Hello friends aaj jo main tips share kar raha hu ye thora lambi to hai magar ise jab aap puri post ache se padh lenge to aap ko ye pata chal jayega ki apne blog ya business ko kaise successful bana sakte hai.
Business me safalta ki bat ho ya prachar pane ki kahani website apki har prakar ki madat kar sakta hai.
Kuch bato ko dhyan me rakh kar aap bhi apni website taiyar kar sakte hai.
Read Also Blogger Me Website Kaise Banaye
Website Ya Business Open Karne Ke Liye Kin Bato Ko Dhyan Me Rakhna Chahiye
Sabse pahle yeh taye kare ki website kis udeshy ke liye banani hai apko. Aur uska name kya rakhna hai.
Apni Company ke barnd ya khud ke name par website bna sakte hai, Iske bad aapko domain name ka chunao karna hoga google par
Ex. webs.com , weebly.com wordpress.google sites , blogger
iske alawa bahut free website domain maudud hain. Inme se koi ek chun kar free me website ke future ki tulna ka le,
Chek kr le ki jo website aapne chune hai usse apki jarurat puri ho rahi hai ya nahi ,
example- Photo, video, upload karne ka option massinging ka option etc…
Jab aap inme se kisi website ko chun le, to sabse pahle themes selection ka option apko milega har tarah ke kam ke liye alag alag themes hote hai.
is liye aap apni manpasand themes chune or aage badh jaye. iske bad apko ek page dikhai dega jisme aapko text or photo lagane ka options milata hai.
Is website contr shn program kahte hai, Aapko yeha website ka naam. jaruri jankari or slideshow ke liye photo ka chayn karna hoga, Website pr aapko ke colom ke naam ty kare,
Example ke liye aap personal website bana rahe hai.
To hom mere bare me, blog ,photo, or video, smprk etc. chunkar usme contact bhare, sari jankari bharne ke bad publish button pr click kar de .
Iske baad apne blog ka url dal kar check kar le sahi dikhayi de rahi hai ya nahi. Agar apko website themes pasand nahi hai ya website me kuch badlav karna hai hai to dobara log in kar ke edit option par click kar ke badal sakte hai,
Agar apki website taiyar hai to aab bari hai apni website ki pahuche logo tak badane ka prayas karne ki…
Website Ya Blog Business Ko Kaise Promote Kare
To friends hum sab jante hai apni website ya blog ko social media ke through promote kar sakte hai.
Jaise- Facebook, Twitter, Instagram, or bhi bahut social site hai oha par account bana kar website ko share kar ke traffic pa sakte hai.
Aur jab aap ki website par jitna visitor aane lagega utna aapko paida hona start ho jayega..Jab traffic aane lagegi to aap add laga kar paise kama sakte hain.
Internet se Online Paise Kiase Kamaye
Friends jab website par adhik visitor aane lagega to aap ye post padh kar or apne blog par unke ad laga sakte hai
Most Read
me piase kamana chahta hu
Ha aap apne blogger se paise kama sakte ho aap mere post ko ache se pdhiye
your post is good.
Thank you..
Thank's for such helpful review! I'm going to start blogging, that's why I'm looking for such life hacks. You're amazing writer, keep up working! http://www.mobilenanny.org
Welcome
Sir mene apni website bna li he tho abb mere pass pese kese ayege
Blog create karne ke baad aap usme 10 se 15 ache article likho 1000 word ke phir google adsense ke liye aplykro jo maine tarika btaya hai adsense ka.
Amit g mujhe apse baat karni hai please apna number do mujhe website banani hai pls Help me
Bhai aap mere youtube channel par dekhiye number ai mera
Mene blog to bna liya h lekin mene likha nhi or copy pest krke 6 post daal diye . To kiya blog Mai copy pest kr Skte h kiya isse blog band to nhi hoga
osp post
Nice bhaiya
g.s steel works.durga park gali;no 13
hi sir im new websiteg.s steels woeks