog par jate hai to puchte rehte hai bhai ye template name kya. or phir mil jata hai to cheng karte hai jiski ojah se sari setting time loss hota raha tha hai.
Aur comment karte hai meri site banaye jade din hogaye hai par traffic badh nahi rahi hai sir mai kya karu.
Mai batana chahunga jab aap sitemaps meta tag verification kar dete hai hai or template cheng karte hai to kahan se traffic aayegi blog par.
Traffic Badhane ka Acha tips ye hai ki jab apke blog par kuch post kar de to koi simple template choose kare or use puri tarah seo setting kare aap ki site par traffic aane lagegi
 

4. Template Design 

Maine bahut se blogger user ko dekha hai ek jaisa template use karte hai.mera aisa manna hai ki aap apne blog ke liye kuch alag template use karo jise visitor ko lage ki ye blog acha design hai or  sabse alag hai ise visitor par acha effect padega.

5. Copyright Content

Blog ki traffic ghatane ka sabse bar karan ye bhi hai ki aap kahi or kisi ka copyright content use karna.
Maine bahut se blog par dekha hai content same ek jaise hoti hai jiski ojah se jo copyright content use kiya hai uski Blog ki value kam ho jati hai. or uska site search engine me kam aata hai.
So aap apna content khud likh kahi se copyright na kare aap ki site ka value milega or traffic bhi badh jayega.
Umeed hai aaj ka mera tutorial acha laga hoga. aap aise hi tips pane ke liye mujhe subscribe kare
Agar aap chahe  to mere post ko like share kar sakte hai neeche diye gaye social link ke jariye.
Agar aapke pass koi question hai to aap comment kar ke puch sakte hai apko jaldi sujhao diya jayega.

25 COMMENTS

  1. Sir meri ak problem hai
    Koi sol nahi kar raha he me kitane dino se pareshan hu lekin koi meri help nahi karata he maine google + se bhi aapko kahi baar comment ki he

    Sir problem ye he
    Manubaar addit
    Site me menu add karana he or templet me uski codding nahi he

    Varna link bhi add ho jati or name bhi chenge kar sakate he

    Pleas aap meri site ak baar dekh lo or bataiye ki iski codding kaisi ho
    Or kis jagah pe code pest kare
    2
    Sir comment me link oppen na ho vo kaise karte he blog me

  2. Bhayi kya aap hame bata skte he ki koi b post dalte he to usme ham link dete h usme 2 option ate h 1k to add
    ()add new window open
    ()Add ‘rel=nofollow’ attribute
    2nd option Add ‘rel=nofollow’ attribute ye wala kya hame isko tick karna h ya nahi meri site free charge promo codes ki h.
    Plz bhyi jaldi batana

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here