Computer Ransomware Virus Attack

Computer Ransomware Virus Attack
Computer Ransomware Virus Attack

Dosto aapne kabhi kahi na kahi pe computer virus ka naam suna hoga. Computer Virus Trojan Malware Worms  kya hai or ise PC par kya effect padhta hai. Aaj mai apko computer virus kya hai virus ko kaise removed khatm kiya jata hai iske bare me puri detail me jankari dena wala hu. 
Aaj ke time me jade tar log internet par bitate hai par kuch logo ko virus ke bare me pata nahi tota hai Ya phir apne PC me koi anti virus install nahi kiye hote hai or net ka use karne lagte hain jiske wajah se computer me virus aane ki sambhavna hota hai or virus se computer ki kharab ya system corrupt ho sakta hai. Virus warning se bachna chahte hai to is post ko ache se padhe samjhe puri jankari dene wala hu,

Latest Popular Post Inhe Bhi Padhe

Contents

What Is Malware in Hindi

Malware ka pura naam Malaysian software hota hai. Dosto ye ek aisa software hai jo ek baar apke system me a gaya to phir aap ke system ko kharab kar sakta hai. Agar aap ye soch rahe hai malware kaha se se apke system me aate hai to phir jaan le. Malware computer me aane ka sabse common sources  hai online internet hum malaysian website ko open karta hai or waha se pirated software game ya movie ye sab use karte hai ya site ke ads par click kare. 
Offline malware kaise aate hai computer me agar hum kisi unknown sources  CD, DVD ya Pendrive ko aane ka chance rahte hai.
 Malware 3 Type ke hote hai

  1. Virus
  2. Trojan
  3. Worms
  4. Ransomware Virus
Malware virus kya hai -Computer virus se kaise bache

 

Computer Virus Kya hai

Computer virus exe file hai jo humare PC me apne aap compile hota hai. Ye 2 parkar ke hote hai Bood virus., File Facter.
Computer virus hamare kisi particular file ya software ko curreup kar sakta hai. Jaise agar humare computer me kisi kisi file mein virus hai to woh junk ban jayega use hum kuch bhi information nahin le sakte hai. Ya phir aisa bhi hoga hamare software ko currept kar dega jise hum install nahi kar payenge. Ya virus hard disk ke boot me ja kar hard disk ko dhimi karta hai agar hum koi program use karte hai to use bhi rokta hai.
Phir hum apne PC se kisi or pc me share karte hai to us computer me virus fail jayega.


Trojan Virus Kya hota Hai

Trojan ek aisa virus hota jo apna look badal ke aate hai computer me aate hai to kuch pata nahi chalta hai. Apka lagega oh ek genuine software hai par aisa nahi hota hai computer ko nuksan pahuchane ke liye aate hai. Jaise Memory clear speed booster antivirus ye sabhi trojan hote hai. Aap Ko lagega computer ki speed boost karega ya computer ka memory acha karega lekin ek bar apke PC me aa gaye to computer ko slow kar dete hai or trah trah ke virus aapke system me faila chhod dete hai.


Worms Virus Kya Hai

Worms virus kya hota hai agar apke computer me worms virus aa gya hai to iska bahut bada nuksan hota. Agar worms virus PC me aa jaye to ye apne aapko jade see jade fairlane ki koshish karte hai. Agar computer me worms virus aa gaya jaye to kisi bi file ke bahut sare copy bana deta or delete nahi hota PC ko slow kar dega agar kisi computer me kuch copy karte hai to us computer me bhi chala jayega.Ye Bhi ho sakta hai kisi ek folder ko bahut sare copy banate hai.

Malware Virus se Kaise Bache

Sabse common cheez ye hai aap apne maine ka use kare internet par kisi bhi aise website par na jaye jise nuksan ho. Ya apko E mail aaye apko offer mil raha hai ya trah trah ke ads aayega us par soch samjh kar open kare or click kare to online apke computer me kabhi virus nahi aayega
 Offline virus se bachne ke liye ek acha antivirus malware use kare dhyan de license or paid wale hi istemal kare. Agar aap free ya pirated use kare rahe hai to iska koi faida nahi apke computer me virus aane ki sambhawana adhik rehta hai.
To aap ek paid version antivirus software hi use kare. Avast Antivirus. Quick Heal. AVG. Norton. K7 etc hone chahiye. Aur iske bad aap apne computer me kisi bhi unknown sources USB CD DVD apne computer me lagane se pehle scan jarur kare.

Maine bahut e logo ko dekha file gana movie kisi bhi pendrive me bharne se pehle scan nahi karte jaldi jaldi me bhar dete hai jise nuksan ho jata hai.

Wanna Cry Ransomware Virus Attack

Friends computer laptop rakhe hain online internet par work kaam karte hain to latest ek virus aaya hain,  Wanna cry ransomware cyber attack ye ek virus computer me aapne ke ke baad sabhi file data encrypt karke file file ko lock kr deta hain, Phir apko paise dene hone 6,000 se 50,00 thousand tak,
wanna cry ransomware cyber attack hone se bachne ke liye apko apne computer me ek accha antivirus software install hone chahiye aur sath me job computer par work nahi karte time computer ko internet se connect na rakhe, Time time par computer ko format karte rahe, Wanna cry ransomware cyber attack decrypt code :WNcry@2017 hain 
Ransomware virus 15 May 2017 ko release huaa hain aur lagbhag duniya ke 100 desho me fail gya hain,

 

Wanna Cry Ransomware Virus Attack Kya Hain
Wanna Cry Ransomware

 

Agar apke computer me pahle se malware virus hai or kisi achhe antivirus se con karte hai phir bhi nahi khatam hota hai to pure computer ke hard drive ko format kar de.

Jaise ki dosto aapko pata chal gaya hoga computer virus kya hota hai or PC virus se kaise bach sakte hai. Apne computer me virus ko hatane ke liye koi acha antivirus use karte huye apne PC se virus ko khatm kar sakte hai.
I hope ki apko ye post acha lagega or apko virus ke bare me kuch achhi jankari mil gya hoga agar aap ko ye post acha lage to apne dosto ke sath share kare comment me mujhe feedback bhi de sakte hai,

2 COMMENTS

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here