Best 10 Security Tips to Protect Your Website

14
Best 10 Security Tips to Protect Your Website
Best 10 Security Tips WP
Agar aapka ek WordPress Website hai to aapko bahot si mushkilo ka samana karna padta hoga unme se ek hai WordPress website ko secure kaise kare? To dosto aaj ke iss post me aapko iss me aapko wordpress security ke bare me batane wala hu.
 
Har wordpress Website ke owner ko yah dhyan me rakhna apne site ko secure banana chahiye, iske aapke readers aur aapka dono ka phayda hoga, aapke readers apke site kar regular visit karenge agar aapka website secure hoga to
 

Contents

Why security is important for your WordPress site?

 
Yah saaf hai ki ek unsecure website ko koi pasand nhi karega kyoki Aapka wordpress website ko koi bhi hacker badi hi aasani se hack kar sakta hai wo aapke user ke detail lekar uska illegal use bhi kar sakte hai aur apke website me apne ads bhi laga sakte hai
aasan bhasha me kahu to us hacker ko aapke website me complete access mil jayega wo ab apke kuch website ke sath kuch bhi kar sakta hai, isse bachne ke liye aapko apna wordpress website secure karna hoga
To chaliye ab ham kuch apne wordpress website ko secure banane ke liye tips jaan lete hai
WordPress Ko Secure Kaise Kare
 

1. Regular Updates

 
Har WordPress website owner apne site ko good looking banana chahta hai aur wo ye bahot hi aasani se kar leta hai kuch wordpress Plugins ka use karke lekin aap jin plugins ka use karte hai unhein aapke Regular Update karna hai jis se apke site par koi bad effect na pade
Aur dosto aapne agar Plugins ko update karna hi kaafi nhi hai aapko apne WordPress ko bhi updated rakhna hoga jis se aapke site par koi attack na kar paye
 

2. A Reliable Hosting

Dosto jaisa ki aap jaante hai ki wordpress self Hosted platform hai, to aapki yah jimmedari hai ki aap apne wordpress site ke liye best hoting le, ek acchi hoting ka hona bahot hi jaruri hota hai
Kyuki agar aapko koi problem aati hai to aapko apna Hosting Cpanel ki jarurat padegi, agar aapko nahi pata hai ki wordpress ke liye best hosting kon si hai to me aapko bata deta hu,
 
1. Hostgator
2. BlueHost
3. NameCheap
 
Aapko maine top 3 wordpress hosting providers ke baare baare me upar likh diya hai ab aap inme se jaha se bhi hosting lena chahte hai  waha le le sakte hai,
 

3. Email as a Login and a Complicated Password

 
Yah jayada accha hota hai ki aap apna naam ki jahag email address ka use kare, agar aap na naam use karte ho to uske bhi badi hi aasani se pata laga sakta hai aur agar aap apne naam ki jagah email use karte hai to yah jyada secure hoga,
 
Email ke use karna isliye jyada secure hai kyuki aapke email ka anuman lagana aapke naam ki tulana me jyada mushkil hoga,
Iske sath sath apko apna wordpress site password ko bhi secure rakhna hoga, wordpress website ke liye secure password generate karne liye aap online password generators ka use kar sakte hai
Online Password Generators me aap apne liye ek aisa password Generate kar sakte hai jisme upper- and lowercase, numbers, special characters ho,
 
4. Hide Your Login URL
 
WordPress website me login page ko wp-login.php kaha jata hai jo aapko WP-admin page par redirect karta hai, iss page ko sirf aap hi nahi koi bhi access kar kar sakta hai isliye yah jaruri hai ki aap apne wordpress login URL change kare,
 
5. Monitor Your Files
 
नियमित रूप से अपनी वेबसाइट की फ़ाइलों में किए गए परिवर्तनों को देखें। WordFence जैसे प्लगइन्स फ़ाइलों का मूल्यांकन करने और किसी भी संदिग्ध परिवर्तन का पता लगाने की अनुमति देते हैं।
Apko apne website ke files me changes ko check karte rahna chahiye, Jiske liye aap WordFence jaise plugins ka use bhi kar sakte hai yah plugin aapko har changes ke bare me information degi,
 
6. Create Backups on a Regular Basis
 
Dosto aapke site ko sirf hackers se hi khatra nhi hai, kai baar hame wordpress ke kuch error ka samana bhi karna padta hai ya to ham apni site me koi aisi plugins install kar lete hai jo ki aapke site ko nukasan pahuncha sakti hai
Jiske karan aapko apne wordpress data lose bhi ho sakta to apko yah dhyan rakhna hai ki aapne site ka Backup Regularly lete rahe,
 

7. Secure Your Database With Strong Passwords,

 
Apne Database ki secure rakhe, long digit aur strong password Generator karne kare jis se aap ka site hacker ke attak se bach paye,
 
8. Remove the WP Version Number
 
Anubhavi users aapke wordpress version number ko badi hi aasani se track kar sakte hai aur iske wajah se aapke website ko hack karne ke liye ek rasta khojna aasan hoga
Apko apne wordpress ke version ko Remove karna hoga taaki uska koi galat use na kar paye,
 

9. Remove Plugins and Themes You Don’t Use

 
Aapko apne wordpress website me kai saare Plugins ka use karte hai aur unme se kuch Plugins ka use nahi karte hai to aapko un Plugins ko remove kar dena chahiye is se apka site secure hoga aur apki site speed Increase hogi,
 

10. Use SSL Certificate For WordPress,

 
SSL ka istemal karna Sabse jyada secure hota hai kyuki iski madad aapke site ke data ko encrypt kiya jata jo ki koi bhi hacker access nhi kar sakta aur agar kar bhi leta hai to wo data uske kisi kaam ka nhi hoga kyuki aapka sata encrypted form me hoga.
 
Site : thetechyguruji.com For Mor Extra Tips Visit Now!!
Thank You ?

14 COMMENTS

  1. iske liye to apko pahle hi google se Domain kharidna hota he
    ab apne siko buy kar hi liya he to
    app ji
    abb alag se domain name kharideye kyoki ye apko
    http se https nahi hone dega
    isliye app ji
    ak new domain google se le
    jese
    my website https://kirannewspaper.com
    thanks
    my best teacher
    all hindi me halp ji se sikha he mene

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here