Dosto aapne free Internet use karne ke liye bahut sare tips apne hone par shayad hi koi kam kiya ho. Mai jo is post me free internet use karne ka tarika bataunga ye bilkul 100% sach hai. Is tricks ke madad se mobile or computer me 3G internet bilkul free use kar sakte ho. Agr aap is post ko achhe se padh kar follow karte ho to aapko koi problem nahi hoga,
Jaise ki aap soch rahe honge kis kis SIM Card par kam karta hai ye sare network par kam karta hai Example, Idea . Uninor .BSNL.Vodafone. etc sabhi SIM Card se muft me Internet Use kar sakte ho,
Aaj hum jis aap ke bare me bat kar rahe hai woh bahut hi best apps hai daily 100 mb free me deta use karne ke liye. Phir chahe mobile ho ya computer is tips ki madat se windows me bhi free me internet use kar sakte hai,
DroidVPN Ke official website par jane ke liye click kare
इन्हें पढ़े :- मोबाइल से कंप्यूटर में इन्टरनेट कैसे कनेक्ट करे :- व्हाट्स एप्प पर पीडीऍफ़ फाइल कैसे सेंड करे
DroidVPN Par New Account Kaise Banaye
Agar aap android phone use karte hai ya lollipop dono me hi free me internet access kar sakte ho uske liye sabse pahle DroidVPN current version 2.7.5 Download karne ke liye
click kare.
DroidVPN app ko install karne ke baad Sign Up par click kare to account banane ke liye mobile me jo browser usme open karne ko kahega use open karne par droidvpn ka website open ho jayega,
- Yaha par apna Email id likhe jo on ho kyo ki ispar vpn password send kiya jayega
- Ye apna password likhe jo email id me use karte ho
- Yeh ek captcha likhe
- I accept the terms of service par tic kare
- Sign up now par click kare
इसे पढ़े पॉपुलर पोस्ट
Aap aap ka account bana gaya hai. Jo imail id diya hai use khol ke check kare uspar password send kiya gya hoga.
Android Phone me Free Internet Kaise Chalaye
Ab Droidvpn app ko open karo or jo email id or jo password mila hai use Login kare.
Note :- Free me 3G data 100 MB daily milte hai. Par uske liye Droidvpn app ko connect karne ke liye net pack hona jaruri hai tabhi aap 100mb use kar sakte ho
Jab data pack on hoga to DroidVPN automatic connect ho jata hai agar server busy rahta hai to aap ko open kar ke touch button par click kare toh isme bahut sare free server diya hai kisi na kisi se connect ho jayega. Jaisa ki aap dekh sakte ho mai free me download kar raha hun bina apna data kharch kiye,
Note:- Iska speed apke SIM Card paar depend karta hai, agar aap 2G network me hai to apko slow speed milega.
Ye Tips :- Uttar Pradesh , Delhi Rajasthan Maharashtra , Gujarat Kolkata , Punjab , Madhya Pradesh , Kerala Yani desh ke har rajyo me kam nahi karega.
Aur jab ek bar droidvpn connect ho jaye phir kisi bhi brouser me free me internet access hoga.
कुच्छ हॉट पोस्ट इस पढ़े
Computer Me Free Me Internet Use kaise Kare
Phir pd proxy me apna new account banaya uske baad is software ko apne user password ki madat se install kare.
Is tarah se aap computer me bhi pratidin free internet 100mb tak mil sakta hai chahe woh 3G ho ya 2G .
Main umeed karta hu aapko free me internet use karne me koi problem nahi hoga, Agar apko koi problem aati hai to niche comment box me aap mujhe bata sakte ho, Aise hi computer internet latest tips padhne ke liye aap mere blog ko daily padhe kuch na kuch naya update hote rahta hai jisse aapko faida mil sake.
Amit sir image editing ke liye kaun sa software use karte ho
Best editing software Photoshop se best koi software nahi hai,,,
Amit se Upar Image Me Jo Arrow aur number liye hai wo kaise lete hai mere pass photoshop 7 version hai
Bhai aap photoshop 7 me Jo text likhne ka option diya hai usame dekho Custom shape tool likha hoga..Us Pe click kro to upar dekhna arrow ka nishan hoga..
aur mai yr arrow sangeet software se banaya hu..
nice post bhai…
App na kon sa template use keya ha site ma
Thank Bro aap computer internet sambandhi jankari ke liye aise hi mere blog padhte rahiye..
Kya Ye trick m.p me work kar raha hai
Sir mere phone m free internet nhi chl rha h
Rampal Ji Maharaj Photos
[…] Mobile aur Laptop Me Free Internet Kaise Chalaye […]
sir mere phone pe 3g support nahi kar raha
simcard me problem hogi ya mobile me?
Ees trick ko mat follow karna eesse aapka email hack ko jayega.
Hello
Hi