Adsense Account Me Bank Details Kaise Add Kare 2021, Google Adsense pahle Check and Electronic Funds Transfer (EFT) ke through Adsense Earning ko Payment karta tha, But Adsense ne suvidha diya hai, Ab hum apne paise ko direct bank account me transfer kara sakte hai ”Wire Transfer To Bank” is service ke madhyam se aap direct apke back account me adsense paisa send karega, But  iske liye google adsense par payment method add karna hota hai, To aaj hum is post me step by step batane wale hai kaise app adsense account ko bank se link kar sakte hai, Post ko acche se padh kar follow kare nahi to apki adsense money nahi mil payenge,
- How To Verify Google Adsense Address Without PIN Code
- Adsense Account disabled Hone Ke 10 Common Mistakes
- Whats is Google Adsense CPC and CTR in Hindi | How to Increase CTR
Agar aap pahle se hi payment option add kiye hai to acchi bat hai, But aaj hum is post me batane wale hai kaise apna bank account number kaise add kare or SWIFT BIC Code apne bank ka kaise pata karke add kaise google adsense account me payment received karne ke liye, So agar aap ko ye post samjh nahi aaye to aap comment karke puch sakte hai apko fast reply or help kiya jayega,
Sabse Pahle Adsense se Paise kamane ke liye apko website  banani hoti hai jo hum btaye blogger par free me website kaise banaye, Ya phir YouTube par channel create karne hote uske baad apni video  upload karke monetize karne ke baad adsense se paise kama sakte hai,
Agar apne ye option complete kar liye hai to phir jab apke adsense account me 10$ hote to google adsense address verification hota, Jo adsense account create karte time apne address fill kiye tote uspar adsense ek secret pin code send karta,Agar apko pata nahi adsense pin code kaise verify karte hai to phir ye post padh le,
Contents
Adsense Ko Bank Account Se Jodne ke Liye Kya Kya Chahiye
Bank IFSC Code Kya Hota Hai Or Kaise Pata Kare Apna IFSC Code
SWIFT – BIC Code Kya Hai Aur SWIFT – BIC Code Kaise Pata Kare
society for worldwide interbank financial telecommunication (SWIFT) – BIC ”Business Identifier Codes” Jo hum international money transfer karne ke liye kaam aata hai, Ya Phir bhar se paise mangwna ke liye swift code ki bahut jarurat hai. Kyo ki hum adsense hume jo money deta hai oh dollar me hota hai, Phir bank wale indian rupees me convert karke hamara account me paise transfer kar dete hai,
SWIFT Code se Bank code, Country code, location code,bank branch code ka pata chalta hai, SWIFT Code 11 digit number ka hota hai,
SWIFT BIC Code Apne Bank Branch Ka Kaise Pata Kare
- Sabse pahle apko ifscswiftcodes.com website par jana hoga ab apko uppar SWIFT Code likha milega uspar click kare.
- Phir apni county select kare mai india se hu to india par click kiya hu.
- Ab aap ka jis bank me account hai uska bank ka name select kare, Jaise mera state bank of india me hai to state bank select kiya hu.
- Phir apna state select kare.
- Aur Last me city select kare.
- Google AdSense Account Approval Karne Ke Best IdeaÂ
- YouTube Se Paise Adhik Kaise Kamaye Secret Tricks
- Online Internet Par Successful Business Kaise Kare OR Rupaya Kaise Kare
- Online SnapDeal Se Paise Kaise Kamaye
Adsense Account Me Bank Account Number Kaise Add Kare
- “Bank account holder” Apna naam likhe jo bank me hai (Par is baat ko dhayan rakhe adsense payee name same hona chahiye).
- “Bank Name” Aap Ka jis bank me account hai uska naam likhe( Agar apka SBI mein hai to full name liye State bank of india ).
- Apne bank ka IFSC code add kare.
- Apni bank ka SWIFT-BIC code likhe.
- Apna bank account number enter kare.
- Ek bar conform karne ke liye phir apna bank account number same likhe.
- Ab sari setting ko ek bar acche se cheek karke Save niche likha hoga us pe click kare
{~agar aap ek student hai aur} exam hall me janese~ dar lagta hai jiske wajase aap sabhi sahi se likhnhi pate hai to post read kare aapka dar dur hoga }~
exam ka dar kaise dur kare} http://www.sikhoweb.com/2016/10/exam-ka-dar-kaise-dur-kare.html
Kya ap apna WhatsApp no. De Skye ha
WhatsApp no. Apse kuch jaruri baat karna ha
bhai aap mere youtube channel pardekhiy whatsapp number hai,
Vaah sir bahut hi badiya article, or sir aapki site ka pramotion huya hai, search result me domain name ke upar aapki site category bhi show hoti hai, congr..
