Railway Exam Ki Tyari Kaise Kare

Railway Exam 2017-18 Ki Tayari Kaise Kare
Railway 2018 Upcomings Vacancy

Railway exam 2018 online taiyari kaise karte hai, Railway 2017 upcomings vacancy mein sabhi vidyarthi tayari kar rahe hai lekin aap ko is baat ko dhyan mein rakhna chahiye railway exam online kaise kraye jate hai,

Pichli baar apne loco pilot online exam diya hoga kuch ideas use jarur milta hoga online exam kaise hote hain,  Government bhattachar ko rokne ke liye online exam karate hai, Railway competition exam ko qualifieds karne ke liye partan syllabus study material  kis type ke question railway exams me puche gaye, Online test for railway group C & D online dekh sakte hain, railway recruitment board exam online railway exam practice test hindi or english me bahut aise website hai jaha free me competition exam text karati hai, Railway Recruitment 2017-18 RRB aur RRC ne notification out kiya jo  august ke pahle railway vacancy niklegi isi liye apko puri mehan aur lagan ke sath ess baar railway exam pass out karna hoga,

Niche main kuch tips share karne wala hu railway exam pass hone ke tarike use acche se padhe, 
 

Railway Exam Ki Tyari Kaise Kare

Railway vibhag me sarkari naukri pana kon student nahi chahta government job mile aur sabhi vidyarthi sarkari naukri pane ke liye din raat mehnat karte hain, 10+2 pass hone ke baad student sarkari naukri pane ke liye coaching karne lagte Kyoki railway me cureer aur salary dono accha hai, Is bar railway vacancy notification august 2017 me sayad nikali jisme lakho student form apply karte hai, Lekin kuch hi student railway exam pass hote hai aur kuch safal (Fail) ho jate, Exam me fail hone ke 2 wajah ho sakti hai,
  1. Exam ki sahi trah se guidence na hona,
  2. Exam ki acchi trah se tyari na hona,
 

Railway Clerk Job Qualification Kya Hone Chahiye?

Railway Clerk exam form apply karne ke liye 12 pass hona aniwary hai, railway clerk exam ke liye age 18 varsh aur adhik se adhik 30 varch honi chahiye,But yeh aaye sima alag alag railway vibhag me alage,
Railway bharti ki tyari ke liye sabse apko pariksha parten ka gyan hona anivarya hai ki exam me kis type ke question puche jate hai, exam me kuch kitne section hote hain, railway clerk exam old model previous papers tayari karte to apko acche se samajh aayega kis type ke question puche jate hai, Sath hi daily news paper padhte hai to pariksha me aaye current affair aur samanya gyan se sambandhit question ko asani se hal kar sakte, Exam dete waqt time management ka dhayan me rakhen, 
Agr aap Railway Group D exam dena hai to iss tips ko follow kare,
 
 

Railway Clerk Syllabus Kya hai?

 


  • General Knowledge

     


  • General English/ Hindi

     


  • General Intelligence ( 
    • Reasoning

  • Arithmetic Ability

     


  • General Science

General Knowledge :- Current Affairs, History,Geography, General Science,Science se jayada Question puche jate hai is liye apko iss par dhyan dena hoga, Internet par previous year rrb question papers pdf me asani se mil jayenge railway clerk exam question paper download karke solved karte rahe,

Dosto is post me apko motivation kiya hu aap kaise railway exam ki tyari kar sakte hai, Bahut jald railway vacancy nikalega jiske liye apko mehnat aur lagan ke sath tyari kare to exam pass ho sakte hai, 
Thank You!
 

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here