Blogger Template Kaise Change Aur Upload Kaise Kare

Blogger Template Kaise Change Aur Upload Kaise Kare
Blogger Template Kaise Change Aur Upload Kaise Kare

Hello visitor aaj hum batane ja rahe hai kaise blog template upload karte hai. Dosto aapne mujhe bahut email or message kiya hai sir mere blog par traffic kyo nahi aa rahi hai. To batana chahta hu hum sab bahut hi mehnat karte hai apne blog par or ache se acha post karte hai. Phir bhi visitor bahut kam aate hai iska kya karna hai puchte hai rahte hai. Humare blogger ka look jitna acha hoga visitor aakarshit hokar humare blog par aayenge to mai ye kahna chahta hu aap apne blog ke liye acha se acha template hi select kare. jo dekhne me acha  design ho jo lage  website ki  trah  ek dam.
Bahut se friends mujhe comment or mail karke puche hai sir aap apne template ka name bataye shayad meri template apko jade pasand hai.

To mai bataya hu kaha se acha se acha template free me download kar nahi pata hai to padh le.

Blog ka template kyon change karna chahiye 

Visitor blog ki template change karne ka bahut hi karna ho sakta hai. Ho sakta hai aapne jo blog ki template use kar nahi hai oh mobile friendly na ho. ya bhi ho sakta hai blogger ka diffalt template apne select kiya aise bahut hi karana ho sakte hai or bhi karna ho sakta hai. But isliye mai ye kahna chahta hu aap jo bhi template use karein iss sab ko dhyan me rakhte use koi acha hi select kare.

Blogger template kis type ka hona chahiye

Blog ka template download or upload karne se ye jan lena jaruri hai ki blog ka template kaise or kis type ka use jade karte hai taki hamare blog dekhne me acha dikhe or visitor ko pasand aaye .
  1. Sabse pahle to apka template mobile friendly or  suporte honi chahiye jo mobile me acha dikhe . jaisa ki aapko pata hi hoga aaj kal jade visiter mobile se hi ne use karte hai hai to aap is baat ko dhyan me jarur rakhe.
  2. Fast loading hone wala template chune
  3. SEO friendly  template hona bahut hi jaruri hota hai jise search me jaldi aa jata hai aap in sab bato ko dhyan me rakhte huye download kare. chaliye ab jaan lete hai kaise change karte hai .

Blog ki template kaise change or upload kare

Sabse pahle to aap apne blogger me log in ho jaye.or dashboard me jaye . Phir jis blog me change karna chahte hai us par click kare.
  1. Isme aapko Template par click karna hai.
  2. Phir Backup / Restore pr click kare.
how to change blog template in hindi
Ab ek new popup windows open khulega.
how to upload blog template
  1. Download full template par click kar ke apna blog template ki backup bana sakte hai jo bahut hi inpartent hai backup bana kar rakhna. kyoki gar upload karte qute ko errours aaye to aap purane template ko upload kar sakte hai.
  2. Ab Chose File par click karnge to aapse xml file chose karne ko poochega. hum koi bhai template download karte hai to xml ho hote hai. Ab aapko jo template select karna hai oh chose kar le.
  3. Chose karne ke bad Upload par click kar de. Ab thoda wait kare jab fully template upload ho jayega to aap ke blog ki look badal jayega.

To dekha friends kaise apne blog ki template ko change kiya bahut hi aasani se or phir upload kare. To finally apka successfully upload ho jayega. Ummed karta hu apko ye post acha laga hoga. Aapko koi problem hoti hai to aap mujhe comment kare or bataye apko puri help kiya jayega. Aap Ko agar post acha laga ho  to please share or comment kar or bataye.

43 COMMENTS

  1. Hello sir filhal aapki website kis par hai blogger ya wordpress
    Aur kaun sa theme use kar rahe hai aap
    Sath hi ye bhi bataiye ki
    Amp kaise activate kiya hai aapne apni website par
    Please reply
    Thank you

  2. Helo sir
    mere Blogger blog par jab may Title ke sath tag line add karta hun to search engine me pahle tag line aati hai uske baad tilte
    janese mera title hai hindia help or tag line hai tech gyan hindi me
    to search engine me yah ense show hoga hai tech gyan hindi me! : hindia help
    to may ise kaise sahi karu
    please help

  3. What a great article!. I am bookmarking it to read it again. It seems like a very interesting topic to write about. Your posts is really helpful for me.Thanks for your wonderful post.

  4. Sir meri 1 blogger pr website hai sir mene google me vrifay bhi kr li hai fhir bhi google search ingane me nhi ati hai sir plz batto me kiya kru _ir meri web moneyroot.xyz hai

  5. Bhai maine kaphi samay de diya hai blogger ko samajhane me jisase mera kaphi samay gya yar bhai mujhe koi achha them nahi mal rha hai jisame about option nahi hai bhai m ek achha blogger banana chahta hu please meri halp karo bhai usame html me about nahi diya ap ke video maine dekha tha to tha और मैंने जो डाउनलोड किया है उसमें 1440 से 1460 तक नहीं है जो बाये साइड में अंक लिखा होता है आप का थीम बहुत अच्छा लगा है भाई कुछः करो और मेरा इतना बजट भी नहीं है की मैं खरीद सकू

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here