Namaskar dosto mai aaj ek new post ke sath hazir hu aaj hum sab dekhenge ki Youtube Account ko kaise verify karte hain to Iski puri jankari hindi me help ki jayegi,
Sabse pahle to sawal ye hai ki youtube channel ko verify kyo kare iski hume kya jarurat hain, Dekhiye friends verification ke bahut se faide hain.
1.Sabse pahle to ye hain aap apne youtube channel par lanbe video Upload kar sakte hain agar verify nahi hai to aap 15 mint se adhin video ko aplode nahi kar payenge,
Sabse pahle to aap apne browser me Youtube.com search kar le Phir apni Gmail id se login ho jaye ..2. Verification ke bad apne friends ke sath live youtube par live events kar sakte hain, Aap apne friends ke sath hangout on air bi kar sakte hain agar apka koi content ya apko upload kiye huye video ko koi or upload kare ya churata hai to aap report bhi kar sakte hain, Kyon ki apka account verified hai or aap apne video par Jaisa chahe ”Custom Thumbnails” laga kar ke professional look videos ko de sakte hain, Dost Youtube ye verify karna chahta hai ki aap ek insan hai ya nahi aap kahi koi masin to nahi hain, To Aaye apne account ko verify kar lete hain.
Youtube Channel ko Verified Kaise Kare Hindi Me Help
Login karne ke bad aap my channel par click kar de yesa karne se aap apne channel par chale jayenge Phir apka dashboard samne aa jayega ,
Phir apko oha par video manager par click kar de. to ab yeha par left side me channel hoga uspar clik
Oha Par Account Status Uske samne Verify likha hoga uspar clik kar de to kuch is trah dikhe ga.
Aap Picture ko Follow kar sakte hain Step by step samjahya gya hain..
To Kuch apke samne is trah ka page open hoga ye 2 step ka process hai .
Sabse pahle to aap apna country select kar le aap jaha se hai jaise mai india se hu to india select kiya
Kya main Es Blog Pr Ek Article Likh Sakta Hu aagar Ha To Kese Send Kare Artical