Photoshop bahut acha application hai graphic dissing or photo editing karne ke liye. Basic logo design wedding album frame banane ke liye karte hai, Aise to photoshop ke bahut vrsion hai jaise, Photoshop 7.0 Photoshop CS3. CS4.CS5 OR CS6. Ye sab humne bahut acche se use kiya hai par abhi hum latest version aaya hai kuch din pahle to mera paas jaise hi photoshop CC free version mila hai apko iske bare me besic jankari clear kar denge,
Photoshop basicly ek graphic designs karne ka sabse acha software hai. Agar aap photoshop ke bare me achha knowledge hai aapke paas to kabhi bhi jab mil sakte hai.
Photoshop CC ka look dekh sakte ho same old version ki tarah hai lekin function me to isme suvidha mila hai. Photoshop latest apllication me kuch acha acha function add hote rahte jiske sahayta se hum apne kaam ko asani bana skte hai kam time me. Is post me hum phothops ke tool ke bare me batayenge kisi ka kiya kaam hota hai or kab use karte hai, Agar apko photoshop me kuch jankari nahi hai to is post ki madalte aapko kabhi achhi jankari milegi,
पापुलर पोस्ट पढ़े
- Adsense ke add kaise creat karte hai
- Androi phone me 2 whatsapp kaise chalaye jate hai
- Photoshop me Passport size picture kaise banaye
- Internet Speed ko kaise badhaye
- Delete file ko kaise Recover kare
- Blogger Navigation Bar kaise Customize Kare
- Backlink Kya Hai Aur Quality Backlink Kaise Banaye
Photoshop Sikhne Ke Faide
Photoshop CC Tool or Function Ke Bare Me Basic Jankari
नोट :- ये जितने टूल है उनमे से कुछ टूल को Right Click करने पर कुछ उसे रिलेटेड टूल मिलेगा जो, अपने हिसाब से इस्तेमाल किया जाता है, अब हम बता रहे है एक एक टूल के बारे उसका क्या काम है .
- Rectangular marquee tool or Elliptical marquee tool iska use hum photo ko kisi khas jagah par select karke color karne ke liye karte hai
- Move Tools:- layer move karne ke liye use kare
- Lasso Tool :- Is tool se bhi marquee tool ki tarah mous ki tarah select karte hai. Isme Polygonal lasso tool ko use kar ke kisi photo ka background removed karne ke liye use kar skte ise control karna asan hota hai. Agar kisi ek color ko ka background delete karna hai to phir Magnetic lasso tool ka use kare. Kyoki ye color ke hisab se automatic select hota hai.
- Magic Wand Tool :- Photoshop me ye tool mujhe bahut pasand hai agar kisi ek particular color ko select karna isko use kar.For example apne is tool ko select kiya or apne image ke picture me only green color to bas green hi sselec hoga
- Crop Tool :- Is tool ka se apne picture ko crop kar sakte hai, Example Agar apki kuch extra hai jise aap dekhna nahi chahte ho to corop kare
- Slice Tool :- Iska use bahut kam karte
- Spot Healing Brush Tool:- Is tool se hum kis picture par text likha hai to iski madad se removed kar sakte hai ye background color se mating karta hai.
- Brush Tool :- Ye brush tool hai iska hum apne photo par kisi kam ke liye use karte hai. Exam agar humko color karna ho brush tool ka use karenge.
- Clone Stamp Tool :- Iska proyog hum kabhi kabhi karte hai. Example Agar face par koi pimples hai use remove karna to Alt press karte to khatam ho jayega
- History Brush Tool :- Isme hum jitna brush use e honge samka history show karega. Example Agar kisi photo me 20 bar bursh ka use kiya hai to direct jaane ke liye iska istemal karte hai.
- Eraser Tool :- Agar kisi chiz ko mitana ya khatam karna hai to iska use kare.
- Gradient Tool :- Agar Background banai ho to iska istemal kare isme difreet ksim ke color bana sakte hai iske or bhi kaam hai
- Blur Tool :- Agar kpiture ko dhundla karna hai to iska use kare. Example Ager kisi picture ke background removed kiye hai or side se apki picture kat gya hai to picture ke side me isko use karne se picture acha dikhta hai.
- Dodge Tool :- Kisi khas jagah par dark karna hai to isko use kar sakte hai ya isme Ya highlight karne ke liye
- Pen Tool :- Pin tool ka istemal jade tar Creal drow me jade hota hai. Iska istemal Maine round circle banane ke liye kiya hai
- Text :- Agar Photoshop me apne picture ya kahi par kuch likhna hai to usme ye kaam aati hai
- Path selection Tool :- Jab hum pen tool se kuch banate hai to ek sath select karne ke liye poth tool ka use karte hai
- Rectangle Tool :– Agar rectangular shape khichta hai banane ke liye kar . Example. Isko karne se charo bhujaye barabar hoti hai. Yeha opko bahut optin milat hai jaise shap tool ka
- Hand Tool :- Jab hum kisi dusare lear par kya karte hai. Or kisi picture ko us lear par le chana hai to hand tool use kare
- Zoom Tool :- Picture ko zoom in or out karne ke liye kare. Jaise agar apna koi photo photoshop me open kiya hai or oh chota dekh raha hai to zoom tool use kare
- 22. 23. Set Foreground :- Sabka ek hi kaam hai. Jaise agar background color green hai or niche red karna chate hai to us par click kare to color banae ka option open ho jata hai.
- 25. Change Screen Mode :- Is option se jo photoshop me image open kiya hoga uska screen cheng kar sakte ho.
thank s
keise install karne se {anurag 10} ko keise photoshop cs6 me kam karega
Photoshop ko sikhni ke liye achi jaankari hai yaha par. http://www.hindimeshiksha.com