Diwali Wishing Script Download Demo
Raksha bandhan wishing website blogger par free kaise banaye step by step batane wala hai. Online paise kamane ke tarike bahut mil jayega agar aap kam time me adhik paise google adsense ke jariye kamana chahte hai to sabse accha hai fastival wishing website create karke paise kama sakte hai. Event blogging aaj kal karke kam time jyada earning user kar rahe hai. Raksha bandhan wishing viral script FREE me dera hu code download karke apni khud ki festival site carete kar payenge. Sunday, 26 August ko banaya jayega abhi apke paas time hai paise kamane ke liye.
Blogger Par Wishing Website Create Karne Me Kharcha Kya Lagega ?
Blogger par wishing website create karne ke liye kya kya chahiye aur kitna paisa lagega. Bogsport par blog banane ke liye hosting aur domain name ki koi jarurat nahi yahan free mai blogsport.com par site complete ho jayega. Lekin professional looking ke liye custom domain name buy jarur kare. Domain name free me mil jayega .tk .ooo .xl .xyz etc, Mai pahle btaya hu godaddy se domain name kaise kharide kam paise me padhe. blogger par free me apni site create kar sakte hai Rs.0 rupaye me bs is post ko acche se padh kar fallow kare.
Blogger Par Festival Wishing Website kaise banaye
Step 1. Google browser me search kariye blogger.com ab apni email id se logging kare.
Step 2. Ab new blog crete kare. Blogspot Par Site Kaise Banaye Jane.
Blog title url likhne ke baad create blo! par click kare.
Step 3.
Blogger ke dashboard me left side me Theme par click karne ke baad Contempo me 2 dusara theme lagaye.
Apply to Blog button par click kare jise template apply ho jayega.
Step 4.
Template par click karke sabse niche Revert to Classic themes option par click kare.
Ab template ka diya huwa code delete kare sabhi.
रक्षा बंधन Wishing स्क्रिप्ट वेबसाइट ब्लॉगर दे रहा हु उस कोड को कॉपी करके यहाँ पर पेस्ट कर दे. आपकी रक्षा बंधन Wishing वेबसाइट बन जायेगा?
Step 5.
- Raksha Bandhan Wishing Script Code Download Kare.
- Blogger NavBar off kare.
- Default code delete karke raksha bandhan wishing Script code paste kare.
- Save theme button par click kare.
Successfully festival wishing website kaise banaye ye sikh gaye hai. is code ki help se diwali wishing site bhi asani se create kar sakte hai. Event Blogging Raksha Bandhan Festival par karna sikhaya hu apko whatsapp facebook all social network site par share karke paise kama sakte hai.
Event Blogging Kar Ke Paise Kaise Kamaye
Event blogging karke paise kaise banaye jate hai. Sabse pahle kisi bhi event aane se pahle site ko ready karke ke rakhe apna social media par follower banaye adhik se adhik. Festival aane 15 se 20 din pahle share karke start kare apki wishing site viral ho jayegi phir google adsense ke ad code laga ke kam time me accha kamai kar sakte. But iske liye apke pass google adsense account fully approved hona chahiye.
I hope apko ise kuch sikhne ko mila hoga agar apko ye post accha laga hai to please comment karke btaye share jarna na bhule.
sir mere name amitabh kumar hai kya aap muje backline bnane me madat kar sakte hai
aap jo kal video dali hai 21 august ko oo
video mai dekha
app kya mere post ko premot karege
sir mai apka her video dekta hu
her video ko like kartahu
or apka subscriber bhi hu
aap mere blog ko dekh ligiye please
apse request hi
maine google serch se bhi joda haiper pir bhi utni
view nahi mil rahi hai
kua karu
bhai btao jara
Oky bhai
Verry nice post amit sir amit sir mene bhi ak post likha he esi topic pe ….Visit kare…
Raksha bandhan jaisi script ko viral karne me kafi jyada samya lagega kyogi aajkal iske bare me sbhi ko pata chal gaya hai. aur sabhi esi script par work kar rahe hai aur yah par ab WhatsApp ka ek update bhi hai jisme only 5 group me hi share kar sakte hai.
Vaise to mai yahi kahunga ki aapne jo bhi jankari di hai vo ekdam jhakaas di hai. Me aapko 4 star deta hun.
Thank you bhai
Thanks Bhai
Hi sir,
script to ban jata hai lekin, mere blog ka adsence approve nahi to paise kaha se aye ge
please sir koi tips dijiye jisse paisa aye.
thanks
Bina adsense se paise kaise kamaye btaye hai padhiye
BHAI PLZ APNI NAMBER BEGHO YA PE CANCTECT KARO PLZ MUJHE HELP CHAHIYE
Aap mujhe email par message kariye jo problem hai jaldi help mil jayega
Nice post hai sir kya aap mera website ka backlink banane me madad karenge
Thank you
Nice Sir Ye Script Log Paid Bech Rahe Hain Lekin Aap Free Love You 👍👍👍
Thank bhai aise hi bane rahiye
Very Nice Post Sir Meri Website ka backlink banane me help chahiye.
Ha bhai jarur
Wow sur grate post. Thanks for sharing this post.
