Google adsense ke bina blog se paise kamane ke 10 tarike ke bare main batane wala hu jo bahut hi accha hai, Agar apke pass google adsense account ka aprovel nahi mil raha hai aur online blog/website ke through paisa kamane ki soch rahe hai phir iss post ko padhne ke baad apko bahut help milega,
Internet se paise kamane ke tarike bahut sare mil jayegi lekin kuch website fake hoti hai Isliye top 10 best website ke bare bata raha hu jaha se apke blog par visitor adhik honge to accha paisa earn kar sakte hai,
Agar aap blogger user google adsense kya hota iske bare me maloom hoga, Google adsense best contextual ad networks hai aur adsense se accha income generate hoti but google adsense privacy policy requirements newbies blogger ko pata nahi hone ki waja se adsense approved nahi mil pata ya adsense privacy policy niyam ka palan nahi karne par AdSense account banned ho jata hai, Iscondication me kya karna chahiye?
Ab apke aise question hai kya blog se google adsense e bina paise kama sakte hai, Yes Google AdSense ke bina paise kaise kamaye best 10 ideas de raha hu acche se padhe,
Blog monetization without adsense ke through karke monthly acha income kar sakte, Online business grow blogging ke jariye internet par service de kar paise kama sakte hai, How to make money on blog without Adsense ? Yes you can do its
Google Adsense Ke Bina Blog Se Paise Kamane Ke 10 Popular Tarike
Bina google adsense account ke blog se adhik paise kaise kamaye puri jankari, Ghar baithe paise kamane ke soch rahe hai aur adsense account approval nahi mila to sabse best tarika btaya hai isse acche se padhe,
1# Media.net
Media.net kya hai, Yaho Yahoo! Bing Network Contextual Ads use karke blog par advertisement content base par show karta hai, Media.net ads high revenue se jyada paise kama sakte hai, Media.net me bahut adhik feature milega Contextual advertisements. high revieu. mobile ad. account. manager aur ek acount approval ke baad unlimited website par used kar sakte hai,
Media.net ke lagbhag 100 million User hai, Media.net account hindi content par aprovel nahi milta hai,
2# BidVertiser – Direct Advertising Network
Bidvertiser kya hai kaise kaam karta hai, Bidvertiser se paise kaise kamaye kuch apke pass aise qustion hai phir is post se help milega,
Bidvertiser PPC (Paid Per Click) website hai, Actually bidvertiser site promotion karti hai, Jab koi user apni website advertising bidvertiser se karne ke liye paisa deta, Bidvertiser approval milne ke baad ads lagate hi aur user ads par click karega phir uske hume paise milte hai,
3# Online Selling Services
Online selling services aaj ke time me sabse best tarika hain bina adsense account ke paise kamane ke liye, Friends mai amazon aur flipkart bare me nahi bata rahe hai,
Agar apke pas koi bhi knowledge hai, Example : – Graphic design. web development. web design. SEO, etc, Aap Ko jisme intresst hai uska video tutorials banaye aur apne blog ke jariye share karke kamayi kar sakte hai.
4# Affiliate Marketing
Affiliate marketing kya hai aur isse paise kaise kamaye jaye. Bahut essay hai blog ke jariye affiliate marketing se paisa kamana, Affiliate Marketing popular blogger used karte hai ye google adsense se bhi jyada commission deti hai, Agar apke pass blog hai phir affiliate marketing program se accha income kar sakte hai,
Affiliate marketing se paise kamane ke liye, Amazon. Flipkart. Snapdeal. Hostgator aise bahut site hai jaha par account create karke Affiliate link ke jariye product sell kar sakte hai,Jaise Laptop. LED TV. Mobile. Gegete. tec,
Jis category se relate apki website agar use related advertisement karenge to product selling accha aur mommission affiliate marketing se accha kar sakte hai.
