Google Adsense के साथ इसे पैसे कमाए ?

14

Top 5 best google adsense alternatives Google adsense ke sath others ad network use kare,
Google adsense ke sath 5 badhiya adsense network website ke bare me bataya hu, Agar aap janna chahte hai google adsense ke sath other ad network konsa istemal kar sakte hai ?, Apne website/blog par google adsense ad networks use karke earning ke sath extra income karna chahte to popular 5 site jiska approve kara ke blog se adhik kamai kar payenge, 

Top ad network google adsense hai jise apne blog par ads laga kar adhik kamai kar sakte lekin adsense account approval jaldi nahi milta hai aur website par traffic hai adhik hai to 5 other ad network jisko google adsense account support karta hai adsense ke sath ye ad network ka istemal kar sakte hai,

Website se paise kamane ke liye 5 best advertising program jise apna blog content ko monitization kar sakte. 
Site ko motization ke liye bahut sare ad network available hai, But sabhi ad network badhiya ho iska koi guarantee nahi new blogger ke sath dhokha ho jata hai, Isliye best ad network ke bare main bata raha jo 100% payment send karengi ?

Top 5 Best Ad Network Google Adsense Ke Sath Use Kare 

Newbis Blog ke liye 5 ad networks jisa aprovel jaldi mil jayega, Aur aap bhi apne blog se extra income monthly kar payenge, 

Contents

1. Affiliate Program

Google adsense ke sath apni website par affiliate marketing link laga kar meaning badha sakte. 
Aaj ke time bade blogger apne sites par google adsense se adhik earning affiliate program se karte hai. Popular ecommerce websites india me Amazon. Flipkart. Snapdeal etc. online shopping sites ke sath affiliate programs feature deti hai. Affiliate Marketing program se earning karne ke liye product promotion apni site par kare, Affiliate link se user buy karega to commission milega. 

2. Media.Net

Media.net contextual ad network hai. Yahoo! and Bing company ka ye google adsense se kam nahi, Aap Ki site par post inglish content me likha ho website par traffic adhik aaye to  acchi kamai kar sakte hai. Meida.net kya hai media.net par account kaise banaye details me jane ke liye Click Kare.

Media.net Se Paise Kaise Kamaye
Media.net

 

3. Infolinks – Innovative Ads Powered by Intent

Kuch website google adsense ke sath infolink ads use karti. Infolink se mai khud earning kiya hu 700 page views me 2$ mila tha youtube par earning proof dikhaya tha. Infolink publishers content monetize karke online paise kama sakte hai. Publisher par click karke account bnaye infolink ads code paste kare site me. Infolink ads type , In Text. Infold. InFram. InScreen aur in Article ye alag-alag type ke ad disply kar sakte hai.
Infolinks kya hai aur account banakar paise kaise kamaye. Infolinks ads website me kaise lagaye. Infolinks Ki Puri Jankari Padhe
 
Infolinks Se Paise Kaise Kamaye
Infolinks
 

4. Chitika | Online Advertising Network 

Chitika full Overview main pahle hi bata diya hu. New blogger pa chitika account aprovel jaldi milta hai. Chitika contextual ad network site hai. Apni online revenue increase karke ke liye google adsense ke sath Chitika ad laga sakte. Chitika kya hai aur chitika par new account kaise banaye chitika se paise kaise kamaye full gude apne post me bataya hu acche se padh sakte hai, Chitika क्या है? इसमें अकाउंट कैसे बनाये
 
Chitika Paise Kamaye 2018
Chitika

5. BuySellAds

BuysellAds best advertising site hai online unlimited paise kamane ke liye. BuysellAds account approved ke liye english content hona jaruri hai aur monthly 30,000+ impression aayega to account mil jayega. BuySellAds se paisa extra kama sakte hai apne adsense account ko use karte huye. Aur bhi kuch website hai jisko aap google adsense ke sath istemal kar payenge.
 
BuysellAds Earn Money
 
Outbrain Performance-Based Native Advertising Platform hai, Outbrain account approval to jaldi nahi milta hai.  Agar apki site par traffic accha aur english content likha hoga to mil jayega. Bahut news sites par dekhe honge google adsense ke sath outbrain ka ad lagaye hote hai, Outbrain.com just like taboola.
 

5 Best Top Ad Networks for Publishers / Bloggers in Hindi Video 2018

 

14 COMMENTS

  1. Sir ek or question hai ki Google Adsense ka approval Milne se pahle blog post ko social media pr share kr sakte hai kya. Or Iska Adsense pe kya effect padta hai.

  2. sir me 1 nya blooger hu me abhi blogs k domain name vgera me paise ni khrch kr sakta to kya me sub domain me mujhe adsense approval mil sakta he mere post pr view acche aate he plese reply sir

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here