Thank bhai aise hi support karte rahiye
Aap to gajab ho bhai sach mai paisa hi sab kuch nahi hota aaj dekh liya
Thank you bhai
thank you sir mene aap ka videos dekha aap bahut aache se bataye ho …
thanks
Thank bhai aise bhai aise hi bane rahiye
Ye script kaam nhi mr rahi h Bhai
Mai view blog karta hu to kuch show hi nhi hota
Kaam karega bhai
This article is very Nice Thank you so much shear this article
Thank you!
sir script to thik hai mere mere blog mai ye mobile mode mai open nhi ho rah kya karu pls batiya
Bhai open hoga aap jaise btaye hai follow kariye
sir sub kuch try kar liya but ho hi nhi raha pata nhi kyu baar baar ek hi problem ho raha jab v phn mai open kartay hai na to usko desktop site mai change karna padta hai tab hi work karta hai pls sir kuch solution dijiya na pls
Bhai mobile se 100% ho jayega bahut simple hai. Jyde dikkat hai to mujhe email kariye mai kar dunga
Bhai mera wishing script pe google adsense ads show hota hi nahi hai. Aajtak jitna bhi wishing script banaya hai ads show huwa hi nahi. iska kya problem hai bata payenge aap mujhe ????
Adsense apka fully approved nahi hoga.
Fully approve hai AdSense
Sir Ji Aapne Is Website Par Konsa Theme Use Kiya Hai Please Mujhe Bataye
Newsmag thems hai
Sir ji ye theme aap mujhe de sakte hai kya please
thank you
hi sir this is very nice article
Thank you!
Very helpful post.
but
Sir, Images kahanse lenge?
copyright issue problem hoga kya?
Nahi hoga
Sir, I just got your wishing script and set up my site and it’s running fine. Then I shared it with my friends and some groups on WhatsApp and Facebook. But nothing happened as I expected. There was a spike in the view to 10 views and a large down in traffic. What is the right way to promote these type of websites for free? New ideas?
good artical keep sharing thanks
Thank you bro
Sir is par adsense ka ad lagane se koi problem to naho hoga na adsense ko pls tell me
nahi koi dikkat nahi hoga
nice sir
Happy rakhsha bandhan amit sir
Same 2 you bhai
nice post
thank you
Nice post sair
Aap kon sa theme ka Use karte hai please muchhe bata de mai month se paresan hu . 1 month hogya hai sir domain liye usme av tak kuchh v nhi kiye hai please aap apana theme link dede muche..
mai aapka av video dekhta hu . AAP VIDEO BLOG,WORDPRESS, SEO ke mamle me aapka video youtube me TOP pe rahata hai .please give link of theme .Mai av 9th Class me hu bhaiya aap muchhe help jarur kijiye ga ..
Please aap apna theme ka name or link bataye much bhaiya . Mai av 9th me hu aap muchh jarur help kare ge wordpress sikhne me .
newsmag themse hai bahut jal upload krunga
Bhot badiya post bhai , aur mene kal wo aapka Adsense adunit wala video dekha , Adsense converter ka use kyo karte hai bhai ?
Thank you bro
सर क्या में अपना blogger के डोमेन के आलावा भी अपना new domen buy कर के लगा सकता हु क्या प्लीज reply करे सर plz
Yes laga sakte hai but apka adsense fully approved hoga to adsense ke ads show hoga
Nice Amit g
Hey, Amit Thank You for providing me a Raksha Bandhan Script but almost most of the peoples know about this trick and thus the competition is increasing… BUt you provided the nice info.. Thank You Bro
Welcome bro
Search Consol Me Structured Data Kese Add Kare Blogger me
Awesome Bro…
very nice sir you can check my blog also for motivation success story
OKY BRO
Hi amit
Apne meri website banayi thi
Yaad hoga appko
Mymobtech.com
Mjjhe media.net ka approval nahi mil raha hai
Us uk ka traffic nahi hai isliye
Kuch help karoge
very nice
Thank you bhai , ap humesa sara Whatsapp Viral Script free me dete ho aaj v apne Raksha bandhan whatsapp viral script hume free me provide krwaya.
Nice article Sir Ji
Aap genius ho yrr bahi aapka blogg ma hamesha visit karya hu
Thank bhai aise hi bane rahiye
useful article friend
Sir Online Polling code ke 100 like done
Bhai aap guest post ka option bhi add kr dijiye plzzz.
Hello sir
Mera name sachin hai or blogging ke bare mai ek series laa rha hu or waah starting se end tkk sub kuch btaunga ki kese blog start karte hai kya aap mere channel ko promte ke liy mere help hai sakte..please ek baar aap mere video dekhlichiy mene uske baad apko jese lagge aap bta dena..
Thank You sir.
sir ji please voting script site ki direct link provide karein apka bhut bhut dhanyavaad.
सर मुझे 2019 का चुनाव कौन जीतेगा इस वेबसाइट की कोड और स्क्रिप्ट चाहिए सर प्लीज हेल्प कि जितनी मेरी
Bhai wah kode to diye hai is post me dekhiye
Sir aapne bahut hi useful article likha hai aapka dhannyawad is article se har kisi Ko help hogi
THANK YOU BHAI
sir me apse nivedan hai ki mujhe pol ka script dena plz
Very nice collection for events wish thanks
Thank bhai
sir ham script de digiye
post me diye hai
Very nice bro, you’re great.
Thank you
Good job bro
Mere samsya ka samadhan mil gaya
Tusi great ho
thank you
Nice article sir
Nice Article
nice artical sir u r doning a great job.
good job sir mere problem solve kr di apne thks
Bhai mera fully approved nhi hai adsense …voting poll wali site me blogger se ads lg skte hn kya?
adsense fully approved hona chahiye matlab kya hai ……….meri website blogger par hai aur usse maine adsense approve karwaya hai aur ads bhi lagayi huyi hai,,,,,,,,,kya ma un ads ko is script me use kar sakata hu kya
Good post
very nice articles