Top 10 Most Popular Apps in India 2018

Top 10 Most Popular Apps in India
Top 10 Most Popular Apps in India

Top 10 Most Popular Apps in India, Smartphone use karte hai to aise 10 most popular application jiski ranking bahut accha hai.Smartphone user apne mobile me ye apps jarur install karta hai. 2018 ki report mai india me sabse jyda download kiya gaya top best 10 android application. Aaj hum aapko 10 aise Android application kai bare mai batane ja rahe hai, aapko har indian smartphone user kai phone mai milaga, Best 10 most useful android apps in india 2018.

Contents

Top 10 Most Popular Apps in India

2018 ki report mai Bharat Mai Sabse Jada download Kiya Gaya Top 10 Android application kai baare Mai pata chala hai. Aaj hum aapko 10 aise Android application kai bare mai batane ja rahe hai, aapko har indian smartphone user kai phone Mai milaga.

India Mai social networking site kai apps Ko kafi pasand kiya ja Raha hai. Yaha pehle number par hai WhatsApp app. Google play store ranking kai adhar par WhatsApp pehle Number par hai. Is app Ko users aur Sai Jada download Kiya Gaya hai. Play Store ke mutabik ise abb tak 1 million Sai bhi Jada log download kiye hai. Saath hai iski play store ki rating 4.4 ki hai. whatsapp most downloaded apps in India 1 no. par hai.

Dusre Number par ek aur messenger app hai aur ise bhi American nai he banaya hai. Ranking kai mutabik yeh app dusre position par hai. Ise users nai kafi pasand kiya hai. Yeh play store par 1 billion Se bhi Jada download Kiya Gaya hai aur iski  play store ki  rating 4.0 hai.

ShareIT app India Mai kafi popular ho Chuka hai. Ise chini company nai banaya hai. Yeh app is list Mai third number par hai. Google play store par isko 100 million Sai bhi Jada download Kiya Gaya hai aur iski Google play store ki rating 4.6 hai. Is application ki help Sai ek users kisi dusre ke phone Mai file transfer kar Sakta hai.

Top 5 mai jagah banaya hai, caller ID app Truecaller nai. Isse Sweden ki aur se banaya hai. Reports ki adhar par yeh application Sabse popular hai. Yeh App Google Play Store par 100 million Baar download Kiya Gaya hai aur iski Google Play Store Rating 4.5 hai.

5:- Facebook

Yeh ek kaafi lokh Priya social media app hai. Ise bhi American nai he  banaya hua hai. Is application Ko abb tak 1 billion log download kar chuke hai aur iski play store ki rating 4.0 hai. Yeh application hamari top 5 list Mai aata hai.

Google Chrome ki hi tarha yeh ek browser app hai. Download Data ke adhar par yeh 6 position par hai. Google Play Store par isko 100 million log download kar chuke hai aur iski Google play store ki rating 4.5 hai.

Korea ka yeh app 7 position par hai. Yeh app Ko play store par 10/ million logo nai download kiye hai aur iski Google play store ki rating 4.4 hai. Yeh ek video player application hai jisme alag alag language Mai dekh sakte hai.

8:- Hotstar

Bharat ka yeh app 8 position par hai. Yeh ek entertainment app hai, Jis par users alag alag serial  T.V Shows And Movies Dekh sakte hai.  Yeh app star group nai banaya hai. Yeh application Google Play Store par 100 million logo nai download Kiya hai aur iski Google Play store ki rating 4.2 hai.

9:- Instagram

Yeh application kai baare Mai aapko bohot acche Sai pata hoga yeh application PURA worldwide use hota hai aur yeh ek social media applications hai celebrities Sai laikar commoners bhi kai bhi account Instagram par create hue hai. Yeh application Ko Google play store par 1 million Sai bhi Jada log download kiye hai aur iski rating 4.5 hai.

10:- JioTV

Ise Bharat Mai banaya hua hai. Yeh app india Mai taji Sai badhti hui reliance telecom company reliance Jio ki app hai. Yeh app Ko Google play store par 50 million logo nai download Kiya hai aur iski Google Play Store Rating 4.4 hai.

In Conclusion:-

Aaj kai is article Mai maine aapko 10 most popular apps in India ke bare Mai bataya hu yeh sabhi application world wide famous and popular hai celebrities and commoners bhi ise use karte hai, aur agar iske Baad aapko koi doubts ho toh aap niche comments kar sakte hai.

9 COMMENTS

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here