How To Use Without SIM Card Whatsapp Latest Tips | बिना सिम कार्ड के कैसे व्हाट्स एप्प चलायें

Hello Friends aaj ek latest tips apke sath share karne jaa raha hu ye bilkul sahi hai koi fake nahi, Bina SIM Card ke Kaise Whatsapp use hote hai, Par sabse pahle to aap soch rahe honge ki bina SIM Card ke whatsapp kya use kare iski humne kya jarurat hai, Ho sakta hai aap ek hi SIM Card use karte ho or aap ke friends ne us number ko block kar diya ho jiski ojah se aap message karte hai or use karte hai mai puch detail me aapko samjhane wala hu agar post ko ache se padhte hai to koi problem nahi aa sakti hai or badi hi asani se use kar sakte hai,
Agar aapko pata nahi hai bina software ke computer me whatsapp kaise chalate hai to padhe

Whatsapp Kya Hai or Isko Use Karne Se Kya Faida Hai

whatsapp bahut hi behtreen acha apps jo smart phone me kaam karta hai jiski madad se apni family or dosto se jude rahe hai or free me massage kar ke bat kiya karte karte hai, Jaisa ki kuch din pahle hi whatapps ne free calling ki shubhada start kar diya or uski madad se aap free me nahi kar pa rahe hai, Ya phir or bhi koi ojah ho sakta hai,

Hum iski madad se kahi bhi desh videsh baat kar sakte hai, or aaj kal to lagbhag sabke mobile me ye apps install rahata hai or aaye jaan lete hain kaise ise bina SIM card ke use karte hai

Whatsapp Kaise Use Karte Hai Bina SIM Card Ke

Whatsapp bina sim card ke used karne ke liye voxox app , yaha se aap iske official website par ja sakte hai

Step.1:- Sabse pahle to aapko ek apps Download karna hoga 17 mb ka hai, apke samne play store khul jayega click karke install kar le.

Step.2 :- Voxox App par apna new account banae hai

Bina sim card ke voxox ke madad se whatapp install kare
Picture 1

 

  1. Apna mobile number dale jo chalo ho kyo ki us par ek code jata hai verify ke liye
  2. Email address likhe
  3. Aur xoxox par koi name chun le jo pahle se kisi ne banaya nahi ho
  4. Yaha par aap koi bhi password rakh sakte hai jo yaad karne me aasani ho
  5. Finally Sign Up kare.
Picture 2
 
Ja aap more option me jayenge to oha dekh sakte hai id banane ke baad ek voxox number mila hai.

Whatsapp Ko Bina SIM Card Ke Kaise Chalaye Jaye

1. Agar aapke pahle se hi whatsapp use karte hai to use UnInstall kare ya phir                                           Setting me jakar app open kare whatsapp ka Clear data kar de.
2. Ab aap whatsapp open kare to aap se number mange to mai bata hu kya karna hai
 
bina sim card ke whatsapp kaise use karte hai
 
3. Yeha par aap ko dhyan dene ki bat hai Country me(U.S. Virgin Island)choose kare
4. Ab apko jo voxox ne number diya use whatsapp me dale or OK  Kare
 
 
whats apps use without sim card
5. Yeha par dekh sakte hai jo voxox ne number diya hai oh verification ho raha hai kuch der bad apke Voxox ke message box me ye number verify karne ke liye code jata hai photo me dekhe.
 
kaise use karte hai whataapps
Agar apko Backup banana hai to banaye nahi to Skip Kare to Initializing hoga uske baad Continue kare.
Finally whatsapp install hoga hai bina SIM Card ke aap aap che to voxox ko install kar sakte or phir bhi whats apps use kar sakte hai
Note :– Isko aap apna personal account nahi samjhe ho sakta hai jo voxox ne no. diya hai oh kabhi bhi band ho jaye par ise apne dosto se mazak kar sakte, apko koi call nahi karega, aap ka no US ka so karega.
 
 
Is post me humne bataya hai bahut hi simple trika se kaise bina number ke whatsapp istemal karte hai pr use kare. Agar aapko kahi koi problem aati hai to bataye or apki pri help kiya jayega,
Mai umeed karta hu aapko mera ye tips acha laga hoga apko aise kuch jankari mili hai to aap niche diye gaye social link ki madat se apne dosto ke sath share kar sakte hai

38 COMMENTS

  1. Sir Ji sabse pahle jab aap apna number email id voxox dalkar sign up karte hai to, Voxox ke tarah se use aap me ek message me aapko ek number sega. Us number ko whatsapp me dale or Install kar le, Jab whatsapp number verify ke liye message bheja to oh msg voxox par jayega. or phir is tarah bina no. ke whatsapp use kar sakte hai,

  2. Actully sir apki post me jaisa likha hai maine sab kuch follow kiya hai or voxox ka number humne whtsup per dala hai mager varify nahi ho rha hai banned kyu likh ker aa rha hai or varify kebad me likhker ata hai voxox me code sir plz sahi se bataye

  3. Voxox ko installe karne ke bad apna account bana le email or mobile Number dal kar. Phir Voxox ko oopen kare or usme jo problem hoga oha ek us ka Number milega . Phir us Number ki whatsapp me dal kar installe. Phir whats verification ka.message Voxox par jayega usko whatsapp me dale to finaly install ho jatega…

  4. Bhai mere uncle ma NKGSB bank ka card hai hai international visa card hai par jab me playstore developer me sab details daal diya aur pay ko dabaya tab bata raha hai ke transaction decline: invalid payment method. Aisa kyu dikha raha hai jabki vo international card hai.

  5. Par aisa kyu. Uspe international card support karte hai na. To fir ye kyu nhi. Ya to fir tum hi help kardo tumhare card se payment kar du. Apna account number mujhe whatsapp kardo me transfer karta hu tumhare account me fir tum payment kara do.

  6. Amit bhai maine kisi aur ka card se kiya to vo support kar raha ai aur maine profile bhi bana liya par payment pending me hai aur 48 hrs bata raha hai lagenge par account se abhi 64 rs kata aisa kyu. Jab payment proceex nhi hia to 64 rs kyu kata. Aur kaise, jara ye bata do please.

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here