Blog Me Advanced SEO Settings Kaise Enable Kare

37
Blogger Advanced SEO Settings
Advanced SEO Settings

To mai apko is turorial me aapko blogger ke Advance SEO Option (search preference )setting ke bare me information dene ja raha hu .  jiska  madat se  blogger ko SEO (Search Engine Optimization) friendly bana sakte  hai blogger team ne ye feature blogspot blogger ko isliye diya hai taki search engine pe ja kar control ho sake or search robot wohi index kare jo ham chahte hai


All hindi me help me ye mere first Guest Post hai mere Website per visit kar sakte hai TechGlobeGuru ummid karte apko post ki jankari jarur pasand Aayegi


jaise kigoogle seo terms ke hisab se aap apne blog post content ko search result me apne anusaar show kar sakte hai but blogspot ke is feature ko use karne se pahle aap ise guide ko acche se padhligiye nahi to aapka blog search engine me index ki jagah de index bhi ho sakta hai to mai yaha jyada bat karna nahi chahta hu bas itna chahte hai ki blogspot advansed seo setting ke bare me bat karunga


to jab bhi aap blogger SEO ke bare me koi article likhte ho to mujhe dar lagta hai ki kahi hamare se koi galt na ho jaye q ki meri ek galti kisi ki life par effect pad sakta hai isliye aapse request karta hu ki post ko dhyaan se padhe or acche se samjhane ke bad hi follow kare.


Blogspot Blog Me Advanced SEO Setting  Enable Kaise kare

 

Blogspot advanced SEO option blogger ki post me hota hai bas uske liye hame blogger ki setting me jake advanced SEO setting custom robots header tag enable karna padega chaliye iske bare me mai aapko step by step


Blogger Dashboard pe jaye or drop down menu me setting select kare ab search preference par click kare custom robots header tahs samne edit par click kare




SEO
  • yaha jane ke bad yes par click kare
  • save changes par click kare
blogger advanced seo ke all option milega jisme aapko upar diye gayye hai uske anusaar option par click kare yaad rahe aapki ek ek option ki setting acche se samajh kar karni hai q ki aapki ek galat se option select karne se aapko blog search engine se no index ho sakta ahi


Blogspot Advanced SEo Setting Robots Text Meta Tag Redirection Ko Kaise Use Kare

SEO

 

Search preferences me 3 feauture hai meta tag errors and redirection and crawlers and indexing feautures me 5-6 option hai jaise
  • Description meta tag
  • custom page not found (error 404)
  • custom redirects (redirect any error 404 page on your blog)
  • custom robots.txt
  • custom robots header tag
to chaliye inke bare me details se bat karte hai jisse aap is seo features ko easily use kar sake or logo ki aapke blog ko search karne me helo kar sake
 

1 Meta Tags Description to meta tag description hai jo search engine me hamare blog ka title ya link search karne par blog name ke niche show hoti hai yaha par ap ye bta sakte ho ki apka blog kis ke  bare me hai or aapke blog par kis trah ki jankari share kiya jati hai is me blog ke bare me only likhh bhi sakte ho.

 

2 Custom Page Not Found Error 404 page not found problem har blog me hoti hai jab kisi post ya blog ko delete kar dete hai to us samaye visitor ko us post ya blog ko jab open karta hai to use page not found error 404 btata hai isko apne hisab se control kar sakte hai isliye aapko custom page not found me redirection link code add karna padega tab jakar show hoga agar apko redirection code banana nahi aata hai to ap is code ko copy kar custom page not found me go to blogger dashboard>setting>search>preferences>errors and redirections and click on custom page not found or paste kar de
 
SEO



Agar apka redrict code nah hai to


ye code pest kare



3 Custom Redirects To apni site ke redirect karne ke liye ye feature bahut important karne ke liye bahut important hai agar apke post se koi page ya blog delete ya remove ho gaya hai or  aap chahte hai ki us page ki jagah aap ki visitor dusre page par jaye to aap us page ko new page par redirect kar sakte ho 
4 Custom Robots txt files Blog ka txt robots txt feature ek most important part hai jisko ap bahut carefully use kare yaha pr sawdhani hati durghatna ghati wali kahani hai to dhyaan se freinds site ke search engine se deindexing ho sakti hai 
 
