How To Submit Website Alexa Rank – Hindi Me Guide

33
How To Submit Website Alexa Rank - Hindi Me Guide
How To Submit Website Alexa Rank - Hindi Me Guide

Hello My visitor Aaj mai Alexa Rank ke bare me batane ja raha hu. Alexa Rank kya hota hain or alexa rank ko blog me kaise submit karte hai. Iske bare me puri jankari step by step apko bataunga kaise lagaye jate hai. Dosto ise pehle hum Google Analytic ke bare me bataye haise submit karate. Alexa me bhi apni website blog ki traffic ranking ke bare me pata laga sakte hai ye bhi ek bahut acha service hai. Agar mere mane to aap apne blog ki alexa me submit kare jise hamare blog ko bahut help milega.

 

 

Visitor aap apni traffic badhne ke liye bhi ise use kar sakte hai. or apne blog ki papularty de sakte hai ye bhi ek bahut acha tips hai traffick badhane ke liye.

What is Alexa Rank (Alexa Kya Hai)

Alexa ek aisi service provide karti hai jispar hum apni website ki traffic rank data  ka pata laga sakte hai. Visitor ke bare me puri jankari milta hai yeha se. Alexa site ko amazon ne organize kiya.  1996 me.

Alexa Rank Par New Account Kaise Banate Hai

Step 1.
Sabse Pahle to apko alexa.com  ki official website par jana hoga or Singup par click kare.
alexa
To kuch is tarah ka dikhega jo ki isme apna image id likhe de or Create par click kare.
Ab apke gmail id par ek conform message gaya hoga jab us link par click karenge to new page open hoga or usme aapko password dena hai.
Step 2.
alexa account
Yaha par Koi apna password chune jo apko yaad rahe or simple bhi ho. Phir Submit Password Par Click Kar De.
 Step 3. 
 
alexa find website
 
Ab apni website ka url dale or find par click kare to aap ke samne ek new page open ho jayega. Oha par apni site kare me detalle de.
Alexa Rank Ko Blog Me Kaise Use Kare
 
Step 4.
<a href=”http://www.alexa.com/siteinfo/allhindimehelp.com”><script type=”text/javascript” src=”http://xslt.alexa.com/site_stats/js/t/a?url=allhindimehelp.com”></script></a>
 
Ye code puri copy kare or allhindimehelp ki jagah apni website blog ka url likhe.
 
 

Alexa Ko Blog Website Me Kaise Submit Kare 

Step 5.  
  1. Sabse pahle to apne blog log in ho jaye to aap ke samne blogger ka dashboard open ho jayega.
  2. Ab jis blog me alexa add karna chahte hai use open kore.
  3. Layout or click kare . Add Gadget 
  4. HTML/JavaScript par click kare.
add alexa to blog
  1. Title me Alexa rank Likh de.
  2. Ab jo code copy kiye hai use paste kare or save par click kar de to finally successfully ho  jayega.
Ab apni website me alexa add kar liye aap apne website ko open kar le or dekh le sow kar raha hai ya nahi..

Alexa Rank me apni website ko add kar ke kya kya dekh sakte hai.

Visitor alexa bahut sari jankari deti hai jinme se mein kuch share kar raha hu.
Humre site ki traffic rank kya hai. Global rank kya hai. Bounce Rate Site Ka timing. Kya chal raha hai. Daily pageviews par visitor. Humari site ke jaise or kitni site hai. ye aap khud hi dekh sakte hai jab add ho jayega alexa se apka site.
Dost Alexa se add kare me koi problem aaye to aap mujhe comment kare or bataye mai apki puri help karunga ,
Agar aap ke man me koi sawal hai to aap comment karke puch sakte hai.

33 COMMENTS

  1. Sar mane blogger se site banaya he mere site me 14 aartical likha he mera aelexa cod nahi dikh raha he mene aelexa me register kardiya he mere site me visitors 100 se upe aata he day Li 277 tak pahos gaya he Fir bhi mera aelexa cod nahi dika raha meri help kariye haldi

  2. Sabse pahle alexa me account banao. mai jo code diya hu mere site ki jagah par apne blog ka url add karo uske baad. Blogger me Layout par click kar phir Add a Widget par click or HTML/JavaScript add karke oha par code paste karo…

  3. Bhai apke aone site ka Alexa Rank dekhna hai.www.Alexa.com par jao or oha par apne blog ka url search kro or inter kar do show ho jayega rank.
    Note. Blogspot me nahi show krega domain name hona chahiye ok….

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here