Google Adwords Kya Hai | Website OR Blog Ke Liye Kyo Jaruri Hai 2017

 

Google Adwords Kya Hai

Google Adword ek Pay Per Click (PPC) site hai. Jaise humne ad laya hai google par show karne ke liye to jab bhi koi visitor aate hain site par ads ke jariye to uske paise dene parte hai adword ko.
Adwords google ka ek  bahut badi advertising  network hai jo apne website ko jispar hum apni website ko advertisement ke liye apply kar sakte hai. Jisse agar koi humare website se related research karega to Ads ke rum me show karega. Aur sabse bada faida ye hai ki hamare website ya blog pa traffic adhik aayega . Jise visitor adhik aayenge our earning acha hoga. Par iske liye paise dene padte hai agar apko apne website ko advertising karne hai to best tarika hai Google Adwords .

Google Adwords Kyo Jaruri Hai Website Ke Liye

Google adwords unke liye hai acha hai jo log business karte hai ya phir jo blogging karte hai uske liye bhi bahut inportent hai agar dekha jaye to sabhi ke liye adword important hai Online successful hone acha tarika hai.
Agar aapko koi local business hai to aap apne website par adword ke through visitor ko bhej sakte hai.

google adword ad show home page

Aap yaha par dekh sakte ho maine ek keyword type kya hu online earning money to use related kuch website open hogaya jispar ad laga hua hai or ye top page  par show kar raha hai sabse upar.
Inme se kuch ads 1 sabse upar show kar raha hai oh is liye hai ki us site wale  ne is keyword par jade paisa diya hai to uska website sabse pahle show kar raha jai.

Agar maan liye mujhe apni website ka adword lagane hai Hindi Blogging Keyword par to main apne gmail account se log in karke. Kam se kam Rs.1000 Budget se apna business strat kar sakte hai
Uske bad maine kisi ek city ko target karta hu jaha us keyword ka jade search ho phir agar koi hindi blogging search karta hai to mera site to par sabse upar show hoga kyo ki uspar ads laga hua hai.
Adhik jankari ke liye aap adword website par jaye or uske toll free number par bat kar sakte ho.

To Agar adword ke bare me or kuch jankari chahiye to aap mujhe comment karke puch sakte ho. Aane wale time me adword se related kuch best jankari bataunga kaise website ko adword se jorte hai,

15 COMMENTS

  1. Google ka ek dusara tool hai Google Keyword Planner
    Google Keyword Planner ka fayda aap apne blog ki rank badane ke liye kar sakte hai.
    Aap jo post karne wale he uske sambadit kuch keyword google keyword me search kare aur uske result me dekhe ki kin logo ne kis country se keyword search kiye hai aur wahi keyword aap apne blog ki title me likh de ise aapka blog ke ranking ko madat milegi

    Aap Yaha se Mere Blog ko Bhi Visit De Sakate hai

  2. Agar apka adsense account 2,3 din waha hai approval huye to aap wait kro.Jaise hi 1000 impression milga adsense account fully approved ho jayega..aur show karega..

  3. sir app jis style me google adsense ka ad lgate he post ke bich me us type me kaise lgaye,, post title ke bad bda rahta he ur uske bad chota us type se kaise lgaye, maine sab koshish ki but ek hi siza ka show karta he ur wo bhi only 2 ad

  4. Bhai ye post likhte time jaha adsense show karna hota hai hota code add karta hu… Agar phir bhi nahi samjh aa rahi hai to wait kro mai post likh dunga iske bare me..

  5. Amit sir mujhe apki help chahiye maine youtube adsense ke liye apply kiya tha approve bhi ho gaya hai par mujhe ye pata nahi ke video pe ads kaise dalte hai if you have idea about this please help me

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here