5# Infolink
Infolinks kya hai, Infolinks kaise kaam karti hain, Infolinks se paise kaise kamaye ye sab kuch pahle hi bataye chuke hai, Infolinks apke text ke upper ads ki link show karti hai, Jise user ko koi dikkat nahi hoti aur text par click karne par paise deti hai, Infolinks 5 tarah ke ads show karti hai, In Text,Infold, Intag, Infarme aur Inscreen inme se kisi bhi type ke ad apne blog par dikha sakte hai, Infolink ke bare me full details padhe
6# Earn Money URL Shortener
Url chota (Short) kar ke kaise blog se paise kamaye ye soch rahe to mai apko batana chahta hu, Apki Website Gaming, Movie Download Book Pdf, Software Matlab ki downloading se relate to bina google adsense account ke online earnings accha kar sakte hai, Hightest playing url shortener site Ouo.io, Linkshrink, AdYou.me, Shorte.st, Adf.ly, Link-earn etc,
7# Content.ad
Content.ad ek aisi wsite hai jaha par advertisers apne content ka promotion karta hai, Publishers content.ad units cretate kar apne page laga kar paise kamate hai, content ads publisher apne site se achi kamai kar sakte hai, Iske alawa kuch popular site hai ?
Example : – AdNow. Outbrain. Taboola. Gravity. Nativo. PubNative. revcontent
Bina google adsense account se paise kamana chahte hai to contents ads site par account create kare aur ads laga kar paise kama sakte hai,
8# Chitika | Online Advertising Network
Chitika ad network kya hai, Chitika se online blog website se paise kaise kamaye, Chitika par new account kaise banaye sab kuch details me btaye hai,
Chitika contextual ad network jise publishers apne blog ko monitization kar sakte hai,
9# Get Paid To Write Reviews
Paid reviews ke jariye apne blog se paise kama sakte hai, Bahut aise user hai jo apne product ka promion karne ke dhoondte rehte hai, Better alternative ideas hai adsense account se paise kamane ke liye, Iske liye is website par ja sakte hai PayPerPost
10# Apps Refer and Earn
Apps refer and earn ye bhi ek accha tarika hai online paise kamane ke liye aapke pass blog hai to apko isme koi bhi referral program ka link apne site par post karna hai, Aur uske bhare main reviews de kar apna referral program link laga de phir koi account banayega to uska comminstion apko milega, Kuch paise earns kar payenge,
I hope samajh gaye hone adsense account disabled hone ke baad 10 tarika bataya hu bina google adsense account ke blogging ke through paisa kama sakte hai,
Nice Post
Aapne Hindi Language ko English typing mei Likhe ho post ko aysa post likhne se Adsense aprroval milta h kya Sir?
Plz reply do
Yes bhai adsense account approve mil jayega
Sir,
Muje ek shayari,poetry blog bnana hai,
But muje yha nhi pta ki poetry yha shayari post max 20/30 words ki hoti hai vo rank kesa hogi
Please help me.
Aisa nahi ek pos me 5 se 10 poetry likhiye
my adsen is not apoarb lesat 2 monet
Mere AdSense ka pin nahi aa rha aut na hi manually verify krne ka option aa rha ky kru….ad show hona b band ho gaya site pe
[…] Google AdSense Ke Bina Blog Se Paise Kamane Ke 10 Tarike […]
[…] Google AdSense Ke Bina Blog Se Paise Kamane Ke 10 Tarike […]
[…] Google AdSense Ke Bina Blog Se Paise Kamane Ke 10 Tarike […]
nice bhai
Nice bhai aise hi post share karte rhe
Thank bhai
Nice post really helping.
Thank bhai
Bhai adnow Ka code paste karne ke baare main Batayiye ho nhi rha hai
[…] Bina Adsense ke paise kamayehttps://www.allhindimehelp.com/bina-adsense-ke-paise-kaise-kamaye/ […]
[…] Google AdSense Ke Bina Blog Se Paise Kamane Ke 10 Tarike […]
sir please backlink day dena sir mai aapko site bhej rha hu aur mere site pay tech realated,social media,laptops,helth,smartphones in sb kay baare mai likha hai
Bhai Mere website ko google news approval mila hai per adsense ke liye approval nahi mil raha hai main uspe 500 post dali hai our google adsense dikhata hai ki violation problem kya karana hoga …
Very Nice Explanation
[…] https://www.allhindimehelp.com/bina-adsense-ke-paise-kaise-kamaye/ […]