Google Hosted Adsense Account Ko Non-Hosted Me Upgrade kaise kare. Youtube channel monetization on karke paise kama rahe hai aur extra income ke liye blogging karke google adsense ke through paise kamane ki soch rahe to apke pass google google adsense non hosted account fully approved rahega tabhi adsense advertising ad aap ki site par dikhega. Adsense account hum youtube ya blogger par crerate karne par adsense team hume hosted account approved deti hai. Linkin apni site par ad dikhane ke liye adsense hosted account non hosted account convert karne par ad show hote hai.
Hosted Adsense Account Ko Non-Hosted Me Convert Kaise Kare?
Google adsense apni privacy bahut pahke change huaa google adsense account different type ke hote hai. Google product ke liye hosted account hai aur aur non-hosted account website publisher ke liye. Lekin isse pehle jante hai adsense non hosted to hosted me kya antar hai? Side me sabse upper logo par click karne par apko pata chal jayega aap ka adsense Hosted account hai.
- Without PIN Google Adsense Account Verify Kaise KareÂ
- New Blog\Website को Google में Rank कैसे कराये [ Top 10 Tips 2021]
Upgrade AdSense Hosted to Non-hosted Account in Hindi
Sabse Pahle google.com par jaye aur login kare. My ads per click karne par content option milega jiske sabse niche Other product likha hoga.
I will show ads on apna website URL likhe aur Submit button par click kar de. Successfully google adsense hosted account upgrade non-hosted account me kar diya. Site me ads laga kar kuch din wait kariye agar apki website adsense policy ko follow karegi to approval mil jayega. Website par add lagaye jo google adsense par ads kaise banaye aur lagate hai pahle hi btaye hai usko ek baar padhe.→
Relate PostÂ
Google adsense non hosted to hosted different kya hai?
AdSense Hosted Account Kya Hai:- Apka adsense account Blogspot,(Blogger) aur YouTube approved mile to hosted account kehlata hai.
AdSense non-Hosted account Kya Hai : –Â Google adsense custom domain name com, .net or .info. par approved milne par non-hosted account kahte hai, Ek bar adsense non hosted full approve mil jaye to different website adsense ads use kar sakte hai.
Ab apko pata chal gaya hoga adsense account convert karke fully approved ke baad kisi bhi site me ads laga kar paise kama sakte hai. Is post me apko acche se bataye hosted account ko non-hosted me kaise badlate hai. Post ko share aur comment karke bataye  koi bhi question hai jawab jaldi diya jayega.
bahut badiya jankari hai
Thnk you bhai
sir bahut he badiya jankari share ki hai apne adsense ke uper.
sir bahut he badiya jankari share ki hai apne adsense ke uper thanks.
apsir both acha lika ha ap na. Aik question pouncha tha ky, ma na apni website ky liye adsence ko jo application de thi wo abi be pending ma ha. 5 months ho gaya hain. Lkn abi be pending ma he ha. Ki dly help me
hi sir,
sir adsense apply karne ke liye kis ka 18 year ho chahiye Payee ka ya fir jis ka email id hai
bahut confution hai sir please reply my comment.
Ye apki age 18 year hona chahiye agar aisa nahi hai to aap kisi aur ke naam par bnaye
thansk for relpy but
google adsence age verification kaise karta hai please batae samaaj me nahi aya
Adsense Address PIN verify kaise kare. Ye padhe
Nuksan kya hoga
Feature image set kariye
Thank you
SIR EK BAR WEBSITE CHECK KARE MERI KUCH RAH GAYA HO TO BATAE PLZ
Nice post
Sir please muje email se contact kare,ya apna email de,aapse jaruri baat karni hai
Contact form me details send kare apni
[…] Hosted Adsense Account Ko Non-Hosted Me Convert Kaise Kare […]
Bro ___________ ME URL DAAL KAR JAB SUBMIT PE CLICK KRTA HU TO WO SUBMIT NHI HO RAHI
Bahut hi accha article he
Muze sach me esse fayda huaa he meri site ko approval mil gaya only 15 post me
sir maine adsense ke liye apply kia ha but aaj 15 din ho gaye or abhi tak process reveiw me ha kitna time or lgega approve hoga ya nahi?
mil jayega time lagta hai thora