 
5 Custom Robots Header Tags In Hindi Blogspot advanced seo ka ya feature sabse jyada confusing hai custom roblts header tag bahut se blogger ko samajh nahi aata hai but really me ye kaam itna kathin hai ek bar iske optinon ki acchi information ho jaye to ap ise anani se use kar sakte hai jaise ki custom robts header tag me all noindex. nofollow.none.nosnippet.noodp.notranslate.noimageindex or unvailable jaise ki 
 
  • All  is option ko select karne se seo me apke post ke all content ko index karega or koi effect nahi padega
  • Noindex   seo post ko index nahi kar sakte or na hi search reasult me show karne lagega
  • None  simply noindex nofollow search engine na hai to aapki post ko index karega.
  • Noarchives  search engine apki post ki archives yani tag or category ko index nahi kar sakta
  • Nosnippet  search engine search reasult me aapki post snippet show nahikar sakta 
  • Noodp   search engine post ki meta data ko  index nahi karega post ke bhi words show karega
  • Notranslate  search engine aapki post pe translate offer nahi kar sakta hai 
  • Noimageindex   seo aapki post me kisi bhi image ko index nahi karega 
  • Unavailable After  post ko kuch din bad seo se gide karna chahte hai to uski date par set kare
custom robots header tag ka option har post me hota hai  to ap apne new post likhne time ye features ko  use kar saktw ho  iske uppar main apko yw bata diya hai ki kis par select kar ke hide kar skate hai  Aur ab Asani se use kar sakte hai 
 

To finally, aap Advanced SEO ko use kar ke apne SEARCH ranking ko sudhar sakte hai  ti ise apka jada traffic increase ho aur apka blog Seccesss hoga.

37 COMMENTS

  1. Amit bhai Main aapse Apna blog/site banawana hai aap adsense se aproved bhi karwa dete hai aap bahut achhe ho tech mind so please bhai aap se kaise contact karu bhai aap mera site bana do and adsense approved please aap kitna charge lete ho sab bata do aap please aap apna contact number de do kaise baat karu aapse bhai

  2. भाई क्या आप मेरे अतिथि पोस्ट को स्वीकार करेंगे? अगर हाँ तो मैं आपसे कैसे संपर्क कर सकता हूँ।

  3. Amit bhai mera youtube chhanel wala adsense approve hai pehle se hi aur meine blogger ko bhi usi adsesne se link kiya hua hai mgr mere blooger par ads nhi aate kya kru bhai jarur batana
    Plzz help…
    #andriodgyani

  4. hello sir mae mere dost ke saath kaam kartaa thaa or usne meri website ko mujhse chhin liyaa usne uske paasword bhi change kar diyaa or uskaa server bhi down kar kyaa mae apni khoee huee website fir se paa skata hu jis par 150 mere duvara likhe gye post hae

  5. Bahut hi achcha website hai, Bhai kiya backlink ke liye koi plane lena behtar hoga. Yani fiver se order kar loon yaa phir jobhi chiz aap bata rahe ho use istemaal karoon.?

  6. sir mane apne do blog me custom robot tag ki setting ki thi dono me alg alg. bhut se blogger dusra tarika batate hai to ek blog me maine wahi traika apnaya, ek traika aapne jo bataya custom robot header tag ka yah maine dusre blog me try kiya lekin mere pahle blog me post index ho gayi thi or error bhi kam ho gaye lekin is traike se meri post index bhi nahi hui or is blog par may roj post publih karta tha iske sath sath error bhi bad rahe the or ab to bhut jayda ho gye to sir ek baar aap isse update karke bataye ki kon si trick sahi hai
    mera blog hai
    http://www.hindiahelp.com

  7. Nice article amir bhai but aap ne video mai kuch aur bataya tha aur blog mai kuch aur setting bata rahe ho so kon sa jada faideman hai.
    AND
    Amit bhai mere ek blog hai kya usse aap dekh k bata sakte ho ki barabar hai yeah blog ya nai…aap ka kuch suggestion mujhe kafi help aayega please.

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here