Email Marketing Kya Hai Aur Ise Fayde Aur Nuksaan

Email Marketing Kya Hai Aur Ise Fayde Aur Nuksaan
Email Marketing Kya Hai Aur Ise Fayde Aur Nuksaan
Email Marketing Kya Hai Aur Kaise Kaam Karti Hain ? Email Marketing Kya Hai Aur Ise Fayde Aur Nuksaan Puri Jankari, All Hindi me help website par yeh mera first guest post hain. Jaha par main blogging tips, Adsense tips, SEO, Yadi aur bahut kuch internet se Judi jankari deta Rehta hu. Aap mera website visit kar sakte hai Tech4guru.com

Aaj ki yeh topic par hmm baat karne wale hai jo ek blogger ko jyada jarurat hoti hai aur woh hai Email Marketing ab h’m sabse pahle yeh jaanege ki Email marketing kya hoti hai

 

Email marketing kya hain ?

Aap jaante hoge ki har blogger ke blog me author reader ke blog ko subscribe karne par aapko jor dete hain ki aap jiske liye blog me ek subscription box hota hain. Subscribe karne wale visitors ko blog me latest post ki email ke though mil jaati hai. Jisse visitors increase hote hain,
Yeh Email marketing kya sahi matlab hai ki apne product ya blog ko promotion karne ke liye email ka use Karna hi email marketing kehlata hain Jaise ki Online affiliate marketing ke liye email use karna, aaj ke daur main facebook par koi bhi products ko promote karne ke liye email ka use karna hi email marketing hota hain.
Ab hamane samajh liya hai eemel maarketing kya hain isse aage hum yeh jaanenge ki email marketing kaise ki jaati hain.

Email Marketing Kaise Kare ?

 

Eemel marketing karne se pahle hamein yeh decide karna hain ki hamen kya jarurat hai email marketing ki aur kyu hain ? email marketing ki jarurat hoti hai jab ham ek Computer par koi bhi topic par research karna ho, koi bhi products ki information collect karni ho, Blog ko promote karna ho, affiliate marketing ke liye email though koi bhi products ko promote karna ho, business purpose ke liye use karna ho
Is tarah aap apne kisi bhi prakar ki purpose karne ke liye email through marketing kar sakte hain.

Email marketing ke liye kya-kya chahiye? 

email ke though maarketing karne ke liye hame email list banani hogi. Kyuki hamare pass email nahi honge toh hum email marketing kaise karenge. Isliye email list subse jarrori things hoti hain jo hame email marketing karne ke liye chahiye.
Email marketing karne ke liye 2 tricks hote hain.


1- Natural way : yeah tricks Se email list bahot hi easily bana sakte hain aur Free bhi hain. Jaise ki maine upper bataya hua ki blog me subscribers box add karke hum apna blog ke liye subscribers bana sakte hain. Visitors hamare blog ko subscribe karne ke liye apna email daalta hai jaise ki hamare pass natural tricks Se hi email list ban jaati hain. 


2- Unnatural way : Email list banane ke liye email list kharidna banane ki galat technique hai aur isse email marketing me koi fayda (benefits) nahi milte hai isliye email list banane ke liye yeah unnatural way hain. 

Email list banane ke liye tools

Jaisa ki maine aapko bataya hai ki email list banane ke liye blog me subscriber box add kare. Subscribe box add karne ke liye bahot saare online tools hain jo aap ko google par mil jayenge. In tool ko use karke aap bahot hi easily apni email list bana sakte hai. But main aapko 2 tools Suggest karunga jo use karne me bhi bahot easily hain aur free bhi hain.

1 Feedburner 
2 Aweber 

In main se hum koi bhi 1 tools use karke hum apne blog me Subscribe box add kar sakte hain jiska use karke hum blog me subscribers ko latest post Ka link send kar sakte hain. Jisse ki hamare blog me pageview bhi badhenge.
Ab hum samajh liye hai ki email list bana kar email marketing kaise ki jaati hain aur iske Kya fayde hote hain.

Aap bhi hamare blog ko subscribe karke latest post ko  apne inbox me padh sakte hain.
I hope ki aapko yeah post pasand aayi hogi aur apne dost ko jarror share kare jisse humko motivation mil sake aur hum aapke liye aise hi important tricks lekar aapke samne la sake………..Thank you


15 COMMENTS

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here