Is post me mai apko bataunga apne internet speed ko 20% extra kaise bada sakte hai. Dosto gar hum Internet use karte hai computer ya laptop me or sahi speed nahi mil pata hai jiske karan jo hum internet se kaam karte hai or pura nahi hota hai phir apne system ko band karna parta hai. Par mai aaj is post me bataunga ki kaise windows computer me internet speed increase kar sakte hai. Mere kahne ka matlab ye hai hum internet use karte hai apne computer ya laptops me uska 80% speed hi use karte hai. Kyoki jo 20% speed ko windows apne liye reserve rakhti hai. Ab ye 20% speed ko operating system kyo reserve rakti hai ise 100% Kaise use karte hai puri jankari share karne wala hu. Agar post ko ache se padhte ho to aapko koi dikkat nahi hoga.
Must Read
- Laptops or Desktop Performance Speed Ko Kaise Badhaya Jaye
- Purana Android Phone Ko kaise Fast Karte Hai
- Mobile Me Pattern Lock Screen Kaise Lagate hai
- Adsense account me Ads Kaise Create Karte hai
- Fiverr Kiya Hai Is Par Account Bana Kar Paise Kaise Kamaye
Slow Internet Speed Ko Kiase Fast Banate Hai
कुछ पुलर पोस्ट इन्हें भी जरुर पढ़े
Internet Speed Ko 20 % Extra Kaise Badhaye
- Administrative Templates par jaise hi click karte hai to niche kuch option dikhega
- Network par click karne hai to bahut sare option open hoga usme kya karna hai.
- QoS Packet Scheduler. Ispar click karne ke baad wohi par right side me kuch option show karega.
- Limit reservable bandwidth. jaise hi aap ispar click karte hai to ek new popo box khulega
मैं आशा करता हु की अगर ये टिप्स अच्छे से प[पढ़ कर किया होगा तो आपका इन्टरनेट स्पीड बढ़ जायेगा , और आपको मेरा पोस्ट अच्छा लगा है तो कृपया इस पोस्ट को अपने दोस्तों के साथ भी शेयर ताकि अगर उनका इन्टरनेट स्लो चलता होगा तो इसे कुछ फ़ायदा मिल सकते ,
अगर मरी पोस्ट अच्छा लगे तो प्लीज् शेयर और कमेंट करके बताये , कोई परेशानी आती है तो कमेंट करे आपकी पूरी सहयता किया जायेगा धन्यवाद !
Hi sir me sanju kaise ho
Sir aapne jo post me add lagaya he uski codding aapki site ke home page me show hoti he isliye aap post me fist code na aad kare thoda sa post likhane ke baad code add kare
Sir aapka adsence account approve ho dekh ke khushi maili
Sir muje koi raasta bataiye na
Ab me kya karu blog ko 7 month ho gye or 200 post add ki he or3000 page views milte he par dey par adsence approve nahi hota he sab trick ajma chuke he
Meri site pe coppy content ki vajah se he ab me kya karu
Thank You.!Main yehi kahunga ke ek new email banao or phir youtube par apna khud ka ek video upload kar do, Uske baad youtube channel ko monetize karo, Phir us id se apni side ko ads kar do,
Thankq you sir ak baar trai karti hu
Welcome aap ise hi bane rahiye…
Aap Image Editing ke liye konsa Software use karte ho..?
Bhai mai Photoshop cc latest version use Marta hu, aao Photoshop 7.0 bhi use Kare