Hello visitor umeed karte hain aap sab thik honge, Is Post me hum domain name ke bare me sikhenge acha domain name kaise chune.
To Level Domain Name.
.com Company ke liye
.net Network ke liye
.org organisation ke liye
.edu. School Ya College ke liye
gov. sarkari website ke liye.
Dost hum sab to blog bna liye hai, Lekin usme ‘Blogspot’ ka option hota hai To Blogspot ko hatane ke liye sabse pahle hume Domain Name ki jarurat hoti hai. To aaj hum batayenge ki Rs.99 me kaha se kharide. To friends mere khayal se Godaddy.com acha hai aap yahan se apna domain name register kar sakte hain. Kyo ki ye bahut hi Popular website hai Hume sirf 99 Rs. me 1 year ke liye Domain register karti hain,
Aur bhi bahut website hain par mere hisab se yaha par simply and easy se apna Domain name manage kar sakte hain.
To Aaye Start Karte Hai Sabse Pahle Apko Godaddy.com Search kar ke.
Godaddy se aap sirf one time hi Rs.99 domain name register kar sakte hai. or 2 year ke liye apko full payment deni padti hai. Agar aap ek se adhik domain register karna chahte hai to apko Dusri email se signup karna hoga or or Apna credit card me cheng karni hogi.
Godaddy.com Se Rs.99 Me Domain Kaise Register Kare
“Agar apke pass ek hi ATM Card hai or use aap ek bar domain name le chuke hai to apko Fix Payment Deni padti hai”
Kyo ki mere sath aisa hua hai maine ek id se 99rs me kharid phir dusri id se jab apna ATM use kiye to massage aa gaya all ready used .
Friend apne Blog nahi banaye hain abhi to to yaha click kar ke sikh le kiase Banaye jate hai
- Yeha par apna email id likhe jaise humne likha huaa hai. [email protected]
- Username aisa rakhe jo yaad ho kyo ki job log in karenge to yehi username puchta hai, Ho sakte to apne website ka name hi rakh le acha rahega.
- Password aapko aise kuch is prakar rakhna hain .” Amit.mgs123 ” is type se likhe
- Yaha par 4 number ka CALL-IN PIN rakhna (1111,1234. is type ka nahi rakhna ek sequence no) Is Prakar Rakhe 9125 Jo yaad rahe .
Ye is liye mangta jab Aapko koi problem hoti hai to aap is Customer care jab phone karenge to ye call i pin number puchte hai.
- Me agar aap apna information chupana chahte ap oh plan cheek kar sakte hai
- web hosting lena chahte hai to uske liye puch raha hai
- ye email your website jaise [email protected] iske liye hai
Par aap sabko No Thanks kar de kyo ki iska alag se charge lagta hai.
- Yeha par apna pura name likhe
- Apni Email Address likhe
- Country select kare agar aap india se hai to india chune
- aap jaha rahte hai oha ka address phare
- Aapna District code bhare
- country select karne ke bad apna mobile number likhe
- State select kare
- Country code select kar ke mobile number likh de
- Debit card par select kar le
- Captcha sahi sahi bhare
- ab apko Place order par click kar dena hai
- Jo bank se aap payment karna chahte hai us bank ka name select kare isme bahut sari bank ka list hai.
- Yeha par aap apne ATM Card no.de
- Debit card expiry date select kar le jo h apka
- Card par cvv no. likha raha hai 3 ank me use bhare
- Make payement par click kar de
Ye Last step hai .
Amit Kumar Sir Agar Humne Domain kharid liye to hum jab apni site edit karenge tab wo kaha per edit hogi blogger me ya kahi aur. Aur Dusara ek saval Hum Free ki template kaha se le jaise apne use ki hai us template ka naam bataye sir…
Agar aap apka blogger par kam karte hai to blogger par edit kiya jayega..Best template site link
hai..http://www.allhindimehelp.com/2015/11/top-blogger-template-website.html
Thank's Amit sir Jawab dene ke liye.
Lekin ab 99 me nhi aa raha hai
Ab Godaddy ne offer cheng kar diya hai 199 Rs me domain name 1 year ke liye de raha hai.
Ok
Nice post please check out Blogging and Technology
Aapko Bahut Bahut Dhanyawad Aise Hi Bane Rahiye All hindi me help Par
HELLO SIR AAP APNE BLOG PAR KAUN SA TEMPLATE USE KAR RAHE HO PLEASE BATAO
kya ab hume godady se 99rs me domain nhi miksakta olz plz tellme
Nahi bhai ab ye offres badal gya hai or aap 135 me godady.com se domain register kar sakte ho agr offres me ho to kuch din pahle tha
godady me paytm se domain register
kar sakte hai kya
http://www.myamazingpictures.com
[…] name buy jarur kare. Domain name free me mil jayega .tk .ooo .xl .xyz etc, Mai pahle btaya hu godaddy se domain name kaise kharide kam paise me padhe. blogger par free me apni site create kar sakte hai Rs.0 rupaye me bs is post ko acche se padh […]
OKY
[…] Traffic बहुत ज्यादा हो गया है हर किसी को Domain Name और Hosting की जरूरत पड़ती है तो आप अगर अपनी […]
Very nyc
[…] Domain Name Kaise Kharide : https://www.allhindimehelp.com/domain-name-kaise-buy-kare-99rs/ […]
Sir maine ek domain liya hai ushki hosting kaha se karau
Very helpful content sir
Good article
[…] Godaddy.com Se Rs.99 Me Domain Kaise Register Kare [2020-21] […]
bhai aapka article achha hai par ab godaddy vale 99 rupayew domain nhi de rhe hai
please 2020-21 likhane ke sath thoda article ko bhi edit kar dijiye please
Sir please ise banado
Nice article
[…] .NET काम पौसे में मिल जायेगा, मैं पहले हु godaddy domain rs 99 में कैसे ख़रीदे, top level domain registration करके […]
Maine abhi godady se technicalrpost.in domain purchase kiya hai 235 Rupye me mila 1 year ke liye
Bahut achchi post hai sir ji
[…] गोदड़ी.कॉम पर एकाउंट कैसे बनायें और डोम… […]
[…] है, आपको Top-Level Domain Select करना होगा इसके लिए Godaddy.com Se Rs.99 Me Domain Kaise Register Kare सकते […]
बहुत ही अच्छी पोस्ट है शेयर करने के लिए धन्यवाद