Top 5 Android Apps || Latest Free Apps Reviews in Hindi | End of Year 2017

Hello dosto aaj hum best 5 android apps ke bare me batane wale hai jo apke smartphone mein hone chahiye bahut accha apps hain, Chori hua mobile ka location pata kar sakte ho , Agar apko koi bhi hindi bollywood hollywood latest movies  video download karna ho aap iss apps ke madat se kar sakte ho. Aapki girlfriend boyfriend’s mobile me kya karte hain sab pata kar sakte ho, Technology aaj ke time aise aa gya hain koi bhi kam ke liye apps development kiye jar rahe hain, Aise me humare work ko esy karne ke liye ek se badhkar acche apps aa rahe hain aaj unme se hi main kuch application ke bare me batane wale jo hum hamesha use karte hain,

Contents

Best 5 Application for Android User

1. Android Device Manager 

Ye ek bahut hi badhiya application hain hum ise hum pata kar sakte mobile ka current location or saath smartphone track karna ho ya phir lost phone tracker or find lost phone at home badi simple triko se kar sakte,Agar aap pahle se hi apne smartphone me android device manager apps install karke rakhe id bana lete hain phir apka mobile ghum ho jaye to badi asani se pata kar sakte hain  Actually hum pahle hi btaye hain chori hua mobile kai pata kaise lagaye ye post padhe.
  • Android Device Manager is apps ko sabse pahle apne mobile me install kare or pane gmail id bana le phir mobile gir jaye koi chura le aap pata bahut hi asani se kar sakte hain, App install karne ke liye click kare
  • Ab apne computer laptops me android device manager search kare or usi gmail id se log in kare jo apke mobile me the phone ape mobile ko control kar sakte ho,Jaisa apka mobile location kaha par hai reset device screen lock password laga sakte ho sath hi sath apna new number usme message kare jo bhi paya hoga jise apko koi conncat kar sake.

2. SΝΑΡΤUВΕ VIDEO DOWNLOADER

Snaptube ek bahut hi best apps hain aap aap movies film music dekhte or sunte to ye apps apke liye bahut khas hain, Snaptube video downloader best apps hain jo main istemaal karta hu, Iske khasiyat ye hain. Snaptube se unlimitede koi bhi vidoe download kar sakte ho.Ye ke simple or user frendlly apps hai jise new user ko search karna or istemall karna kafi ansa hain. Fast video downloading option mil jayega multiple video ek sath load karne ka option hai or pause, resume ye sare faction milte hain. Is Apps ko download karne ke liye click kare.


3. TheTruthSpy

TheTruthSpy Ye app apko google play stor me nahi milegi isko aap official website se karana hona hoga, Thetruthspy apps android 5.0 version me work karega. Is app ki madad se aap apne girlfriends ya boyfriend apne mobile me kya karte hain or kisi bate karte sari detail ka pata laga sakte ho,how to know what is your girlfriend and boyfriend doing on her his mobile in hindi. how do know what is your girlfriend or bf doing on mobile sab kuch pata kar sakte hain. Work Kaise karta hai GF/BF Ka mobile phone 1 mint ke liye apke pass hone jaruri hain,


4. Hexlock App Lock & Photo Vault

Hexlock kafi majedar or safe apps hain ye humare phone ke apps ko kafi acche triko se lock karta hai aur isko use krna bahut essy hain,. Isme apko 2 mode milega ek home or work mode easily customize kar sakte. But apps locker hain aate jo screen oly lock karte hai gar hum kisi koi password bta de to humare sare chatting SMS dekh lega but iss apps me aisa kuch nahi hain,
Haxlock app lock protected krega privacy apko or secure rakhega,

Isme aap Set up Kar PIN Password or Pattern lock set kar sakte ho,Jise Gallery,SMS,Calls, Contacts,Gmail, Whatsapp,Facebook, Instagram,Photo Camera safe rakh sakte ho, Apne sare important detail file hide bahut hi asani se kar payenge. Is application ko install or use karna bahut hi asan hain download karne ke liye click kare 

 

5. Pixel Effect

Pixel Effect app kafi amazings apps hain, Simple apps hai but kam bahut acha karta hai kyo ki aaj ke time whatsapp facebook jaise popular social media har koi use karta hain, Pixel effect app se aap apni photo ko best effect dekar good lookings wala picture bana sakte ho, Isme apko paint module cut picture aur different style me pixel effect set kar sakte hain. Apps install kare
  • Ab Apne gallery ya camera se picture inport kar sakte.Photos ko eatra fun lookinsg creatve pixel effect style me ban sakta hin,
I hope ki aapko top 5 apps 2016 jo kafi helpful karega aap ka kam, Main in sare apps koi use kiya hu or mujhe kafi best laga hai aap ise ek bar install karke dekhe new year me ye apps apke liye khas lagega.

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here