Hello blogger, Aaj Post Editor ke bare me btane wala hu jo blogger par new hai or post likhte hai, To kuch tool ke bare me pata nahi hota hai kis tool ka ka used kiya jaye or or iska kya mtlb hota hai.
Agar aap blog par new hai or post editor features ke bare me kuch nahi pta to aap ye Article padhe aap ko ache se samajh aa jayega.
Blogger Editor Tool Ke Har Function Ke Bare Me Jankari
- Post Title- Isme hum apni post ka title likhte hai. Matlab aap jo post likhte hai uski 150 sabdo me title ya headline batate hai hai ye Post kis se related hai.
- Post Body- Yeha par apna article likhte hai jise visitor asani se padhte hai.
Blog Post Editor Tool
Compose HTML
- Hum jab post likhte hai oh compose me or compose view so hota hai. agar aap chahe to html code ko dekhna chahte hai hai post ki to html par click kare. Agar aapko alag se code add karni hai to aap html par ja kar add kar sakte hai.
- Add or Removed Link- Hum jo bhi post likhte or or kisi post pe hume koi link dena hai is ki madat se link par click kar ke url de sakte hai.
- Insert Image – Agar post me koi image add karna hai to hum yeha par click karte hai to image insert karne ka option aa jata hai or hum apne computer se koi picture apne blog me uplode kar sakte hai.
- Insert a Video – Agar apne blog me koi video upload karna hai to is option par click karte hai to puchta hai kaha se video upload karna to jo video bana kar rakhte hai apne laptop me se yeha se add karte hai.
- Insert Jump Break – Iska mtlb ye hota hai agar koi post likhte hai or jump break used karte hai to post me crros ka nishan aa jata hai or display par utna hi so karega jaha tak apne jump break lagaya hai. uke bad koi user puri post padhne ke liye apki blog open karta hai.
“Hello i am blogger” “Share basic Knowledge Blogging”
- Facebook Page Ko Google Adsense se Link Kaise Kare [Full Guide]
- 10 Best Sites To Download Free Movie – Release Ke Din Movies Download Kaise Kare
- YouTube Video Par 10K Views Kaise Badhaye | YouTube SEO
- Top 5 Smartphone Hidden Features – Android Mobile Secret tricks 2017
Remove Formatting – Is option ki madad se aap apne post me jo bhi formatting use kiya hoga. Is tool se ek hi bar me remove kar sakte hai. Jaise Bold.italic.underline.strikethrough.or hai….
Check spelling – Yeh ek bahut hi acha option hai jab hum apne blog me post likhte hai or spelling nahi pata raha hai to ABC click kar dete hai.or jaha par spelling galat rahata hai use highlight kar deta hai.
Transliterate word type phonetically in English script (अ) – Ye tool mere hisab se bahut sahi hai kyon ki ki har koi ja blog likhta hai sochta hai mai apni bhasha me likhoo to ye option yeha se aate hai.
Left to right/Right to left – Hum sab left to right likhte hai lekin agar dekha jaye ki Urdu Right to left likhte hai jo urdu likhte hai unke liye acha option hai.
Post Ke Liye Bahut Inpartent hai Labels
Labels – Blog me hum jiske bare me post likhte hai uska ek labels banate. iska bahut bara faida ye hota hai ki user ka bahut asani hoti hai humare topic ko khujane me.
Labels ke bare me pahle hi bataya hu blog me labels ki setting kaise karte hai..
Adhik Jankari Ke Liye Yeha Se Padhe
Schedule – Agar aap kisi post ko time date set karna chahte hai to yeha se kar sakte hai.
Permalink – iske madad se hum jo post karte hai uska default usr ban jata hai . jo hum use apne hisab se set karte hai or url ko chota kar dete hai.
Post publish karne se pahle hume apne url ko acha bana kar publish karna chahiye jo yeha se hota hai.
Location – Yaha se hum apna location add kar sakte hai.
Search Description- Ye ption bahut acha hai log me jab hum koi article likte hai to search description 150 sabdo me likhna kar khas bate batani hoti hai. Aisa karne se koi bllog search karta hai to jab hum description likhte hai oh show hota hai. or visitor samajh jata hai ye post me kya kya hai.
To friends maine blogger post ke bare me bahut acha bat share kiya hu agar aap blog pe new hai kuch samjh nahi pate hai kis tool kya matlab hota hai to aap is post ko ache se padh kar samajh sate hai..
Agar aapke kuch samjh nahi aaya ho to mujhe comment kare or btaye kya problem ho rahi mai apki puri help karunga..
Kya aap apne blog ki template mujhe send kar sakte hai
Mera email [email protected]
Thank You ! Comment Ye apka first comment hai mere blog par apko puri help ki jayegi.
Template name The-Funk Blogger Template
Hello Amit G .
Me apse puchna chahta hu ki.
Blogger me HINDI TYPE KESE KRTE HAI?
Hello Amit G .
Me apse puchna chahta hu ki.
Blogger me HINDI TYPE KESE KRTE HAI?
Jaha par blogger me type karte ho. ohi dekho अ likha hoga oha par click kar do hindi type ho jayega..
Ya phir ye post ache se padh lo samajh aa jayega..http://www.allhindimehelp.com/2015/10/blogger-post-editor.html
Iska koi plugin to nhi hota n?
Agar offline likhna hai to software install kar lo hindi type ka
HINDI TYPE KESE KRTE HAI? को ऐसे ही रोमन में लिखने पर "हिंदी टाईप कैसे करते हैं" आ जाएगा। इसके लिए गूगल हिंदी टूल या एम एस एन टूल का प्रयोग करें। google.com/inputtools/try/
Thank aise hi bane rahi mere sath or or aaj mai ek post me bata dunga simple me hindi type kaise karte hai
sir g jo apne theme btaya hai usme neeche footer me credits ko kaise remove kare. please reply
bhai jab mai kuch likta hu to aap ki jese nahi likhaa jata kuchh uparhota he to kuchh nilee or kuchh aaage pichhe
javab dijiye ga
Bhai mai samajh nahi pa raha hu, Mai post me heading likha hu uska size badha hai,
bhai apki website konse free template se banaya hai
me jo bhi post likhta hun bo same baisa hi show ni hota hai usme extra spces dikhte hai sab kuch line by line ni ata kuch uper niche ho jata hai…
Bhai blog hindi me achha traffic aata hai ya fir singlish me which is better?
Hindi me
Nice article about blogger , visit my website once if possible
Nice one..
Thank you
Wow its really useful informations .. thanks for the sharing
Thank you !
BAHUT ACHA JANKARI DI HAI APNE AUR APKI YOUTUBE CHANNEL AUR WEBSITE SE SIKHKE MAINE EK WEBSITE BANAYA HAI PLEASE CHECK KARKE BATAYA BRO KI MERA WEBSITE KAISA HAI….. BRO EK BAT HAI MERA WEBSITE 2 MONTH SE ADHIK HOGAYA HAI ADSENSE KA APPROVED BHI LIYA, LEKIN MERE WEBSITE ME TRAFFIC NAHI AA RAHA HAI… Q AISA HO RAHA HAI PLEASE HELP KARE…ISLIYE MAI ADSENSE KA ADS BHI NAHI LAGAYA HU..
Bai blog ke lia topic kaise select karu. Please help me
nice article sir