WordPress Website Me Post Kaise Likhe

20

WordPress me apna pahla post kaise likhe :- Hello Friends,aaj hum sikhenge ki WordPress me Apni Pahli post kaise likhe. Hindi me iss tarah ki jankari bahut kam milte hai aaj naye bloggers ke liye post likh rahu hu.

Jo V NewBie Bloggers Pahle Apna Blog setup kar leta hai uske mann me ye sawal aksar rahta ki apna pahla blog post kaise publish kare.iss article ko poora padne ke baad apko yah pata chal jayega.Chaliye shuru karte hai mai apko step-by-step Guide Karunga Ki Kaise aap apna First blog post karenge.

Steps to Publish Your First Blog Post:

Step 1:

Sabse pahle app apne blog ke Admin panel me Login kare.

Visit :  yourdomainname.com/wp-amin

Step 2:

  1. Apna username likhe.
  2. Apna password likhe.
  3. Ab aap Login button par click kare.

Step 3.

  1. Login hone ke baad app sabse pahle post option par jaye.
  2. Add New ke option par click kare.

Step 4.

  1. “Enter title here” ki jagah apna post ka Tittle likhe.
  2. Yaha par post content likhe.
  3. Content paragraph ki setting option yha select kare.
  4. Post content me photo add kare.
  5. Yaha par Post Catagory Chune.
  6. Agar app post abhi nahi publish karna chahte hai uske liye draft par click kare.
  7. Post publish karne se pahle ye dekhiye ki Post Kaisa Dikh rha hai.
  8. Ab sub kuch complete hone ke baad yaha pe aap post ko Publish Kar skte hai.

Ye Sare Step Pure Karne Ke Baad aap ka pehla post publish Ho gaya Hai.Ab ap apna pahla post dekhna chahte hai to page ko reload kare uske baad aap ka pahla post live ho chuka hoga.

20 COMMENTS

  1. Sir mene jb blogger par web bai thi tab mera url hindiguro.blogpost tha or jb mene domain li to moneyroot.xyz sir mene google par verify ki hai lekin google search me nhi ati hai sie 1 BAR HAMARI BHI SUN LO

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here