Blogger Template Credit Link Kaise Remove Kare

Kisi Bhi Blogger Template se Credit Link Kaise Remove Kare
Kisi Bhi Blogger Template se Credit Link Kaise Remove Kare

Hello blogger aaj hum btane wale hai blogger ke template  se footer credit link ko kaise remove karte hai. Lekin sabse pahle baat hum karte hain credit link kya hai or blog template se credit link kyo hataye jaane chahiye.
Aise to blogger ke liye free me bahut saare har template acha design wale mil jate hai. Aur hum new blogger jade tar free template hi use karte hai. Par kabhi aisa hota hai jo template use karte hai usme template developer ne aisa coding kiya rahta hai footer ariya me sabse niche Credit Link ka jise kharidne par hi hataya ja sakta hai.
Par hum template buy nahi karna chahte hai or free me use karte hain jiske ojah se template developer ka website link niche rahata hai or koi visitor blogger par aata hai or template use acha pasand aate hai to link ke wajah se us site par chala jata hain.

Hum koi bhi credit link ko edit karke save karte hai phir uske bad kya hota hai open karne par designer ke website par redirect ho jata hai. Chaliye jaan lete hain blog template ke credit link ko kaise khatam karte hai.

 

Blogger Template Me Footer Credit Link Kaise Hataye

Blogger me footer credit link khatam karne ke liye simple code hai jo apne blog ki coding me karna hota hai. Isse pehle aap apne blog me koi coding kare Uska Backup jarur bata le. Ho sakta hai apne koi or coding chuaa or errors aa jaye to agr template ka backup bana rahega to phir se upload kar sakte hai bahut hi asani se.

Step .1 Sabse pahle blogger ke deashbord mein jaye
Step. 2 Ab apko template par click karna hain

how to delete credit link blog template 2016

Step 3. Edit HTML par click karne se blogger ke sare coding show ho jayenge.

Step 4. Thora important hai isme ako ye fine karna hai template ke disiner ne kya likha hai footer ariya me jaha uski website ka link hai. Search karne ke Liye Template Code me Ctrl+F Button Dabaye

how to hide blog template credit link

Aap is picture me dekh sakte ho maine Copyright search kiya to footer ame highlight ho gaya han. Ho sakta hai aapke templatte me Designed By , Blogger by, Copyright, etc likha ho sakta hai inko search karna hai.
Yaha par dekh sakte hain <div id=’content’/> yeh code ke bare kya likhna hai neeche dhyan de.

Step 5.    <div id=’content’/> Ke Baad  Space dekhar Likhna hai ek code Ye code style=’visibility: hidden’

Par kisi template me error aa jata hai to aap “id” ke baad ye code likhe style=”visibility:hidden” 
Finally aap is picture me dekh sakte hai kaise kiya hu.

 

how to hide blog credit link

Step 6. Ab SAVE kare or dekh sakte hai apke blog template ke credit lin remove huaa hai ya nahi.

Note:- Agar apko template me footer link remove karte time koi bhi or code ko chuaa hoga to save nahin hoga aur cherchani kar diya hoga to problem aa sakte hai  to thoda dhyan de.


Umeed karta hu apko blogger me kisi bhi template ke credit link ko remove karne me koi problem nahi hoga aur bahut hi asanise credit link ko remove kar sakte hai, Dosto aap koi bhi blogger template use karte honge to is tricks se aap apne blogger me jo credit lin ka option diya hai use ide kar payenge 100 % working karta hai ye tips.

Agar apko apne blog ki template mein koi bhi problem aati hai credit lin ko remove karne me to comment kre or bataye ki jald se jald hindi me help kiya jayega.

41 COMMENTS

  1. hello amit . mujhe ek baat puchna hai ki HINDI ki Articles wali bewsite ko kese google ke first page me show karaye . jaise ki ye website hai http://www.hindiarticles.com / is me saare content hindi me kikhe hyui hai . is ka keywordsearch kese kare hindi language me. ye mere dost ki website hai isse google ke first page me kese laye koi idia hai please batana…. me aapke repkay ka wait karunga

  2. Hindi bahut kam log search karte hai . Phir bhi aap title discretion ache keywords ka use karo. Or SEO settings 100% honi chahiye backlink bnai site ka… Maine SEO full Guideline kiya hu use padho…

  3. me sb apne blog se footer link remove krbe ki kosish krta hu to template me problem ho jTi h aur wo relaod hokr wapis template ki site khul jati h ..

  4. sir g abhi mene mere blog pe costuam domain add kiya hai fir bhi blogspot pe opan hoti hai aur matlab meri website do tarha se opn hoti hai >aaiyesikhe.blogspot.com<www.aaiyesikhe.com< to sir g me puchna chahta hu ki yh puri tarha se blog se kab hategi plg helpe me

  5. sir mene ak templat upload kiya tha jiske karn mere blog me me all tech buzz ka link add ho jaya hai temlete ke andar edit html delete karta hu to error aata hai sir helpe me mujhe 2-3 din ho gaya hai blog template set karne me sir meri madad karo

  6. Sir Maine bahut sari sites se padhkr koshish Ki wo links htane Ki.lekin wo nhi ht rhee…..
    Ye code bhi post Kr Diya….
    Sir mere blog me bahut sare links diye huye h jinhe seo ranking ne bad btaya

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here