Top 5 Secret Whatsapp Tricks You Never Know

WhatsApp user ki sankhya billion mein hai Sabse Adhik WhatsApp application messaging chat ke liye use Kiya jata hai, Whatsapp apps user ko dhayan me rahte hu feature upgrade karta aa raha hain, India mein whatsApp user ki sankhya sabse adhik jio internet aane huyi hai But new user  WhatsApp bilkul chalana nahi jante hain, Whatsapp ke baare mein pata nahi hai aur main feature ke baare mein toh bilkul mollom nahi hai, WhatsApp new feature update ke baare mein bataunga jisko use karke amazing experience le sakte hain, 


Top 10 Secret Whatsapp Tricks
 
Dosto ye maloom hoga Whatsapp kaise download karte hai aur kaise install karte hain, WhatsApp ki new update kya hai, New feature update ke bare me share kar raha hu,
 
 

5 whatapps hedden cool feature update ke bare share kar raha hu, 
New whatsapp application chattings fuction secret settings jo aapne abhi tak istemaal nahi kiya hoga, Daily life me whatsapps sabse adhik used karne waha social media platform hai aur isse friends family relates se chat karne ke liye whatsapps ka jyda istemaal karte hain, Facebook se jyada user online whatsapp par dikhte hain, Whatsapp messenger Kya Hota Hain Kaise Install Kare Ye Bilkul Simple Hai, Whatsapp Install Karne Ke Liye Click Kare

 

 

Contents

WhatsApp Most 5 Useful Secret Tricks in Hindi 2017-18

Whatsapp messenger best 5 Cool useful hidden settings kya kya hai jaane ke liye to step by step follow kariye,

1. Whatsapp 2 Step Verification


WhatsApp 2 step verification kya hai aur kaise enable kare, WhatsApp Messenger ko security Mojaboot karne ke liye istemaal kare, whatsapp two step verification settings enable karne se whatsapps number dusara koi use nahi kar sakta hain, WhatsApp two step verification kya hain kaise active kare,
☺Sabse Pahle Whatsapp Open Kare Settings Icon Par Click Kare Phir Account Iske Andar Apko Two-step verification likha hai waha clicks kare, ENABLE Kare pass code inter kare, Note Email Id Jarur Add Kare Whatsapp two step verification Password Bhool Jane Par recovery Ho Jayega,
WhatsApp two 2 verification enabled kare 

 

2. How to Create Broadcast Lists in WhatsApp

Whatsapp broadcast kya hai or kaise create kare, Whatsapp user ke liye broadcast feature bahut hi best hai, Whatsapp group create karne par jisko add karte hai uska number no group member dekh leta hain,
But Bard cast group banane create karke custom contact number add karke Broadcast message ek sath 256 user ko send kar payenge aur kisi ko pata bhi nahi chalega whatsapp broadcast me kon-kon add hai,  
Mai Pahle Hi Btaya Hu Whatsapp broadcast Kya Hai Kaise Use,


3. How to change Whatsapp Font style Text

WhatsApp main text style message bhejne ke liye WhatsApp future  update isme aap bold italic aur cross underline WhatsApp Messenger send message kar sakte hain, WhatsApp Messenger Mein bold message likh kar kaise bheje,
1. WhatsApp mein bold message send karne ke liye  *Star Apna SMS Type Kare* Bhane Par Bold Jayega ,

2. Strikethrough iska matlab ye hota hai jab message type karenge to word par corass ke nisan aa jayega jaise  ( ̶S̶t̶r̶i̶k̶e̶-̶t̶h̶r̶o̶u̶g̶h̶), Whatsapps par is type ke message bhejane ke liye type kare,
 ~Yeha Apna Message Likhe~ 
 
3, WhatsApp mein Italic format message kaise likhte hai aur kaise send kare,  _(Underline)_,
 

4. WhatsApp par bold aur  Italic message kaise likte hain, *_BoldItalic_* 

4. Create Chat Conversation Shortcuts in Whatsapp

WhatsApp main feature bahut accha diya gaya hai agar aap kisi special friend se chat karna chahte hain toh baar baar WhatsApp open karna hoga lekin aap chahe to shortcut create kar sakte hain this am only special friends se chat kar sakte hai,
Sabse pahle Chat open kare⟶3 dot par click kare⟶More⟶Add Shortcut ,
Finally home screen par chat create  ho jayega,
 

5. Reply to Specific Message in Whatsapp 

WhatsApp feature sabse best agar aap chat kar raha hai aur reply karna hai direct message pe click karenge toh upar reply batana jayega, WhatsApp pe Agar aapko koi message kar raha hai aur uska reply karna hai us message ka message par press kare to reply option milega,
 
Reply to Specific

 

I hope aap ko pata chal gaya Hoga Ki Whatsapp ke main feature ke baare mein agar aapko WhatsApp se related koi problem hai toh Neeche comment Karke Bata hai agar aapko post accha laga ho toh please share Kare comment kare
 

8 COMMENTS

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here