10 Tarika Youtube Videos Par Views Badhaye

5
YouTube Views Badhaye
YouTube

Hello Friends ! Youtube channels par video views  kaise badhaye jat 10 best new tarika btane wala hu, Agar aapne abhi – abhi new youtube channels create kiye aur views kaise badhaye nahi badh nahi rahe ya feature me youtube channel kholna chaha phir iss post ko acche se padhe,   YouTube video views increase karne ke tips lagbhag yehi btaya jata hain, Google yahoo/bing search engine me kahi bhi search kariye youtube channels par views kaise badhaye jaye to lagbhag sare post ek hi ideas btaye jate, Ex –
Make beautiful eye-catching effective thumbnails, Video title, Video tag, description issi ko focus kiya jata hain, 
Dosto youtube par creare banane banane ke liye hard work karna bahut jaruri hai kyoki maine bahut sare new youtuber ko dekh raha hu jab se youtube new policy me 10, 000 total channels par video hona bahut important hai youtube channels monetization on karne ke liye iske wajah se kaam karna band kar rahe hain, Bahut se video create isliye youtube par work nahi karte kyoki channels groth ho rahe aur 10 thousand video views sochte hai aayega ya nahi, 

Read Also Popular Post


 

YouTube Video Optimization
increase youtube view


Is Post Jabardast tarka bataunga views kaise badhaye aur youtube per subscriber kaise badhaye jate hain puri jankari dene wala hu, Agar aap iss post ko 5 mints acche aur man lagakar padhte hain to 100% apke channels par 10K video views bahut jaldi badha sakte phir aap adsense se link karke youtube se kamai kar payenge,


Contents

YouTube Video Views Increase Kaise Kare Top 10 Effective Tricks 2017

Youtube channels par traffic lana easy work nahi hai but mein jo steps bta raha hu isko follow karne par apni videos par quite effective views subscriber increase kar sakte ho aur earnings bhi badh jayegi, Youtube par video upload karne ka tarika ek news youtuber ko nahi maloom hone ke waja se bahut sari mistek karte hain,

1. Choose Best Video Topics For Your Channels

video ideas youtube channel ke liye leni jaruri aap google keyword planner other keyword search karke ideas nikale jo topic choos kiye hain uska search volume kya hai, Hum 10 Popular Keyword Ideas batay hu use follow kare,
Agar apko Topic, Health & Fitness  tips, Beauty Care Tips, Current News, Earn Money, Top 10  etc se related videos upload karte phir bahut jade search aur viewer mil jayega
 

2.  Add A Featured Video Or Playlist On YouTube 


Youtube me ye sabse best function diya hai aapne video ko Featured video or playlist me add karne ke liye, Isko apne channels ke sabhi videos me add kare simple ek settings karna hota or click through rate badhta hain, Jab bhi koi video paly karega 30 second baad apki nex video suggested karta jise user us video par click karo ise viewer subscriber badh jate hain,
YouTube Featured Video or Playlist Kaise Add Kare :- My Channels >>Status and Features>>Featured content Ke Option Par Click Kar Ke Apply Kare,
Display Time Custom set Kar Sakte Hai Apki Video Ka Show Ho Phir Update Kar de. 
Channels Ads :- Apni Popular Most Recent Uploaded Videos

 

3. Know Your Subscriber -अपने सब्सक्राइब को जाने

Kahne ka matlab ye hai apne allready channels create karke multiple video upload karte hain inme se koi apki ek video viral hain aur baki video par views nahi aate aapne to rank video ko dhayan de , Subscriber kis reson ke wajah se apke channels ko subscribe kiye hai, Phir apko usi topic aur use relate dusara video bnaye aur phir video search rank me aayega aur views jade milenge,


4, Speak Subscribed Link & Dislike Comment on Your Video 

Jab bhi video bnaye usme starting me bole subscribe like comment my video kyoki jab bhi apke video par comment like dislike user karta to ek plus point bnata hai video par, Youtube algoritmo me like dislike comment compliment ke tarah use hote jise sambhawana apki video search &  suggested video show hone lagta hai,

5. How To Share YouTube Videos and Playlists

Actually koi bhi youtube par video publish karne ke baad videos url ko copy karke social mead link par share karta hain jaise facebook instagram twitter blog etc, But isse kya hota hai bas us video par hi views aate hain, 

Apko social media par apne video playlist ka url add krna hoga jise koi video watch karega to playlist ki puri video only apki show hone or user apki video dekhega to views earn kar sakte hai,

 YouTube Videos and Playlists


6. Use End Screen & Annotations

 
End Screen & Annotations best amazing option organic video views increasing karne ke liye, Isme aap similar video ka link playlist use kar sake jise user apki video play karega to show hote hain jse video par click adhik milte & watchings time increase hote hai, 
 
Use End Screen & Annotations YouTube

 

 

7. Use Good Keyword Titles, Descriptions & Tags

Apne video ko youtube search ranking me top par lane ke liye sabse important video title engaging jiski waja se aap ki video rank rarti hai google me, YouTube maximum title length 100 characters likhe jate hain, YouTube SEO Long tail title keyword 60-70 use kare,youtube video description me kam se kam 250 word me likhe aap ki video searchings me top par aayega,

 

 

Use Good Keyword Titles youtube

8. Video Commentings Other Channels

Mera jo 6 month ka experience se janta hu kisi aur ke channels par good comment kare iska ye faida hota job video other user watch karta phir use video me aap apne channel se comment iye honhe to user apka channels khol kar dekhta aur accha lagne par subscribe karta aisa main khud karta hu aur ye accha views boost & subscriber youtube par fast increase karne ke liye
 
 

9. How to Use Youtube Playlist Category

Video views badhane ka jabardast trika ye bhi aap playlist crate krna, Hum new youtuber ki sab se badi mistek ye iss baat ko dhayan nahi dete bas video uploads & publish karte jate But mai apko btana chahta hu aap jab bhi video bnaye jis topic par video category bnaye phir use related video us playlist me add kare, 
 Youtube Playlist Category
 
 

10.  Use Your Channels Intro Video

Youtube ke liye Intro Video Banaye apne logo ko use karte hu aur channels art create kare kyoki first impression is last impression,  Youtube Channel Ke Liye Graphic Intro Video Kaise Banaya jata iske liye bahut sare online offline tool hai, Like Adobe After Effect, Photoshop,BluffTitler, Xara 3D Maker etc se channels intro bnaye,
 
 
 

Consultation

 

 

 

how to start a youtube channel for beginners & Successful YouTube Career 10 best istep follow kare

 

Youtube par views & subscriber kaise badhaye jate hain, Agar aap new youtuber hai aur is post ko acche se padh kar follow karte phir youtube channels fast growth hone lagega, 
 
Dosto aap mujhe comment karke bataye post kaisa laga aur agar aap humse Facebook , YouTube, Website Par Subpar Karna Chahte Hai To Click Kare,

5 COMMENTS

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here