Blogger Blog Me Social Share Buttons Kaise Lagaye

Blogger site me floating social media share button kaise lagaye jate hai iske bare me full information share kar raha hu, Actually frinds wordpress wali website par share button add karne ke liye bahut sari plugin aati hai jise ek click karke install karne ke baad social media share button icon laga sakte hai, 
Problem blogport wali website par koi plugin nahi jise single click karke share button add kar le apni blog par, Isliye badhiya website ke bare me btane wala hu jisa se apni blogspot wali site par share button asani se laga sakte hai

 

 Facebook,Twitter,Google Plus,Whatsapp share button blogger me lagane ke liye badhiya tricks hai jisme aap sidebar me asani social media share button add kar sakte hai, Blogger me social share button add karke 20-30% etra traffic increase kar sakte hai,

Blog/Website Me Social Share Button Add

Floating sharing button free me kaise add kare easy method is post ko acche se padh kar follow kare?


Step.1 

* Sabse pahle sumo.com official website par jakar account create kar.

Sumo.com


Apni website URL email address password likhne ke baad sign up button par click kare, finally apk account create ho gaya hai,

Step.2

Ab apko blogger ke dashboard me jakar Edit HTML par click kare, template coding dikhai dega apko kuch nahi karna hai,  Ctrl+F button press karne par search box open ho jayega ab apko <body> likh kar search karna hai.

Step.3

Sumo website par jab apni site add karte hai to ek code deta is code ko copy karne ke baad <body> ke niche paste kar ke save kare.

Blogger Blog Me Social Share Add Kare
How to add share button on website
Successfully share button site me laga liya, Ab apko is website me kuch extra feature milega jaise aap ki post ko kitni bare share kiya gya kis social network site par, Google analytic account se link karke full details user ka dekh payenge,

 

15 COMMENTS

  1. अमित भाई ये बताइए की low cpc को बढ़ाने का तरीका क्या है क्या low cpc वाले एड ब्लॉक करना सही है

  2. Actually bhai iske uppr ek video bnaya hu jisme ek website ka naam btaye hai jaha se ad cpc pata kar sakte hai mere channel par dekhiye, adsense cpc kaise badhaye all hindi me help youtube me search kariye mil jayega

  3. Bhai agar mene apni blog pe hindi content engilsh mein likta hun matlab ki hinhi bhasa but fronts English mein , jese ki app likh te ho. to kay mere blog ko Adsense approval karega.. plz replay… thank you.

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here