Thank you, but ye btaye kaise mai samjha nahi
Amit Ji, The information provided by you is very useful.
Thanx for sharing it.
Nice information sir http://www.merihindijankari.in ko check kare usme mera site secure ka Jo lock ka icon hota hai WO show nahi ho raja jai check kare
Sir me last week se header par ads lagane ki koshis kar raha hu but kus problem ho rahi hai, jaise aapki site par header ke niche ads show hoti hai vaise hi. Sir header me dusra widget add nahi ho raha, or jab kus codding change karke trai kiya to widget to add ho gaya par ads web title ke above show hoti hai, or aadha hissa title me show hota hai, isliye look best nahi raheta, meri template me header par extra widget add karne se original header hide ho jata hai, sirf new widget add ho sakta hai, sir kya ham bina widget add kiye direct tamplate me ads code add nahi kar sakte? Jaise ki post ke title ke niche ads lagaya vaise hi kus tarika ho to bataiye, or muje codding ki jyada samaj na hone ki vajah problem ho rahi hai, pleas help me
Uske liye aapko google webmaster tool me post lin add krna hota hai, konsa post aap google home page par show karna chahte ho,
Sir,Mera youtube video Monetise hogya ha lekin video mai ads nahi arahai
Please check my site my ads was showing blank but I can make ads unit
http://Www.cutedeals.in
Bhai adsense ke ads kab lagaye ho , Agar apne apne blog par2,3 din pahle lagya hai to aap wait kariye jo adsense 1000 impression mil jayega o adsense approved ho jayega,
1000 impression matlb
Bhai aap wait karo, Impression mens ads hota hai. starting me 1000 impression nahi hone par ads blank show hoti hai,
Hello Sir mera nam Sarfaraz hai. maine Youtube pr channel banaya hai maine usko adsense se jod diya or videos ko Monetization bhi kar diya hai or us videos pr 3000 views aaye hain but usme Totel Earnings = $0.59 hi hua hai but 3000 views pe $3.00 hona chahiye tha mera itna kam q .???? kya mera koi kam mistake ho rahi hai ???? Plz Help
Website per ads kar karne keliaye minimum kitna visitor chahiayr
Bhai agar apke blog par daily 100 se adhik visitor aate hain to laga sakte ho
Bhai ye depend karta hai apki video is topic par hain, us keyword par cpc kya chal raha hain or aap ki video kaha views ho rahi hain,
hi
mere website pe abhi 2902 visitors h but Alexa rank kaise show hoga
dear sir thank you so much. aapke blog padh kar mujhe bahut kuchh sikhne ko mila .
sir.. mai aapse kuchh help chahta hu.
mai { hajipur } biahr ka Rahne wala hu. mere SBI back ka account hai, or iss city me SBI bank ke kisi bhi branch me SWIFT code avilable nhi hai…
so please help me.. mai kaisev apne adsense account ko bank account se add karu..
help me sir…
[email protected] ye meri email id hai
Mere pas debit cord he pak se ho masla ye he ke pehli bar ad bana raha ho jan kari nhi he masala ja ke akbri step pe rukta he jahan card number likhte hn us ko bar bar anvalid kr raha he is bare me rahnumai farmaen
[email protected]
Is pe mail karden
Full Support Call 9125091867 my no.
kya adsence me 100 $ hone par hi bank account add karne ka option aata hai.
mere adsence me abhi ek bhi $ nahi hai aur bank add karne ka option nahi aa rha hai.please help
Jab apka adsense pin verify ho jayega to option aayega
Sir, Hum aapna Google account bhul gae h wo kis no se bana Tha wo bhi yaad nahi…. Bhut us Gmail account se Mera AdSense account Tha hum us AdSense account ko delete karna chahte h please help kijie aur bataie ye hum kese Kar sakte h….
Cancel or delete your google adsense account kaise kare, AdSense account logging karke cancel account par click kare
Sir aapna gamil account bhul Jane ke wajah se hum aapna us AdSense account par login bhi nahi ho pa rhe h aur koi tarika jisme humko us Gamail account ka use na karna pade….
Ya phir Kya hum phir see AdSense ke lie apply Kar sakte h bina is account ko delete kie…
Ya bataie ki hum isko kese delete Karen bina Us gamil ka use kie…
Sir hum wo Gamail account bhul gae h jis wajah se hum aapne AdSense account par login bhi nahi ho pa rhe h to Kya hum bina us Gamail account ka use kie aapna AdSense account deleted Kar sakte h…..
Ya kisi aur account se AdSense account bana sakte h bina usko delete kie…
Apna email recovery email se kro forget pass.
Mera Adsense Letter Avi tak nhi aaya hai mai kya karu…Mere adsense account me 10$ ho gaya hai par pin verification nhi aaya hai
Aa jayega thora wait kriye