Whatsapp Par PDF Document File Kaise Send Kare

Whatsapp aaj ke time me sabse jade used hone wala social network hai. Agar hum sabse jade time pass karte hai to whatsapp ke through hi karte hai, Par whatsapp me hum jade tar text message or voice video image send karte hai. Whatsapp ne ek new feature launch kiya hai jiski madad se hum apne dosto ke sath koi bhi file send kar sakte hai.  Pdf file document ye sab bhi send kar payenge ye bilkul asan hai. Agar aap apne whatsapp se koi bhi file send karna chahte hai to phir se post padhe isme aapko puri jankari dene wla hu.

पापुलर पोस्ट इसे पढ़े 

 

Whatsapp ne kuch din pahle pdf file shareing sport, or tool notification or bahut sare option update huaa hai,

ये कुछ हॉट पोस्ट पढ़े 

 

Whatsapp Par Document Send Karna Hua Asan

Abhi hal hi me whatsaap ne ek new feature update kiya hai, Is update se user ko kafi help milega or user ek dusare ko bahut hi asani se document file pdf send kar sakte hai. Ab iske liye na to aapko kisi computer or laptop ki jarurat nahi padegi or nahi Email ka .
Agar aap bhi apne phone se pdf document send karna chahte ho uske liye Whatsapp version 12.12.453 Update karna hoga.
Jaisa ki aap is photo me dekh sakte whatsapp ke latest feature me document send karne ka option add ho gaya hai.
Jisko file send karna hai use chat wale option me jakar icone par click kare 6 option milega
  • Document :- Yahan se koi bhi doc pdf file excel xls file send kar sakte ho.
  • Camera :- Agar koi live picture capture kar ke send karna hai to use used kare
  • Gallery :- Agar aap apne phone ke gallery mein kuch rakhe hai or send karna chahte to iska istemal kare
  • Audio :- Audio ya mp3 yeha se send kiya jata hai
  • Location :- Agar kisi ko apne location send karna chahte hai ise use kre
  • Contact :- Koi contact aap kisi ke pass share karna chate hai to yeha se kar sakte ho

>Agar aap old version use karte hai to ye option nahi milega uske liye google playstore me ja kar update kare.

 
मै उम्मीद करता हु अब आप व्हाट्स एप्प पर बहुत ही सरल तरीका से अपने पीडीऍफ़ फाइल को अपने दोस्तों के साथ शेयर कर सकते हो ,
 अगर आपको कंप्यूटर इन्टरनेट टिप्स एंड ट्रिक्स के बारे में कोई भी जानकारी चाहिए तो आप मुझे कमेंट करे आपकी पूरी हेल्प किया जायेगा 
अगर पोस्ट अच्छा लगे तो इसे अपने दोस्तों के साथ शेयर करे !

10 COMMENTS

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here